Assalam O Alikum dosto, mera ye review first Aid par mabni hy, mery isp ost ka matlab hy k ye aik aisa zamana hy k har bandy k pass itna knowledge zarooe hona chahiye k us st vo mamooli noitat k emergencies ko control kar saky, first aid har banda seekh sakta hy is main basic management ke zaroorat hoti hy bas aur kuch nahi, na zyada taleem ke aur na kisi gender ke aur na age ke, bas har bandy k pass itna knowledge aur skills zaroor honi chahiye k agar us k gar main kisi bandy ko koi cut lag jaye, yaa gir jay, yaa electric cut lag jaye to aisy waqt main kiya karna chahiye.
Faidy:
Ab faidy main aap logo ko main is k faida bata hoon k First Aid seekny k kya faidy hain.
1) Agar aap First Aid seekh chuky ho, aur aap k paas ghar main first aid box hy aur aapky ghar main kisi ko cut lag jaye koi zakhmi ho jaye to vo asani sy patti laga k zyada khoon zaya hony sy bacah sakta hy patient ko, aur halat mazeed bigarny sy rok sakta hy.
2) Doosra iska faida ye hy k aksar hospital door ho yaa chutti k din ho aur doctor na ho to patient even expire B ho sakta hy, isliye koshish karain k First Aid box ghar main rakhain.
3) theesra iska faida ye hy k aksar mamooli masly k liye jab aap hospital jaaty hain to aik to aapka waqt buhat zyada khrab ho jata hy aur doosra aapky paisy B to first aid skills sy aap paisy aur waqt dono ko zaya hony sy bacha sakty hain.
4 ) Iska aik faida ye B hy k agar aap k pass First aid ho to aur mukhtalif qism k otc tablets ismain available ho to kisi B waqt zaroorat parny par aap use kar sakty ho.
Nuqsanat;
Ab isky kuch nuqsanat B ho sakty hain jo mandajazail hain,
1) Aksar aisa B ho sakta hy k masla serious ho aur aap ghar maim first aid de kar manage kar lety hain to is sy buhat nuqsan ho sakta hy, isliye agar masal aap ko zyada lagy aur patient ke tabiyat tek na ho to koshish karain k first aid deny k baad foran Hospital le k jaye.
2) Iska aik nuqsan ye B ho sakta hy k gar aapko medicines usage k baary main pata ho aur aap ghar main rakhain to khuda na khasta aik masly sy zyada masly B peda ho sakty hain, isliye sirf vo medicines rakhi jaye jis ka ilam ho.
3) Iska teesra nuqsan ye B ho sakta hy k agar aap k bachoon ko access mily first aid box tak to vo nuqsan kar skata hy, isliye bachoon k pounch sy door rakhain.
4) last main apko ye B bata doon k iska aik nuqsan expiry ka B ho sakta hy, for example agar aap k ghar main zyada time tak first aid ka istimal na ho to medicines expire B ho sakty hain, isliye ye baat yaad rakhain k jab B ghar main parri medicines use karni ho to pehly expiry check kiya karo taaky mazeed nuqsan na ho.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим