Ye review Insurance comapny par mabni hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Insurance comapny par mabni hy.
    Assalam O Alikum and Good morning dosto, dosto mera ye review insurance company par mabni hy, ismain aap logo ko main patany jaa raha hoon k insurance company kesy kaam karti hy aur isky rules regulations kya hoty hain aur ye kon konsy areas ko cover krty hain. To sab sy pehly main aapko batata hoon k insurance company coverage kya hota hy, to dosto insurance company health, life, vehicle, electric products etc ke insurance offer krti hy, isko normally ya insurance workers k language main policy B kehty hain, to dosto life insurance main ye hota hy k aap annually ya monthly k base par Insurance waly ko pesy dety hain depends upon your policy strenth k aap kitny peso ke policy lety hain aur insurance comapny kitny peso ke policy offer krti hy to aap lety hain aur tahayat aap payment karty rahogy , aur death k baad apki family ko insurance waly yak musht sara payment karegi jo hmunki muqarrara limit ho, isi tara health main aapky ailaj ko cover karty hain jis main aik limit hota hy usi limit k base par apko company payment kartu hy apky ailaj k liye aur baqi aap khud pay karogy, aur imain mazeed kuch diseases aisy hoty ya check ups k us k liye apko pesy nahi milengy, vo aap khud karogy, vehicle policy main company dekygi k accidents kis noiyeat ke hy, ghalti kis ke hy, gaadi kitna khrab hy, aur kahan sy kahan tak cover hy ye policy khareedty waqt apko written main diya jata hy. Aur isi tarah electric producta B aik coverage limit hota hy. Ab insurance k faido aur nuqsanat ke taraf jaaty hain.

    Faidy:
    Faida iska ye hota hy k aap monthly ya annualy thory sy charges dety hain jo mushkil waqt main jab agar k pass pesy kam ho ya na B ho to aap claim kr sakty hain.
    Doosri faida ye hy k aap ko barty sy barry loss ho B jaye to policy k mutabiq apko cover deta hy.
    Theesra faida ye hy k aapky death k baad agar family ka koi income source na ho to itna mil jayega insurance company sy k vo apki family k liye enough hoga.
    Chota faida ye hy k agar car accident ho aur aap ny tpl yani k third party liabilty ke ho to aap agsr kisi aur k gaadi sy takkar mary B to vo loss B company cover kar deti hy.

    Nuqsanat:
    Iska sab sy barra nuqsan ye hy k aap annually pay to karty hain lekin agar aap ko koi zaroorat na party peso ke to vo saal baad automatic expire ho jati hy aur aap ko renew karna parega , aur isi tarah agar car policy main aapko kabhi zaroorat na parry to aap claim nahi kar skaty aur aap k pesy muft main chaly jaaty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Insurance comapny par mabni hy.

    Ye review Insurance comapny par mabni hy
    Assalamu alaikum my dear all forex member aaj ka review insurance company per mabni hai.
    insurance companies ke bare mein maloomat
    Pakistan mein insurance kch saal pehly regulise kiya giya isko 2000 ordinance bhi kaha jata hai. Pichhly kuch saalon sy yah bahut tezi ke sath develop aur grow krti market ban chuki hai.
    Insurance companies ko main three components mein divide kiya jata hai.
    1. Life insurance
    2. General insurance
    3. Health insurance
    Pakistan mein insurance industry bahut chhoti hai agar ham Asian countries ke sath compare karen to because hum Muslman hain.
    Pakistan main state Life insurance corporation of Pakistan, jubilee Life insurance, EFU life, maqbool companies hai uske alava multiple insurance companies han.
    FAIDY.
    Insurance companies yah hai ki aapki property aur inventory secure ho jaati hai agar aapke sath koi bhi accident hota hai jaisa ke aapki property your inventory ko aag lag jaati hai chori ho jaati hai damage ho jaati hai ismein journal policy yah hai ki aapko use ka nuksan pura karna hai company ka kam hai.
    insurance karvane se aapka confidence increased ho jata hai aur aap intentionally so jaati hai
    NUQSAN.
    Forex trading members insurance companies of ke damage loss inventory property vehicle ko recover karne ja off pay loss ko fulfill karne ke liye aapke sath bahut zeyada exploration karte hain enquiry karte hain aur investigation ke bad aapko kafi time ke bad case jitne per paisa diya jata hai. Insurance policy lene ke bad aapko salana installment jama karvani hoti hai aur aapko maloom hona chahie the apta 10-20 years money value decrease ho jaati hai inflation increase ho jaati hai aur aur jaisa ke dollar ki price increase ho rahi hai hi rupees ki value down ho rahi hai
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Insurance comapny par mabni hy.

      Good Morning aj main ap sub dosto k sth insurance company pay apna reviews day rha hn k pakistan main insurance industry k tor pay buht bhri company hain jo k pakistan k mostly city main har aria main logo ko insurance policy k bary apny views deti hain jass pay log as company main apny passy invest karty hain Jab k as k kuch rolls hain jen ko follow karna buht zurari hota hain life insurance health insurance or other insurance bhi hoty hain jass pay humy par mnth ya annually tor pay installment deny phrti hain.......

      ADVANTAGES :::::::%%%%%

      Insurance company koi bhi hn us main logo k lay life insurance health insurance general insurance hoti hain jen ko rolls k mutabik follow krty huy buht zyda fidaa hasil hota hain as main hum monthly annually har lihz say passy day kr apny duration ko mukaml hony k bad insurance company say double passa laety hain.....

      DISADVANTAGES ::::::::%%%%%

      Insurance company koi bhi hn usy zyda tar log thk ni samjty phr as main apni instalmant dety huy agr breakup ho jaye kesi mjbori ki waj say tu ap ko dubra passy day kr insurance police ko continue krvna phrta hain otherwise ap k jatna passy gay chuky hoty hain wo bhi wps ni milty as main zyda tar farad bhi hota hain log as k passy ko haram samjty hain.....
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Insurance comapny par mabni hy.

        Insurance Compnay


        Aik Company Jo Profitable Or Non – Profitable Hai Ya Wo Company Government Ki Malkiyat Hai Jo Baqaidah Fees Kay Certain Expenses Ki Adegi Kay Promise Ko Sell Kar Deti Hai Jise Premium Kaha Jata Hai Agr Aik Example Di Jaye Tu Agr Koi Bhi Insurance Buy Karta Hai Tu Insurance Company Client Kay Medicals Bills Mai Say Kuch Pay Karey Gi. Insurance Aik Contract Hota Hai Jis Ko Policy Kay Zariye Represent Kia Jata Hai JIs Mai Aik Fard Ya Idarah Insurance Company Say Honey Waly Nuqsanat Kay Khilaf Financial Safety Wasool Karta Hai . Company Insurance Afrad Kay Liye Payments Ko Zaida Cheap Karney Kay Liye Clients Say Risk’s Ko Yaqeeni Banati Hai.Pakistan Mia Bhut Si Insurance Companies Hain Jin Ki Different Policies Or Different Criteria Hai.


        Advantages


        Insurance Companies Kay Bhut Faidey Hasil Hotey Hain Jesy Keh Agr Baat Ki Jaye Tu Insurance Company Hamein Bhut Si Insurances Kay Maps Or Criteria Deti Hai Jis Mai Say Hum Apni Marzi Ka Koi Bhi Plan Choose Kar Saktey Hain Or Us Say Faida Ly Saktey Hain Wesy Insurance Companies Hamein Faida Hi Deti Hain Par Pakistan Ki Best Insurance Companies Hain :


        Jubilee Life Insurance

        EFU Life Insurance

        Adamjee Insurance Company

        Alfalah Insurance Company

        State Life Insurance Corporation of Pakistan


        Ye Sab Pakistan Ki Best Or Leading Insurance Companies Hain Or Ye Bhut Say Achy Plans Bhi Deti Hai Or Har Kism Ki Facilities Or Plans Hain In Companies Kay Pass :
        Individual Life Insurance Plan Mai Overall Sab Kuch Available Hota Hai Jesy Keh Us Mai Ye Sab Plans Shamil Hotey Hain :


        Marriage Plans

        Retirement Plans

        Wealth Accumulation Plans

        Saving & Protection Plans

        Women Plans

        Rural Plans

        Health Plans

        Child Education Plans


        Ye Sab Hamein Benefits Detey Hain Hamein Chahiye Keh Hum OIn Sab Say Faida Uthein Ab Baat Ki Jaye Gi Keh Basic Insurance Plans Kon Say Hotey Hain Tu Basis Insurance Plans Ye Hotey Hain :

        Life Insurance Or Personal Insurance, Property Insurance, Marine Insurance, Fire Insurance, Liability Insurance, Guarantee Insurance. Ye 7 Kism kay Insurance Palns Hotey Hain Basis Jisey Hamein Behad Faida Hasil Hota Hai.



        Disadvantages



        Insurance Companies Hamein Faida Hi Faraham Karney Ki Kosish Kar Rahi Hoti Hain Par Hamein Kuch Kaam Ismei Ahtiyat Say Bhi Karney Zarori Hotey Hain Jesy Keh Insurance Company Mai Insurance Plan Select Kartey Howey Koun Keh Kuch Staff Esa Bhi Hota Hai Jo Wrong Insurance Select Kar Kay Apko Cheat Bhi Kar Sakta Hai Or Ap Kiss Trustful Insurance Company Mai Jao Takeh Apko Surety Ho Keh Apka Plan Safe Hai Or Insurance Company Kabhi Bhi Hamein Bank Jesi Facilities Provide Nhi Karti Agr Wo Fully Developed Nhi Hai Tu .

        Click image for larger version

Name:	download - 2020-09-14T123922.960.jpg
Views:	1
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12330948

        Click image for larger version

Name:	Insurance-companies-in-pakistan.jpg
Views:	1
Size:	43.3 کلوبائٹ
ID:	12330949

        Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





        • #5 Collapse

          Re: Ye review Insurance comapny par mabni hy.

          Trading members insurance company hamen Life insurance package provide karti hai jismein hamen after twenty years double triple amount de jaati hai lekin agar hamare sath koi accidentally problem ho jaaye to hamen best package Diya jata hai lekin insurance companies hoga dekha jaaye to yah religious prospective mein aapko Nahin leni chahie Vikas insurance acchi Nahin hai. Banking system mein hamen insurance companies life jubilee Life insurance national life insurance alpha insurance company different Forex companies agar aapko ek new vehicle purchase karte ho business ke liye yah public ke liye public transport ke liye to aapko uski bhi insurance karvana prti hai.
          Insurance companies gay advantages and disadvantages is ka big disadvantage ke insurance karvate ho to use waqt money value increase hoti hai lekin time to time money value decrease ho jaati hai aur aap ki rakam ki value itni ho jaati hai jab 20 years past ho jaate Hain agar aap ek lakh invest karte hain aur company aapko 4 lakh deti hai to 20 sal bad aap ka ek lakh side 5 lakh ky brabr bhi na ho. Ine sari baton ko mind mein rakhkar hamen insurance ky faudy nuqsanat ka maloom ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Insurance comapny par mabni hy.

            Asslamoalaikum dear forex frndz aj me apko insurance company k Bary me information provide krnga insurance company ko 2000ordinance b kaha jata ha yeh health, vehicles,life etc wgara ki offer krti ha isko hum ak policy ka name b Dy skty Han jismy hum annually ya monthly basis py hum insurance walo ko pesy dengy or in case hmari death hojati ha to insurance company waly hmari family ko sarii payment krdengy Jo k muqara hoti ha
            Advantages
            Insurance company ka SB sy bra benefit yeh ha k yahan hmara pesa safe rhta ha isky ilawa hmari property ya hmary sath ko b mishap hota ha to uski payment company khud krti ha insurance company ko Pakistan me three types me divide Kia gya ha jismy life insurance, health insurance or general insurance Han yeh tmam insurance companies AGR hmy loss hota ha to uski recover krti ham isky ilawa AGR hmari death hojati ha to yeh hmari family ko itna support krti Han k woh apni life achy sy guzar sky

            Disadvantages
            Iska SB sy bra nuqsan yeh ha k hum ispy annually pay to krty Han lkn is doran AGR hmy zrort nhi prti peso ki to yeh is saal khud hi expire hojati ha or car policy me b claim na krny pr hmary pesy zaya hojaty Han isky ilawa yeh company hmy bank jesi policy provide nhi krti q k yeh abhi itni develop nhi ha
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Insurance comapny par mabni hy.

              insurance company mein hun log apni amount dalwa daitay hein or paisa aana shuru hojata hay replacing ki exercise o hamesha kkhen takeh yahan se slamic Grup Hanasty doston apane bhut whats upthere Acha query Kiya Hai Dostn Jaisa ki Ham Sab Jante Hain Ki Pak the Forex market on- jata ha magar ap blowaccout widespread exere karni hoti hai tab wats up there ap bow ais marketplace mai faida ho jata hai ap ais marketplace mai agar misfortune se bachna hai to ais marketplakaam sekh pasture us ok baad hi there ai arketplace mai kaam kary ta ok ap blow ais marketplace mai kamyabi mil jaye.tarike se adminitrate karke kam Karenic aur kbi han guidelines kposition t kam sodium Karen jitna ho cause the orex imad ha agr hamy bounes kam mil raha ha to ham E bounes blow zyada acha lana Hindu deity liy enhnce kar sakta Han dygr acha boune ha tom khud itmad hu ga or aik achi alternate bi kar Sturmarbeiteilungky
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Insurance comapny par mabni hy.

                Assalamu Alaikum dear friendTrading members insurance company hamen Life insurance package provide karti hai jismein hamen after twenty years double triple amount de jaati hai lekin agar hamare sath koi accidentally problem ho jaaye to hamen best package Diya jata hai lekin insurance companies hoga dekha jaaye to yah religious prospective mein aapko Nahin leni chahie Vikas insurance acchi Nahin hai. Banking system mein hamen insurance companies life jubilee Life insurance national life insurance alpha insurance company different Forex companies agar aapko ek new vehicle purchase karte ho business ke liye yah public ke liye public transport ke liye to aapko uski bhi insurance karvana prti hai.
                Insurance companies gay advantages and disadvantages is ka big disadvantage ke insurance karvate ho to use waqt money value increase hoti hai lekin time to time money value decrease ho jaati hai aur aap ki rakam ki value itni ho jaati hai jab 20 years past ho jaate Hain agar aap ek lakh invest karte hain aur company aapko 4 lakh deti hai to 20 sal bad aap ka ek lakh side 5 lakh ky brabr bhi na ho. Ine sari baton ko mind mein rakhkar hamen insurance ky faudy nuqsanat ka maloom ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Insurance comapny par mabni hy.

                  Walekum assalam yes dear aapane bahut hi detailed review Hamare Sath share Kiya hua hai no doubt Insurance Company bahut hi important role play karte hain aur ismein different facilities aur advantages Humko Mil Rahe hote hain dear jab Ham Kisi insurance company ke sath apni policy Hasil karna chahte hain to ismein hamare pass different options available hoti hai aur ham apni different policies ki selection kar sakte hain Agar Ham different policies ki selection karte hue apni requirement ke bata Bhi Koi plan Hasil kar lete hain to usmein Humko annually contribution karna hota hai agar Ham annually contribute nahin kar sakte To Ham apni installment ko monthly basis per bhi convert kar sakte hain aur apni payment score regulatory authorities ko samet Karvate Hue apni policy ko Hasil kar sakte hain.

                  Dear jab aap Kisi insurance company ke sath apni policy Hasil karte hue different plan Hasil karte hain to usmein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain aur jab aapki policy expire hoti hai to usmein aapko Ek handsome amount mil jaati hai jismein aapko apni original amount aur usmein aapko profit bhi diya Jata Hai for example agar aap original amount 20 years mein Main 5 lakh provide karte hain to usmein aapko ho sakta hai 9 lakh rupaye Tu policy expire hone par mil rahe ho Baki aapko profit bhi ismein Milta Hai.

                  Faidy :

                  Jab aap different insurance company se apni different policies Hasil karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain aur aap apni monthly or annually saving score deposit Karvate Hue Jab aapki policy e khatm hoti hai to usmein aapko Ek handsome amount mil jaati hai jo aapki koi specific requirement Puri karne ke liye Kama sakti hai.

                  Nuqsan :

                  Dear Pakistan Mein Kuchh Aisi Islamic scholar Hain Jo insurance policies ke business ko according to Islamic point of view Sahi Nahin Samity Jiski vajah se bahut jyada member insurance policy is ko Hasil nahin kar sakte aur isase properly advantages hasil Nahin karte.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Insurance comapny par mabni hy.

                    Pakistan mai insurance companies ka introduction

                    Ap ko pata hona che ke insurance ap ki safety ke leye ki jati hai ke Ap ka ager koi accident ya koi hadsa ho jae tu ap ki insurance company us se ap ka ilag karwa sake or ap ap pay kafi zaida bhouj na parh sake or moot ho jane ki surat mai ap ki family ko achi khasi rakam mil jati hai jo ap ki family ko bad mai life mai survive karne mai asani hoti hai.Ap apni life main insurance jab karte hai tu ap ko kafi companies mile gi esleye who company chose karain ge. Ap ko neechy kuch khas companies hai jo Pakistan mai Insurance policies mai acha role ada kar rahi hai.

                    · State Life Insurance Corporation of Pakistan
                    · Jubilee Life
                    · EFU Life
                    · UBL Insurers Limited
                    · IGI Insurance
                    · Adamjee Insurance
                    · Adamjee Insurance Co. Ltd.
                    · Alfalah Insurance Company Ltd.
                    · Allianz EFU Health Insurance Limited
                    · Alpha Insurance Co. Ltd.
                    · Asia Insurance Company Limited
                    · Askari Gen. Ins. Co. Ltd.
                    · Atlas Insurance Limited,
                    · Century Insurance Co.Ltd.
                    · Chubb Insurance Pakistan Ltd.
                    · Cooperative Ins. Society of Pak. Ltd.
                    · Crescent Star Insurance Ltd.
                    · East West Insurance Co. Ltd.
                    · EFU General Ins. Ltd.
                    · Excel Insurance Co. Ltd.
                    · Habib Insurance. Co. Ltd.
                    · IGI General Insurance Limited
                    · Jubilee General Insurance Company Limited
                    · New Hampshire Insurance Company.
                    · Premier Insurance Limited
                    · Reliance Insurance Co. Ltd.
                    · Security Gen. Ins. Co. Ltd.
                    · Shaheen Ins. Co. Ltd.
                    · Sindh Insurance Limited
                    · SPI Insurance Company Ltd
                    · The Pakistan Gen. Ins. Co. Ltd.
                    · TPL Insurance Limited
                    · UBL Insurers Limited
                    · United Ins. Co. of Pak. Ltd.

                    Advantages (Faiday)

                    1- Ap ki insurance policy hoge tu ap ki life secure hoti hai

                    2- Ap apni insurance policy ko saal ke end pay jama karte hai es tarha ap pay burden nahi hota

                    3- Insurance jab hoge jab ALLAH na kare koi hadsa ho tu ap ka acha ilaj ho jata hai

                    4- Ap apni insurance ki amount se amount loan be mushkil waqt mai le sakte hai

                    5- Jub ap ki insurance ka time period pura hoga ap ko achi khasi amount mile ge

                    Disadvantages ( Nuqsan)

                    1- Jab ap insurance ki policy laite hai tu ap ka agent apne faide ke leye ap ko zaida saal insurance karne pe razi karta hai or some time ap ko kuch or sal bata kar zaida sal ki policy karwa daite hai.

                    2- Insurance ki amount ap jab cash dete hai tu kiya pata ap ki amount agent pay kare na kare

                    3- Ap ki insurance kisi new company mai hote hai tu who ap ke claim pe amount pay nahi kare ge

                    4- Policy humesha apne meyar k mutabiq rahk ke kare nahi tu pay karne mai issue ae ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Insurance comapny par mabni hy.

                      Dear ap ka topic bohat acha .
                      Main AP ka sath is ke complete details share kartha hon.
                      Insurance company ka rules and regulations AP ka sath share kartha hon
                      Dear insurance company pury Pakistan main Kam Kar rahi hai .
                      State life insurance company Pakistan main apna Kam kar rahi hai is company ja bohat bara set up hai.
                      Installment procedure.
                      Dear insurance company main AP apni amount installment ka zaray deposit karthy .
                      Is main AP monthly or annual Installment ka zary apni amount deposit Kar sakty Hain.
                      Dear agr ap ke scheme 15 years ka lay to scheme ja end par ap ko AP ke amount with benifit wapis jar de Jay ge.
                      Advantage.
                      Dear is ja advantage ye hai ka AP ke amount boat AP ko profit milta hai.
                      Disadvantage.
                      Dear is ja disadvantage ye hai ka ye scheme Islamic rules ka opposite Kam Karthi hai .
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Insurance comapny par mabni hy.

                        Good morning dosto, dosto mera ye review insurance company par mabni hy, ismain aap logo ko main patany jaa raha hoon k insurance company kesy kaam karti hy aur isky rules regulations kya hoty hain aur ye kon konsy areas ko cover krty hain. To sab sy pehly main aapko batata hoon k insurance company coverage kya hota hy, to dosto insurance company health, life, vehicle, electric products etc ke insurance offer krti hy, isko normally ya insurance workers k language main policy B kehty hain, to dosto life insurance main ye hota hy k aap annually ya monthly k base par Insurance waly ko pesy dety hain depends upon your policy strenth k aap kitny peso ke policy lety hain aur insurance comapny kitny peso ke policy offer krti hy to aap lety hain aur tahayat aap payment karty rahogy , aur death k baad apki family ko insurance waly yak musht sara payment karegi jo hmunki muqarrara limit ho, isi tara health main aapky ailaj ko cover karty hain jis main aik limit hota hy usi limit k base par apko company payment kartu hy apky ailaj k liye aur baqi aap khud pay karogy, aur imain mazeed kuch diseases aisy hoty ya check ups k us k liye apko pesy nahi milengy, vo aap khud karogy, vehicle policy main company dekygi k accidents kis noiyeat ke hy, ghalti kis ke hy, gaadi kitna khrab hy, aur kahan sy kahan tak cover hy ye policy khareedty waqt apko written main diya jata hy. Aur isi tarah electric producta B aik coverage limit hota hy. Ab insurance k faido aur nuqsanat ke taraf jaaty hain.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review Insurance comapny par mabni hy.

                          insurance company per mabni hai.
                          insurance companies ke bare mein maloomat
                          Pakistan mein insurance kch saal pehly regulise kiya giya isko 2000 ordinance bhi kaha jata hai. Pichhly kuch saalon sy yah bahut tezi ke sath develop aur grow krti market ban chuki hai.
                          Insurance companies ko main three components mein divide kiya jata hai.
                          1. Life insurance
                          2. General insurance
                          3. Health insurance
                          Pakistan mein insurance industry bahut chhoti hai agar ham Asian countries ke sath compare karen to because hum Muslman hain.
                          Pakistan main state Life insurance corporation of Pakistan, jubilee Life insurance, EFU life, maqbool companies hai uske alava multiple insurance companies han.
                          FAIDY.
                          Insurance companies yah hai ki aapki property aur inventory secure ho jaati hai agar aapke sath koi bhi accident hota hai jaisa ke aapki property your inventory ko aag lag jaati hai chori ho jaati hai damage ho jaati hai ismein journal policy yah hai ki aapko use ka nuksan pura karna hai company ka kam hai.
                          insurance karvane se aapka confidence increased ho jata hai aur aap intentionally so jaati hai
                          NUQSAN.
                             
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review Insurance comapny par mabni hy.

                            insurance company hamen Life insurance package provide karti hai jismein hamen after twenty years double triple amount de jaati hai lekin agar hamare sath koi accidentally problem ho jaaye to hamen best package Diya jata hai lekin insurance companies hoga dekha jaaye to yah religious prospective mein aapko Nahin leni chahie Vikas insurance acchi Nahin hai. Banking system mein hamen insurance companies life jubilee Life insurance national life insurance alpha insurance company different Forex companies agar aapko ek new vehicle purchase karte ho business ke liye yah public ke liye public transport ke liye to aapko uski bhi insurance karvana prti hai.
                            Insurance companies gay advantages and disadvantages is ka big disadvantage ke insurance karvate ho to use waqt money value increase hoti hai lekin time to time money value decrease ho jaati hai aur aap ki rakam ki value itni ho jaati hai jab 20 years past ho jaate Hain agar aap ek lakh invest karte hain aur company aapko 4 lakh deti hai to 20 sal bad aap ka ek lakh side 5 lakh ky brabr bhi na ho.
                               
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review Insurance comapny par mabni hy.

                              friendTrading members insurance company hamen Life insurance package provide karti hai jismein hamen after twenty years double triple amount de jaati hai lekin agar hamare sath koi accidentally problem ho jaaye to hamen best package Diya jata hai lekin insurance companies hoga dekha jaaye to yah religious prospective mein aapko Nahin leni chahie Vikas insurance acchi Nahin hai. Banking system mein hamen insurance companies life jubilee Life insurance national life insurance alpha insurance company different Forex companies agar aapko ek new vehicle purchase karte ho business ke liye yah public ke liye public transport ke liye to aapko uski bhi insurance karvana prti hai.
                              Insurance companies gay advantages and disadvantages is ka big disadvantage ke insurance karvate ho to use waqt money value increase hoti hai lekin time to time money value decrease ho jaati hai aur aap ki rakam ki value itni ho jaati hai jab 20 years past ho jaate Hain agar aap ek lakh invest karte hain aur company aapko 4 lakh deti hai to 20 sal bad aap ka ek lakh side 5 lakh ky brabr bhi na ho
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X