Ye review First Aid par mabni hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review First Aid par mabni hy.
    Assalam O Alikum dosto, mera ye review first Aid par mabni hy, mery isp ost ka matlab hy k ye aik aisa zamana hy k har bandy k pass itna knowledge zarooe hona chahiye k us st vo mamooli noitat k emergencies ko control kar saky, first aid har banda seekh sakta hy is main basic management ke zaroorat hoti hy bas aur kuch nahi, na zyada taleem ke aur na kisi gender ke aur na age ke, bas har bandy k pass itna knowledge aur skills zaroor honi chahiye k agar us k gar main kisi bandy ko koi cut lag jaye, yaa gir jay, yaa electric cut lag jaye to aisy waqt main kiya karna chahiye.

    Faidy:
    Ab faidy main aap logo ko main is k faida bata hoon k First Aid seekny k kya faidy hain.
    1) Agar aap First Aid seekh chuky ho, aur aap k paas ghar main first aid box hy aur aapky ghar main kisi ko cut lag jaye koi zakhmi ho jaye to vo asani sy patti laga k zyada khoon zaya hony sy bacah sakta hy patient ko, aur halat mazeed bigarny sy rok sakta hy.
    2) Doosra iska faida ye hy k aksar hospital door ho yaa chutti k din ho aur doctor na ho to patient even expire B ho sakta hy, isliye koshish karain k First Aid box ghar main rakhain.
    3) theesra iska faida ye hy k aksar mamooli masly k liye jab aap hospital jaaty hain to aik to aapka waqt buhat zyada khrab ho jata hy aur doosra aapky paisy B to first aid skills sy aap paisy aur waqt dono ko zaya hony sy bacha sakty hain.
    4 ) Iska aik faida ye B hy k agar aap k pass First aid ho to aur mukhtalif qism k otc tablets ismain available ho to kisi B waqt zaroorat parny par aap use kar sakty ho.

    Nuqsanat;
    Ab isky kuch nuqsanat B ho sakty hain jo mandajazail hain,
    1) Aksar aisa B ho sakta hy k masla serious ho aur aap ghar maim first aid de kar manage kar lety hain to is sy buhat nuqsan ho sakta hy, isliye agar masal aap ko zyada lagy aur patient ke tabiyat tek na ho to koshish karain k first aid deny k baad foran Hospital le k jaye.
    2) Iska aik nuqsan ye B ho sakta hy k gar aapko medicines usage k baary main pata ho aur aap ghar main rakhain to khuda na khasta aik masly sy zyada masly B peda ho sakty hain, isliye sirf vo medicines rakhi jaye jis ka ilam ho.
    3) Iska teesra nuqsan ye B ho sakta hy k agar aap k bachoon ko access mily first aid box tak to vo nuqsan kar skata hy, isliye bachoon k pounch sy door rakhain.
    4) last main apko ye B bata doon k iska aik nuqsan expiry ka B ho sakta hy, for example agar aap k ghar main zyada time tak first aid ka istimal na ho to medicines expire B ho sakty hain, isliye ye baat yaad rakhain k jab B ghar main parri medicines use karni ho to pehly expiry check kiya karo taaky mazeed nuqsan na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review First Aid par mabni hy.

    First Aid kit ghar mein hona bhut zaruri hai. Ghar mein choty choty masly paish aty rehty hain aur agar aapky ghar mein bachy mojud hain to aap janty hain ky aksar choty bachy girty rehty hain jab woh chalna seekh rhy hon aur un ko aksar chotyn ati rehtin hain. To iswjha se aapky gjr mein first aid ka hona zaruri hai jis ko Urdu mein "Ibtedai Tibbi Imdad" kaha jata hai. Isky mojud hiny se aapko bht se faidy hoty hain. Jo k kuch yun byan kiye gaye hain.

    Advantages.
    1) Jab choty bachon ko zakhm ajaye to aap ky ghar mein patti waghera mojud ho to aap un ko patti khud kar skty hain aur bahr jany ki zarurat nahin parti.
    2) Bachon ky sath baron ko bhi iska faida hota hai ky aksar aurton ky hath mein kam karty hue knife lag jaye to aap unko first aid de skty hain.
    3) Firts aid kit mein aapky pas painkillers bhi mojud hoti hain jo ky ksi bhi pain se apko release dilati hain.
    4) Pyodine jesi anti bacterial mojud ho to ksi bhi zakhm ko khrab hony se bcha skty hain.

    Disadvantages.

    1) First aid kit ka istemal bhut hi kam hota hai to aap ko chahye ky dekh k rkhyn k koi medicine expire to nahi hue. Agar expire ho to woh apko nuqsan phncha sakti hai.
    2) First aid kit ko bachon ki phnch se door rkhna chahye kyn k bachy is se medicine nikal k kha skty hain jo k unki seht ky liye bhut nuqsan deh hai. Aur medicines apna bura asar kr skti hain.​
    3) First aid kit mein patti ko karny ky liye scissor bhi mojud hoti hai. Woh bhi bachon ky hath lag jaye to bhut nuqsan hoskta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review First Aid par mabni hy.

      Dear aapane bahut hi important topic apni review ke liye select kiya hai no doubt first aid ki training Ek Aisi important learning hai jo I think Pakistan ke her members ko pata honi chahie Kyunki is facility se aap bahut jyada Logon ki help kar sakte hain sometime Jab aap travelling kar rahe hote hain to aap ke sath Kuchh Aisa problem ho sakta hai Jiski wajah se aapko first ad se related learning honi chahie jisse aap apni aur apni family ke sath different people ki bahut jyada help karte ho ja Unki Life ko sefe kar sakte hain.

      Dear Agar aapko first aid se related Koi learning Nahin Hoti to usmein Jab aap ke samne Koi member engine ho jata hai to aap usko first ad ki facility provided nahin kar sakte Jiski vajah se uski bahut jyada bleeding ho sakti hai Jiski wajah se uski life dangerous position Mein Ja sakti hai aur agar aap first aid se related complete learning aur training hasil kr lete hain to isase aapko bahut jyada advantages ho sakte hain isliye aapko first aid se related training Jarur Hasil Karni chahie.

      Faidy :

      Dear first aid se related training off ke liye aur aapke sath sath bahut Sare Logon ke liye advantages ka sabab ho sakti hai jismein aap different people ki Life ko safe Rakh sakte hain aur emergency basis per aap unko CO first aid ki facility provide karte ho ya bahut jyada nuksan se safe Rakh sakte hain isliye aapko first ad ki complete training Jarur Hasil Karni chahie.

      Nuqsan :

      Dear jab aap first aid ki training Hasil karte hain to ismein aapko Koi important factor mis nahin karna chahie Kyunki agar aap galat medicine use karte hain to usmein bahut jyada nuksan ho sakta hai aur aur vah medicine react bhi kar sakti hai Jiski vajah se injured person ko Jyada problem Ban sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review First Aid par mabni hy.

        Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun kya Sab khairiyat se honge bhaijaan first aid kit ghar mein bolna bahut jaruri hai ghar mein chhote chhote masale pesh Aate rahte hain aur Agar aapke ghar mein bacche Mein Jude Hain To aap Jante Hain Ki Aksar Chhote bacche Girte Rahte Hain vah Jab Chalna seekh lete hain aur unke Aksar Chhote Aati rahti hain aur ham to ISI vajah se aapke ghar mein fast add Ka Hona jaruri hai Jisko Urdu mein main event area tab Kaha Jata Hai Iske manjur Mein Hamen se aapko bahut se fayde Hote Hain Jo ke Kuchh Dhyan kiye Jaate Hain

        Advantage

        Jab Chhote bacchon ko aur ham a Jaaye to aapke ghar mein Pati vagaira manjur ho to aap unko Pati Khud kar sakte hain aur bahar jaane ki jarurat Nahin padati
        Bacchon ke sath sath Badon ko bhi iska fayda hota hai ki Aksar auraton ke Hath Mein kam Karte Karte theek lag jaati hai to aap unko bhi first add de sakte hain
        First add kis mein aapke pass painkiller bhi manjur hoti hai jo ke kisi bhi pen se aapko release detail deti Hain
        Pure danger Si aunty bacteria Majboor ho to Kisi bhi Zakhm ko kharab hone se bacha sakte hain
        Aur is ka sabse bada fayda yah hai ki agar aap Rakha per party karvane ke liye Kisi doctor ka Jaate Hain To vah aapse bahut hi jyada paise Le sakta hai

        Nuksan

        First aid kit ka istemal bahut hi kam hota hai to aapko chahie ke yah Dekh Kar Karen ke Koi medicine expiry to nahin hai agar expire ho to vah aapko nuksan pahuncha sakti hai
        Trust add kit ko bacchon ki pahunch Se Dur Rakhna chahie Kyon ke bacche isase medicine nikal kar kha sakte hain Jo ke Unki sehat ke liye bahut hi nuksan hoti hai aur medicine Apna pura Asar kar sakti hain
        First add kit Mein pati ko karne ke liye simsa bhi majbur hote hain aur vah bhi bacchon ke Hath Se Dur rakhen Kyon Kata bola kitne ka nuksan ho sakta hai Pyare bhai jaan jab aap first ad ki training Hasil karte hain to ismein aapko koi bhi important fact aur match nahin karna chahie Kyunki agar aap galat medicine use karte hain to usmein bahut jyada nuksan ho sakta hai aur vah medicine rate dikkat bhi kar sakti hai Jiski vajah se aapko bahut hi jyada problem Ban sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye review First Aid par mabni hy.

          Aaj Hamara Jo topic Hai vah first aid per Mubnii ha first aid kit ka istemal Har Ghar Mein Kiya jata hai first aid box Har Ghar ki jarurat hai agar ghar mein kisi ko chot Lag Jati Hai to hamare first aid box Ka Hona bahut jyada Jaruri Hota Hai Taki Ham bandage kar sake aur apne aapko taklif se bacha sake Jinke ghar mein chote bacche hote hain unke ghar mein first Boss Ka hona bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki Chhote bacche bahut jyada shrarti Hote Hain unhen chot lagti rahti hai to first aid Ka Hona bahut jyada Jaruri Hota Hai Kahin Jyada chot lagte Hue bleeding Shuru ho sakti hai isliye first aid box ki bahut jyada jarurat hoti hai Hamen first aid ki training Karni chahie Agar Kisi Ko first aidki jarurat Pade To Ham uski Jindagi ko bacha sake first aid ke Kuchh advantage bhi hote hain aur kuchh disadvantage bhi

          Advantage

          First aid ke bahut advantage Hote Hain Agar hamare pass farst aid training hai Tu Ham bahut se Logon ki Life ko sev Rakh sakte hain aur emergency base per unko first aid ki facility provide kar sakte hain aur unhen bahut se nuksan se bacha sakte hain Hamen completely first aid ki training Jarur leni chahie Taki Hamen Iske bare mein jyada experience or knowledge Hasil ho sake Agar kisi ke life Khatre Mein Ho To use first aid dekar uski Life ko save kar sake

          Disadvantage

          Iske Kuchh disadvantage bhi Hote Hain Agar first aid box Mein Kuchh medicine expiry ho to isase patient Ki Jaan Ko Khatra Bhi sakti hai first aid Box bacchon ke pahunch Se Dur Rakhna chahie Kyunki Chhote bacche se medicine nikal kar kha bhi sakte hain Jiski vajah se bahut badi problem ho sakti hai agar aap Koi galat medicine use karte hain to isase aapko bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai Kuchh medicine Aisi hoti hai jo reaction bhi kar Jaate Hain jisse Insan Ki Jaan ko Khatra Hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: Ye review First Aid par mabni hy.

            Dear ap ne bahut acha topic select hai bat karn k liye kyun k first aid kit aik bahut zaroori cheez hai is k bary main apna knowledge ap logon k sath share karna chata hon ta k ap logon ko faida ho
            INTRODUCTION TO FIRST AID KIT:-
            Firs aid kit aik colection of medicine hai jo comon type medicine hoti hain jo kisi bhi time emergency k liye first treatment k liye hoti hai is mein dressing k liye bandages ,pyodine ,temperature ki tablits , aur flygel etc doctor ki advice k mutabiq medicine hoti hain
            PURPOSE :-
            firs aid kit ka ye purpose hota k k agar achanak kisi ki tabest kharab ho jaye aur hospital ki facility door ho tu fori tor par first treatment di jaye aur us k bad hospital ly jayn ya agar kisi ko koi injuries aa jayn tu first aid karyn bleedung stop karyn aur hospital ly jayn
            ADVANTAGES (faidy)
            Firt aid kit k bahut zayada faidy hain sab se zayada faida un logon ko hai jo villages mein rehty hain ya jin k ghar hospital se bahut door hain tu wo rat ko ya kisi bhi time agar tabeat kharab ho jaye tu first aid kit se faida ly sakty hain kisi bhi emergency ko ham foran deal kar sakty hain aur first aid treatment k bad hospital ja sakty hain
            DISADVANTAGES (nuqsanat)
            First aid kit k jitny zayada faidy hain itny he nuqsaan hain for example agar ap k ghar mein first aid boc un attended para ho tu bachy agar tablit kha lyn tu reaction ho sakta hai aur is ilawa ye disadvantage hai k first aid kit mein jo medicine hoti hain un ki expiry date ham nahi dekhty tu wo expire ho jati hain jo reaction kar jati hain is liye first aid kit mein jo bhi medicine rakhyn wo ap doctor ki advice k mutabiq rakhyn aur time to time validity date check karyn aur replenish karty rahyn aur first aid kit k use ki training ly kar aur knowledge lyn aur tab use karyn aur apko har medicine k use ka pata ho k kon c medicine kis disease k liye use hoti hai
            Click image for larger version

Name:	images(9).jpg
Views:	1
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12330933Click image for larger version

Name:	images(8).jpg
Views:	1
Size:	22.3 کلوبائٹ
ID:	12330934Click image for larger version

Name:	1599985390805.jpg
Views:	1
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12330935
            • #7 Collapse

              Re: Ye review First Aid par mabni hy.

              Assalam Walekum dear aapane bahut acchi information Hamare Sath share Ki Hai Hai first ad Kate Ek bahut jaruri chij hai hai yah kit isliye hoti hai ki agar Kisi Ko emergency Ki Surat mein Main koi bhi problem hoti hai hai to aap is Kit ko use kar sakte hain.

              Faiday :

              First aid kit mein Kuchh common medicines hoti hai hai jo emergency Ki Surat Mein patient ko provide ki Jaati Hai agar aap aap suddenly Hospital Nahin Ja Sakte a to aap yah medicines use kar sakte hain in medicines mein Main fever ki tablets bandage Iodine and temperature check karne ke liye thermometer Hota Hai yah facilities first aid ki emergency ke Surat Mein patient ko provide ki Jaati Hai.

              First aid treatment ka Ek fayda Ya bhi hai hai ki aap patient ko temporary medicine de dete Hain Jis Se Kuchh time ke liye patient relax feel karta hai hai isi time of hospital pahunch Jaate Hain first aid ke bahut se advantages hai Hai first ad ka Jyada advantage village ke peoples ko Hota Hai Hai Jahan per hospitals bahut jyada vah to Dur Hote Hain villages Mein 1st ad ki bahut jyada ahmiyat hai.

              Nuksan :

              First aid kit ka nuksan yeh hai k is me expire medicine bhi ho sakti hen first aid box me jo medicine bhi ap rakhen wo doctor ki advise k mutabiq rakhen ta k kisi ko bhi koi side effect na ho and first aid k bary me kuch education ya traning zaror lyni chiay .
              • #8 Collapse

                Re: Ye review First Aid par mabni hy.

                Ji han first aid ke Kafi Jyada fayda hai aapko sabse pahle to first aid Ki knowledge honi chahie aur first aid box Har Ghar Mein azmii Taur per maujud Hona chahie.
                Faeday:
                First aid Ka Hona Har Ghar Mein lajmi Hai first aid ke bahut jyada fayde Hain Agar aapko koi bhi Chhota Sa masala ho jata hai hai to aap first add De Kar usko cover kar sakte hain misaal ke Taur per Agar aapko Koi Chhota Sa cut lag jata hai to aap first aid se uski bleeding band kar sakte hain aur use Zakhm ko Bhar Paye kar sakte hain Uske alava bhi Kafi Sare fayde hain aap ko Iske bare mein Jarur elm Hona chahie aur first aid box lazmi ghar mein Rakhna chahie
                Nuksan:
                Fast aid ke nuksan to kam se kam hai lekin Kuch na kuch nuksan hai Misal ke Taur per Agar condition serious hy aur aap just first add de ker kam khatm kar dete hain aur condition serious Ho Jaati Hai To iska aapko nuksan Hoga isliye koshish Karenge Har kam dekh Bal Ghar Karen.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review First Aid par mabni hy.

                  Ab faidy main aap logo ko main is k faida bata hoon k First Aid seekny k kya faidy hain.
                  1) Agar aap First Aid seekh chuky ho, aur aap k paas ghar main first aid box hy aur aapky ghar main kisi ko cut lag jaye koi zakhmi ho jaye to vo asani sy patti laga k zyada khoon zaya hony sy bacah sakta hy patient ko, aur halat mazeed bigarny sy rok sakta hy.
                  2) Doosra iska faida ye hy k aksar hospital door ho yaa chutti k din ho aur doctor na ho to patient even expire B ho sakta hy, isliye koshish karain k First Aid box ghar main rakhain.
                  3) theesra iska faida ye hy k aksar mamooli masly k liye jab aap hospital jaaty hain to aik to aapka waqt buhat zyada khrab ho jata hy aur doosra aapky paisy B to first aid skills sy aap paisy aur waqt dono ko zaya hony sy bacha sakty hain.
                  4 ) Iska aik faida ye B hy k agar aap k pass First aid ho to aur mukhtalif qism k otc tablets ismain available ho to kisi B waqt zaroorat parny par aap use kar sakty ho.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review First Aid par mabni hy.

                    topic Hai vah first aid per Mubnii ha first aid kit ka istemal Har Ghar Mein Kiya jata hai first aid box Har Ghar ki jarurat hai agar ghar mein kisi ko chot Lag Jati Hai to hamare first aid box Ka Hona bahut jyada Jaruri Hota Hai Taki Ham bandage kar sake aur apne aapko taklif se bacha sake Jinke ghar mein chote bacche hote hain unke ghar mein first Boss Ka hona bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki Chhote bacche bahut jyada shrarti Hote Hain unhen chot lagti rahti hai to first aid Ka Hona bahut jyada Jaruri Hota Hai Kahin Jyada chot lagte Hue bleeding Shuru ho sakti hai isliye first aid box ki bahut jyada jarurat hoti hai Hamen first aid ki training Karni chahie Agar Kisi Ko first aidki jarurat Pade To Ham uski Jindagi ko bacha sake first aid ke Kuchh advantage bhi hote hain aur kuchh disadvantage bhi
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review First Aid par mabni hy.

                      Assalamu alaikum dear friends aapane bahut hi achcha topic share kiya hai jo ke bahut hi achcha aur sukh INTRODUCTION TO FIRST AID KIT:-
                      Firs aid kit aik colection of medicine hai jo comon type medicine hoti hain jo kisi bhi time emergency k liye first treatment k liye hoti hai is mein dressing k liye bandages ,pyodine ,temperature ki tablits , aur flygel etc doctor ki advice k mutabiq medicine hoti hain
                      PURPOSE :-
                      firs aid kit ka ye purpose hota k k agar achanak kisi ki tabest kharab ho jaye aur hospital ki facility door ho tu fori tor par first treatment di jaye aur us k bad hospital ly jayn ya agar kisi ko koi injuries aa jayn tu first aid karyn bleedung stop karyn aur hospital ly jayn
                      ADVANTAGES (faidy)
                      Firt aid kit k bahut zayada faidy hain sab se zayada faida un logon ko hai jo villages mein rehty hain ya jin k ghar hospital se bahut door hain tu wo rat ko ya kisi bhi time agar tabeat kharab ho jaye tu first aid kit se faida ly sakty hain kisi bhi emergency ko ham foran deal kar sakty hain aur first aid treatment k bad hospital ja sakty hain
                      DISADVANTAGES (nuqsanat)
                      First aid kit k jitny zayada faidy hain itny he nuqsaan hain for example agar ap k ghar mein first aid boc un attended para ho tu bachy agar tablit kha lyn tu reaction ho sakta hai aur is ilawa ye disadvantage hai k first aid kit mein jo medicine hoti hain un ki expiry date ham nahi dekhty tu wo expire ho jati hain jo reaction kar jati hain is liye first aid kit mein jo bhi medicine rakhyn wo ap doctor ki advice k mutabiq rakhyn aur time to time validity date check karyn aur replenish karty rahyn aur first aid kit k use ki training ly kar aur knowledge lyn aur tab use karyn aur apko har medicine k use ka pata ho k kon c medicine kis disease k liye use hoti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review First Aid par mabni hy.

                        First aid Ka Matlab Hai Pahle madad Hamen first aid ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Agar hamare pass Achcha knowledge Hoga To Ham Agar kisi ko koi masla Ho Gaya Hai To Ham Uske madad kar sakte hain uski Jaan bachane Mein help kar sakte hain Agar hamare pass fast add ka knowledge Hoga To Ham ambulance Ke Aane Se Pahle hi patient ki help karte hain Taki Ham usse pahle madad De Saken Agar Kisi Ka Khoon bahut jyada Nikal Raha Hai To Hamen bahut hi tight tarike se uski Patti band Nahin chahie Jab Ham Pati Ban Gaye to uska Khoon Bahana kam ho jaega Agar qualified doctor ke pahunchne se pahle hi Ham patient ki help kar sakte hain ambulance Ke Aane Se Pahle pahle patient ki help Karte Hain

                        Agar hamare pass experience Hoga To Ham doctor Ke Aane Se Pahle hi patient ko Kuchh cover kar lenge Agar hamare pass experience Nahin Hoga To Ham patient ki help nahin kar Payenge Agar Baithe Hue Kisi Ko Kuchh Ho Jaaye To Hamen doctor ke pass Le jaane se pahle use first add ki facility provide Karni chahie yah sirf use Waqt possible Hoga Jab Hamen fast add ke bare mein acchi information Ho Gai hamare pass first aid ke bare mein acche experience Ho hoga use Waqt Ham dusre Insan ki help kar Payenge Agar Kisi Ko cut Lag Jaaye To Hamen Patti bhi Usi Jagah per Bani chahie ya na Hoke Ham Agar Kat Upar laga hai aur ham Pati niche Bande aur Pati Itni Jyada Kash kar na Bandhi Jaaye ke bad mein problem ka Samna karna Pade Agar Hamen Aisa Nahin Karenge aur patient ko Hospital Le Jaenge To Jaate Jaate use patient ka bahut jyada Khoon nikal Jaega isliye Hamen usko pahle first Ed Dena chahie use Pati banne chahie first aid ka matlab yah hota hai ki Ham dusre Insan ki help kar sake uski Life ko seve kar sake Hospital jaane se pahle first aid De sake first aid se related Hamen acchi training leni chahie Agar Ham is related acchi training Nahin Lenge aur kuchh important factor ko mis kar denge To Ham galat medicine use karte hain Jiski vajah se dusre ke Jaan Ko Khatra ho sakta hai first aid ki trainen Hamesha acche tarike se leni chahie Taki Ham dusre ke Life ko save kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review First Aid par mabni hy.

                          First aid kit ghar mein Hona bahut jaruri hai ghar mein chhote chhote Machhali pesh Aate rahte hain aur Agar aapke ghar mein bacche maujud hai to aap Jante Hain Ki Aksar Chhote bacche Girte Rehte Hain Jab vah Chalna Sikh Rahe hote hain to unko Aksar Chhote Aati rahti hai to is vajah se aapke ghar mein first aid box Ka Hona bahut jyada jaruri hai Jis Se aap up AAP bahut jyada kam kar sakte hain Jis per Agar Akshar chot lagne per aap TV imdad kar sakte hain usko Kaha Jata Hai Iske maujud hone se aapko bahut se fayde hote hain aur aap aap ghar baith kar hi first injury ko thik karne ki koshish karte hain FIR aap doctor ke pass aapko Jana lazmi hota hai lekin first Ed box ka ghar mein hone se aap kafi Jyada helpful sabit ho jata hai aapke liye
                          Advantages
                          Jab Chhote bacchon ko Jahar Mar Jaaye to aapki ghar mein Pati vagaira maujud ho to aap ko pati Hote kar sakte hain aur bagair jaane ki jarurat Nahin padati bhai jaane ki jarurat Nahin padati aap bacchon ko easily dawai Laga kar Pati kar sakte hain bacchon ke sath sath aap Badon ko bhi iska bahut jyada fayda hota hai Aksar females ke Hath cut Jaate Hain ya per chot lag Jaati Hai Chudi se kitchen Mein kam karne se to Fir aap ko spasht adbox bahut jyada kam aata hai iska bahut jyada benefit Hota Hai first aid kit main aapke pass painkiller bhi maujud hoti hai aap post Mal kar sakte hain aur aap aap relax ho sakte hain pyodine Jaisi aur bacterial maujud hoti hai jo ke jakhm ko kharab hone se bachati hai
                          Disadvantages
                          First aid kit ka istemal bahut hi kam hota hai aur aapko chahie ki dekh kar rakhen Koi medicine expire to nahin hai agar expire ho to aapko usko nuksan pahuncha sakti hai aapko usko first aid box ko bacchon ki pahunch Se Dur Rakhna chahie Kyunki bacche Koi medicine nikal kar kha sakte hain aur Unki Shahar per bahut bura Asar par sakta hai first aid kit Mein pati ko karne ke liye sensor module Hoti Hai vah Bhi bacchon ki pant se do rakhni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review First Aid par mabni hy.

                            First Aid kit ghar mein hona bhut zaruri hai. Ghar mein choty choty masly paish aty rehty hain aur agar aapky ghar mein bachy mojud hain to aap janty hain ky aksar choty bachy girty rehty hain jab woh chalna seekh rhy hon aur un ko aksar chotyn ati rehtin hain. To iswjha se aapky gjr mein first aid ka hona zaruri hai jis ko Urdu mein "Ibtedai Tibbi Imdad" kaha jata hai. Isky mojud hiny se aapko bht se faidy hoty hain. Jo k kuch yun byan kiye gaye hain.

                            Advantages.
                            1) Jab choty bachon ko zakhm ajaye to aap ky ghar mein patti waghera mojud ho to aap un ko patti khud kar skty hain aur bahr jany ki zarurat nahin parti.
                            2) Bachon ky sath baron ko bhi iska faida hota hai ky aksar aurton ky hath mein kam karty hue knife lag jaye to aap unko first aid de skty hain.
                            3) Firts aid kit mein aapky pas painkillers bhi mojud hoti hain jo ky ksi bhi pain se apko release dilati hain.
                            4) Pyodine jesi anti bacterial mojud ho to ksi bhi zakhm ko khrab hony se bcha skty hain.

                            Disadvantages.

                            1) First aid kit ka istemal bhut hi kam hota hai to aap ko chahye ky dekh k rkhyn k koi medicine expire to nahi hue. Agar expire ho to woh apko nuqsan phncha sakti hai.
                            2) First aid kit ko bachon ki phnch se door rkhna chahye kyn k bachy is se medicine nikal k kha skty hain jo k unki seht ky liye bhut nuqsan deh hai. Aur medicines apna bura asar kr skti hain.​
                            3) First aid kit mein patti ko karny ky liye scissor bhi mojud hoti hai. Woh bhi bachon ky hath lag jaye to bhut nuqsan hoskta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review First Aid par mabni hy.

                              A Assalamu Alaikum dear members Mujhe ummid hai ki aap sab log khairiyat se Honge Aap Hamare Aap Hamare Sath bahut Achcha review share Kiya Hai jo first ad Parbhani hai Har Ghar Mein takriban first aid box Ka Hona bahut Jaruri Hota Hai Iske ghar mein maujud ki ke bahut se fayde Hote Hain Jo main aapse Yahan per share karna chahti hun
                              advantages..
                              1. Har Bandy Ko takriban Itni sense honi chahie ki agar Uske Ghar Mein Kisi Ko koi Kat wala Lag Jaaye To vah Kuchh hefazti tadbeer kr sky
                              2. Agar aapke ghar mein first aid box Mujhe Yaad Ho Tu Kisi bhi accidental Surat HAL mein aap kam se kam itna kar sakte hain ki aap Jod per IEA Pati karne Kyunki badhauqat Jakhmi shaks ko Hospital Le Jaate Hue bahut sa blood zaya ho jata hy jisse bahut nuksan ho sakta hai
                              3. Agar Kisi shaks Ko koi mamuli si chot Lag Jaaye Aur ghar mein first aid box maujud ho to usko istemal kar ke aap Hospital jaane se bach skty hy.
                              disadvantages..
                              First aid box ke advantages Hote Hain lekin Iske Kuchh disadvantages bhi Hote Hain Jo main aapse share Karti hun
                              1. Baz auqat Zakhm bahut Gehra Hota Hai Jis per bar knowledge ke Patti karna Khatarnak ho sakta hai
                              2. First aid box mein secioor maujud hoti hai jo Agar bacchon ke Hath Lag Jaaye to Koi nuksan ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X