Assalam O Alikum and Good morning dosto, dosto mera ye review insurance company par mabni hy, ismain aap logo ko main patany jaa raha hoon k insurance company kesy kaam karti hy aur isky rules regulations kya hoty hain aur ye kon konsy areas ko cover krty hain. To sab sy pehly main aapko batata hoon k insurance company coverage kya hota hy, to dosto insurance company health, life, vehicle, electric products etc ke insurance offer krti hy, isko normally ya insurance workers k language main policy B kehty hain, to dosto life insurance main ye hota hy k aap annually ya monthly k base par Insurance waly ko pesy dety hain depends upon your policy strenth k aap kitny peso ke policy lety hain aur insurance comapny kitny peso ke policy offer krti hy to aap lety hain aur tahayat aap payment karty rahogy , aur death k baad apki family ko insurance waly yak musht sara payment karegi jo hmunki muqarrara limit ho, isi tara health main aapky ailaj ko cover karty hain jis main aik limit hota hy usi limit k base par apko company payment kartu hy apky ailaj k liye aur baqi aap khud pay karogy, aur imain mazeed kuch diseases aisy hoty ya check ups k us k liye apko pesy nahi milengy, vo aap khud karogy, vehicle policy main company dekygi k accidents kis noiyeat ke hy, ghalti kis ke hy, gaadi kitna khrab hy, aur kahan sy kahan tak cover hy ye policy khareedty waqt apko written main diya jata hy. Aur isi tarah electric producta B aik coverage limit hota hy. Ab insurance k faido aur nuqsanat ke taraf jaaty hain.
Faidy:
Faida iska ye hota hy k aap monthly ya annualy thory sy charges dety hain jo mushkil waqt main jab agar k pass pesy kam ho ya na B ho to aap claim kr sakty hain.
Doosri faida ye hy k aap ko barty sy barry loss ho B jaye to policy k mutabiq apko cover deta hy.
Theesra faida ye hy k aapky death k baad agar family ka koi income source na ho to itna mil jayega insurance company sy k vo apki family k liye enough hoga.
Chota faida ye hy k agar car accident ho aur aap ny tpl yani k third party liabilty ke ho to aap agsr kisi aur k gaadi sy takkar mary B to vo loss B company cover kar deti hy.
Nuqsanat:
Iska sab sy barra nuqsan ye hy k aap annually pay to karty hain lekin agar aap ko koi zaroorat na party peso ke to vo saal baad automatic expire ho jati hy aur aap ko renew karna parega , aur isi tarah agar car policy main aapko kabhi zaroorat na parry to aap claim nahi kar skaty aur aap k pesy muft main chaly jaaty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим