Dear Asslamolikum !
Topic KA nam : " Musliam commercial Bank " (MCB)
Topic KA nam : " Musliam commercial Bank " (MCB)
Topic ki Deegar Malomat :
Aj ma jis topic pay bat krny ja rahah ho wo ek bank kay bary ma ha jis ka nam " Muslim commercial Bank " ha ya bohat acha bank ha ham apny is revier ma is bank kay bary ma tafseelan bat kary gay or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan umeed karta ho apko pasand aye ga to ham start karty han.
Topic ka Introduction :
Mcb bank limited ek pakistani multi national commercial bank ha jo lahore pakistan ma muqeem ha zada tar hasas pakistani grow nishat group or malaysia kay bank kli malkiyat ha.
is ko admaji group nay 9 july 1947 ko shamil kia tha ya bank junobi asia ki karobari baradri ko bankari ki shulat ki farahmi kay liye qaim kia gya tha zulafkar ali bhutt ki hukamat kay duran 1974 ma is bank ko qomi shakal di gai 1991 ma ya pehla bank tha jis ki najkari ki gai the 1991 ma ya pehla bank tha jis ki najkari ki gai the or ya bank nishat bank ki sarbrahi ma pakistani carporate groupo ma consursham nay kherida tha june 2008 tak ishat group of bank ma aksriyat ka hasas rakhta ha or is bank kay sadar ka nam imran maqbool ha.
Bank ki khas malomat :
Type : Public.
Industry : Banking.
Founded : 1947.
Founder : AdamJee Haji Dawood.
Headquaters : Lahore, Pakistan.
Parent : Nishat Group (30%), May Bank (18.78%)
Is Bank Kay Faidy :
IS ka bohat zada faidy han jin may say kuch ma ap sab kay sath share kro ga is bank ka jo smart saving account bnata ha is ko bohat zada faida hota ha or is bank kay 365 gold account ki bachat hoti ha or iska mcb salery ka gold account bohat faida mand hota ha or iska fun club apny bacho kay lie banking bohat asan ha or is ka ek or bara faida ger mulki karenci ki bachat hoti ha.
Is bank kay nuqsanat :
is bank kay bohat zada faidy kay sath sath is kay kuch nuqsanat bhe han jin may say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is bank ki tankhawa qabal itmad nahi ha or is bank kay salana darja bandi kay nizam par nazar sani ki zarorat ha or is bank ka bara nuqsan idr har ek ko kam mukamil karny ma dilshapi nahi ha har koi apny kam ko jaldi or tezi say khtm krna chahata ha.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим