Re: Sports khelne k faide
Dear friends aap saab kakya haal ha umeed ha aap saab khiriyat sa hon ga sports khailn ka fawaid hum aik ya do thread main biyan ni kr saktay sports khailna ka bht saray faiday hain sports kaafi qism ki hoti hain .
indoor games
outdoor games
indoor games main badminton ,ludo,chess aur squash waghaira shamil hain.outdoor games main cricket footbaal ,hockey,basketball aur bht rugby waghaira shamil hain. indoor games hun ya outdoor games hun sub k apnain apnain faiday hain .in k fawaid main sy chand aik faiday yeah hain
1 physically fit
2 mentally fit
3 no fat
4 relax
5 healthy
6 no disease
7 intelegent
8 managment
9 leadership
aap nain daikha higa jo banday sports khailtay hain woh dosray bandon sy ziada fit rehtay hain aur damaghi tour pr bhi taiz hotay hain.
try karain outdoor games khailain aur aap jitna tough time laingay aap utnain hi ziada fit aur damaghi tour pr fresh hun ga r ak achi life guzar saka ga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим