Ya review "Muslim Commercial Bank " par mabni ha..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya review "Muslim Commercial Bank " par mabni ha..
    Dear Asslamolikum !


    Topic KA nam : " Musliam commercial Bank " (MCB)

    Topic ki Deegar Malomat :

    Aj ma jis topic pay bat krny ja rahah ho wo ek bank kay bary ma ha jis ka nam " Muslim commercial Bank " ha ya bohat acha bank ha ham apny is revier ma is bank kay bary ma tafseelan bat kary gay or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan umeed karta ho apko pasand aye ga to ham start karty han.

    Topic ka Introduction :

    Mcb bank limited ek pakistani multi national commercial bank ha jo lahore pakistan ma muqeem ha zada tar hasas pakistani grow nishat group or malaysia kay bank kli malkiyat ha.
    is ko admaji group nay 9 july 1947 ko shamil kia tha ya bank junobi asia ki karobari baradri ko bankari ki shulat ki farahmi kay liye qaim kia gya tha zulafkar ali bhutt ki hukamat kay duran 1974 ma is bank ko qomi shakal di gai 1991 ma ya pehla bank tha jis ki najkari ki gai the 1991 ma ya pehla bank tha jis ki najkari ki gai the or ya bank nishat bank ki sarbrahi ma pakistani carporate groupo ma consursham nay kherida tha june 2008 tak ishat group of bank ma aksriyat ka hasas rakhta ha or is bank kay sadar ka nam imran maqbool ha.

    Bank ki khas malomat :

    Type : Public.

    Industry : Banking.

    Founded : 1947.

    Founder : AdamJee Haji Dawood.

    Headquaters : Lahore, Pakistan.

    Parent : Nishat Group (30%), May Bank (18.78%)

    Is Bank Kay Faidy :

    IS ka bohat zada faidy han jin may say kuch ma ap sab kay sath share kro ga is bank ka jo smart saving account bnata ha is ko bohat zada faida hota ha or is bank kay 365 gold account ki bachat hoti ha or iska mcb salery ka gold account bohat faida mand hota ha or iska fun club apny bacho kay lie banking bohat asan ha or is ka ek or bara faida ger mulki karenci ki bachat hoti ha.

    Is bank kay nuqsanat :

    is bank kay bohat zada faidy kay sath sath is kay kuch nuqsanat bhe han jin may say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is bank ki tankhawa qabal itmad nahi ha or is bank kay salana darja bandi kay nizam par nazar sani ki zarorat ha or is bank ka bara nuqsan idr har ek ko kam mukamil karny ma dilshapi nahi ha har koi apny kam ko jaldi or tezi say khtm krna chahata ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya review &quot;Muslim Commercial Bank &quot; par mabni ha..

    MCB : Muslim Commercial Bank

    MCB Bank Yani Muslim Commercial Bank Aik Pakistan Ka Multinational Commercial Bank Hai Jo Keh Lahore Mai Hai Is Bank Kay Zaida Tar Shares Own Kartey Hain Nishat Bank Or Maybank Is Bank Ko Adamjee Group Mia Shamil Kia Gaya Tha 9 July 1947 Mai Ye Bank Is Liye Banaya Gaya Tha Takeh Ye Bank Banking Facilities Provide Karey South Asia Ki Business Community Ko . Or Is Bank Ko 1974 Mai Nationalized Kiya Gaya Tha Yani Esy Nation Bank Ki Shakl Di Gyi Thi Ye Tab Howa Tha Jab Zulfikar Ali Bhutto Ki Hakomat Thi Pakistan Par. Is Bank Ki Jo Type Hai Wo Public Hai Koun Keh Ye Porey Pakistan Mai Phela Howa Hai Or Ye Bank Banking Industry Py Kaam Karta Hai Sirf Is Bank Kay Jo Bananey Waly Thy Yani Founder Un Ka Naam “ Adamjee Haji Dawood “ Tha Or In Bank Kay Jo Main Headquarters Hain Wo Lahore, Pakistan Mai Hain Ab Is Bank Kay Malik Hain Mian Muhammad Mansha (Chairman) Hain Is Bank Kay Ye Bank Bhut Say Producy Bhi Muhayiah Karti Hai “ Loans, credit cards, savings, consumer banking, Home Remittance Wagheira In Ka Hamein Bhut Faida Hasil Hota Hai Agr Ye Bank Ki Traf Say Sari Facilities Hasil Houn Tu.Is Bank Kay Barey Mai Mazeed Jananey Kay Liye Ap Is Website Ko Visit Kar Saktey Hain “ www.mcb.com.pk

    Advantages :

    1 : Is Bank Kay Bhut Say Faidey Hain Jesy Keh Is Bank Ka Staff Ka Behavior Bhut Acha Hota Hai Jab Bhi Ap In Kay Bank Chaley Jao Tu Whan Hamein Acha Facilitate Kiya Jata Hai Or Hamein Acha Or Sahi Guide Kia Jata Hai.

    2 : Ye Bank Apney Customers Ko Tu Faida Deta Hi Hai Us Kay Sath Sath Is Bank Mai Kaam Karney Waly Amleh Ko Bhi Acha Salary Package Diya Jata Hai Or Deegar Insurances Bhi Di Jati Hain Or Agr Hamein Kahein Bhi Jana Ho Tu Leave Accept Ho Jati Hai Jaldi Hi.

    3 : Is Bank Ka Hamein Or Bhi Faida Hai Jesy Keh Ye Bank Hamein Online Service Provide Karta Hai 24\7 Tu Hamein Kise Bhi Transaction Ya Kise Bhi Kism Ki Online Banking Mai Mushkilat Ka Samnah Nhi Hota Or Hamarah Sab Kaam Achy Say Ho Jatye Hain.

    Disadvantages :

    1 : Ye Bank Hamein Bhut Say Faide Deta Tu Hai Par Iskay Sath Sath Is Bank Kay Kuch Services Mai Nuqsanat Bhi Hain Jesy Keh Is Bank Mai Security Or Kabhi Kabar Identity Theft Kay Cases Atey Hain Jo Keh Aik Achi Baat Nhi Hai Aik Customer Kay Liye.

    2 : Is Bank Ka Aik Or Nuqsan Ye Bhi Hai Keh Is Bank Mai Limit Jari Hoti Hai Deposit Pay Yani Hum Aik Waqt Mai Aik Khass Hads Ya Limit Tak Ki Deposit Kar Saktey Hain Us Say Zaida Hamein Karney Say Roka Jata Hai.

    Click image for larger version

Name:	download (24).png
Views:	1
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12330664

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Ya review &quot;Muslim Commercial Bank &quot; par mabni ha..

      G apka review bht Acha hai Muslim commercial bank aik bht Acha bank hai Jo Kay Pakistan Ka multinational commercial bank hai. Ya bank Lahore main hai. Is Kay ziada tar shares Pakistan conglomerate Nishat group ki trf say or Malaysia bank ki trf say hain.ya bank 1947 Main bnya gya tha.is ka total revenue hai Rs 66.43 billion.or is ki net income 25.55 billion hai.ya bank is liya bnya gaya Kay logo ko achi say achi facilities provide ki Jain. Ya bank zulfikar Ali Bhutto Kay door Main nationalized howa tha.is bank ka name bad main Muslim commercial bank say MCB Rkha gya or is bank ka chairman main Muhammad mansha hain or is bank ka tower Karachi say Lahore shift kiya gya jail road par.is main bht sari facilities di jati hain. Is Kay bank Kay bht saray fyiday hain or nuqsan b hotay hain.
      ADVANTAGES
      Loans
      Credit card.
      Savings
      Consumer banking
      Home remittance and many more.
      ATM service.
      Funds transfer.
      Bill payment.
      Exchange rate inquiry
      Mini statement.
      Online system.
      DISADVANTAGES
      for opening account should fill mny form and mny other process should b followed.and mny time required.
      • #4 Collapse

        Re: Ya review &quot;Muslim Commercial Bank &quot; par mabni ha..

        Yes ap ke bath bilkul teak hai Muslim commercial Bank bohat he acha bank hai or bohat popular hai dear is main main account open karna bohat asan hai is Bank ka bohat zaida advantage Hain is Bank ke bohat zaida branches Hain or tamam city main available Hain
        Advantage.
        Atm card
        Credit card
        Cheque book
        Messages.
        Disadvantage.
        Dear is bank main bohat rush hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Ya review &quot;Muslim Commercial Bank &quot; par mabni ha..

          Salam:
          aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo mcb bank ka bara ma ha ya ek bohat hi acha bank ha isko admaji group na 9 july 1947 ko samal kiya tha ya bank janubi asia ki karobari bradri ko bankari ki saholiyat ki farahmi ka liya kaim kiya gaya tha zulaf kar ali batu ka hakumat ka duran 1974 ma is bank ko kumi sakal di gai thi 1991 ma ya pahla bank tha jis ki nijikari ki gai thi aor ya bank nisht group ki sarbrahi ma pakistani carbot groupo ka consorsiyam na karida tha.
          mcb bank ka faidy:
          isky bohat sa faidy han jin am sa kuch ma apka sath share karu ga is bank ka staff ka bahavier bohat acha ha ya bank hama bohat facilties deta ha ya bank hama online service provide karta ha ya bank hama bohat achi tarah guid karta ha.
          mcb ka nuksanat:
          is bank ka faidy hona ka sath sath isky kuch nuksanat bhi han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga is bank ki tankawa zayada nahi han is bank ka salana daej bandi ka nazam par nazar sani ki zarorat hoti ha.
          • #6 Collapse

            Re: Ya review &quot;Muslim Commercial Bank &quot; par mabni ha..

            Mcb bank limited ek pakistani multi national commercial bank ha jo lahore pakistan ma muqeem ha zada tar hasas pakistani grow nishat group or malaysia kay bank kli malkiyat ha.
            is ko admaji group nay 9 july 1947 ko shamil kia tha ya bank junobi asia ki karobari baradri ko bankari ki shulat ki farahmi kay liye qaim kia gya tha zulafkar ali bhutt ki hukamat kay duran 1974 ma is bank ko qomi shakal di gai 1991 ma ya pehla bank tha jis ki najkari ki gai the 1991 ma ya pehla bank tha jis ki najkari ki gai the or ya bank nishat bank ki sarbrahi ma pakistani carporate groupo ma consursham nay kherida tha june 2008 tak ishat group of bank ma aksriyat ka hasas rakhta ha or is bank kay sadar ka nam imran maqbool ha.

            Advantages :

            1 : Is Bank Kay Bhut Say Faidey Hain Jesy Keh Is Bank Ka Staff Ka Behavior Bhut Acha Hota Hai Jab Bhi Ap In Kay Bank Chaley Jao Tu Whan Hamein Acha Facilitate Kiya Jata Hai Or Hamein Acha Or Sahi Guide Kia Jata Hai.

            2 : Ye Bank Apney Customers Ko Tu Faida Deta Hi Hai Us Kay Sath Sath Is Bank Mai Kaam Karney Waly Amleh Ko Bhi Acha Salary Package Diya Jata Hai Or Deegar Insurances Bhi Di Jati Hain Or Agr Hamein Kahein Bhi Jana Ho Tu Leave Accept Ho Jati Hai Jaldi Hi.

            3 : Is Bank Ka Hamein Or Bhi Faida Hai Jesy Keh Ye Bank Hamein Online Service Provide Karta Hai 24\7 Tu Hamein Kise Bhi Transaction Ya Kise Bhi Kism Ki Online Banking Mai Mushkilat Ka Samnah Nhi Hota Or Hamarah Sab Kaam Achy Say Ho Jatye Hain.

            Disadvantages :

            1 : Ye Bank Hamein Bhut Say Faide Deta Tu Hai Par Iskay Sath Sath Is Bank Kay Kuch Services Mai Nuqsanat Bhi Hain Jesy Keh Is Bank Mai Security Or Kabhi Kabar Identity Theft Kay Cases Atey Hain Jo Keh Aik Achi Baat Nhi Hai Aik Customer Kay Liye.

            2 : Is Bank Ka Aik Or Nuqsan Ye Bhi Hai Keh Is Bank Mai Limit Jari Hoti Hai Deposit Pay Yani Hum Aik Waqt Mai Aik Khass Hads Ya Limit Tak Ki Deposit Kar Saktey Hain Us Say Zaida Hamein Karney Say Roka Jata Hai.
            • #7 Collapse

              Re: Ya review &quot;Muslim Commercial Bank &quot; par mabni ha..

              Mcb bank pakistan ka most famous bank hai or es ke bht sari branches hai pakistan ke her city main es ke branch hai mera tu apna account ese bank main hai or mere pay ese bank main ati hai es ke khas bat yeah hai ke govt ke bhe es main share hain or yeah ap ke payment kabi bhe nh roakta hai or yeah garian bhe loan per dete hain or qarz bhe dete hain asan iqsat per yeahi reason hai ke yeah pakistan main bht zida famous hai or ek acha bank hai
              • #8 Collapse

                Re: Ya review &quot;Muslim Commercial Bank &quot; par mabni ha..

                MCB Bank Jo 1947 Mein open hua tha Karobari logon ke liye boht acha bank he Is bank mein Hum account open kar ke bahut sare fayde Le sakte hain is Pak Mein Kam Karne wale amle ka behavoir boht acha hai is Pak Mein account open karke Ham ATM card banwa sakte hainismein ki pure Pakistan mein bahut charche Hain
                Faidey
                IS bank Mein account open krne ke faida ye he ke issmein zamindar logon Ko qarza bhi Mil jata hai MCB Bank ka ye bhi faida ke yah jyada karz lene walon Ko yah mobile bhi naam mein dete Hainaap pahle wala lawn wapas karenge to ya FIR aapko double loan bhi dete Hain
                Nuqsan
                Is bank ke agr nuqsan ko dekha jaey Tu Is bank mein ye Qarz sirf uni logon Ko dete Hain ke jinke naam par apni zameen Ho

                • #9 Collapse

                  Re: Ya review &quot;Muslim Commercial Bank &quot; par mabni ha..

                  Financial institution mein Muslim commercial bank best Bank hai jisse aap agar banking business karte hain to aapko Islamic banking best opportunities mil sakti hain aapko yahan per automatic teller machine credit card facility debit card facility and different other loan options and business loans le sakte ho kar loan le sakte ho home loan aapko yahan se mil sakta hai members Muslim commercial bank Pakistan ka leading Bank hai jis per abhi some type of kaise chal rahe hain lekin yah apni services strong banaa raha hai trading members aapko market mein opportunities Goa wale karne ke liye different reviews ko follow karna chahie aur Pakistan Forex forum mein best banking system adopt karna chahie.
                  trading members MCB ke different advantages and disadvantages agar aap is mein apna account open karna chahte hain to aapko yahan per saving account current account and other salary account facility Di jaati hai.
                  Advantages:
                  Other banking institution sitaram MCB Bank mein bhi aapko facilities Di jaati Hain ya ek public commercial services Bank hai joki private sector ka Bank hai is mein government ka koi rule Nahin hai aapko yahan per agar apna account open karna hai to aap yahan per best trading deposit withdrawal facilities bhaiya wale kar sakte ho. trading members MCB main aapko loan facility Di jaati hai aur aasan installment per aapko different products provide ki jaati hai. Next yahan per aapko agar daraz online shopping application se installment per smartphones electronics products purchase karni hai to aapko zero interest rate per 12 installments mein chijen Di jaati hai aisi opportunity Kisi aur credit card ke through Nahin mil sakti just aapko MCB u b l bank and other standard chartered Bank ke through a facility Di jaati hai.
                  Muslim commercial bank MCB ke aur bhi bahut Sare advantages hai aap yahan per investment kar sakte ho Pakistan stock exchange ke through business kar sakte ho ya aap ke upar depend karta hai ki aap kaun sa business karna chahte ho.
                  Disadvantages:
                  Muslim commercial bank under investigation hai aur is per national accountability bureau ke cases chal rahe hain jiski vajah se is main account open karna risky sabit ho sakta hai other than iske interest rates maximum hai aapko yahan per account facility wale karne ke liye complicated process falak karna padta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ya review &quot;Muslim Commercial Bank &quot; par mabni ha..

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmad07 پيغام ديکھيے
                    Dear Asslamolikum !


                    Topic KA nam : " Musliam commercial Bank " (MCB)

                    Topic ki Deegar Malomat :

                    Aj ma jis topic pay bat krny ja rahah ho wo ek bank kay bary ma ha jis ka nam " Muslim commercial Bank " ha ya bohat acha bank ha ham apny is revier ma is bank kay bary ma tafseelan bat kary gay or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan umeed karta ho apko pasand aye ga to ham start karty han.

                    Topic ka Introduction :

                    Mcb bank limited ek pakistani multi national commercial bank ha jo lahore pakistan ma muqeem ha zada tar hasas pakistani grow nishat group or malaysia kay bank kli malkiyat ha.
                    is ko admaji group nay 9 july 1947 ko shamil kia tha ya bank junobi asia ki karobari baradri ko bankari ki shulat ki farahmi kay liye qaim kia gya tha zulafkar ali bhutt ki hukamat kay duran 1974 ma is bank ko qomi shakal di gai 1991 ma ya pehla bank tha jis ki najkari ki gai the 1991 ma ya pehla bank tha jis ki najkari ki gai the or ya bank nishat bank ki sarbrahi ma pakistani carporate groupo ma consursham nay kherida tha june 2008 tak ishat group of bank ma aksriyat ka hasas rakhta ha or is bank kay sadar ka nam imran maqbool ha.

                    Bank ki khas malomat :

                    Type : Public.

                    Industry : Banking.

                    Founded : 1947.

                    Founder : AdamJee Haji Dawood.

                    Headquaters : Lahore, Pakistan.

                    Parent : Nishat Group (30%), May Bank (18.78%)

                    Is Bank Kay Faidy :

                    IS ka bohat zada faidy han jin may say kuch ma ap sab kay sath share kro ga is bank ka jo smart saving account bnata ha is ko bohat zada faida hota ha or is bank kay 365 gold account ki bachat hoti ha or iska mcb salery ka gold account bohat faida mand hota ha or iska fun club apny bacho kay lie banking bohat asan ha or is ka ek or bara faida ger mulki karenci ki bachat hoti ha.

                    Is bank kay nuqsanat :

                    is bank kay bohat zada faidy kay sath sath is kay kuch nuqsanat bhe han jin may say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is bank ki tankhawa qabal itmad nahi ha or is bank kay salana darja bandi kay nizam par nazar sani ki zarorat ha or is bank ka bara nuqsan idr har ek ko kam mukamil karny ma dilshapi nahi ha har koi apny kam ko jaldi or tezi say khtm krna chahata ha.
                    dear Muslim commercial bank Pakistan mein bahut hi bade level per kam kar raha hai kyunki yah Bank Pakistan mein kafi jyada famous hai jiska short name MCB hai agar aap is mein apna account open karvate hain to uski services bahut hi acchi Di jaati hai kyunki Muslim commercial bank Pakistan ke logon ke liye banaya Gaya hai aur iski branches Pakistan ke different cities mein available hai vah kisi bhi Branch mein apna account open karvate Hain to aapko ismein yah sab galat Di jaati hai ki aap kisi bhi city mein jakar apna check Kash karva sakte hain jis per aapko Koi extra charges bhi nahin Dene padte agar aap Muslim commercial Bank ka ATM card use kar rahe hain to aapko ismein sabse acchi service yadi jaati hai ki aap is mein se apni amount kisi bhi bank account mein transfer karte hain to aapko Koi extra charges nahin Dene padte kyunki maximum banks aapko internal transfer per Koi fees nahin lete agar jaise hi aap kisi other bank mein apni amount send karte hain to aapko use per access charges dene padte Hain Jo ke Muslim commercial bank mein main free free of cost aap ki amount send Ho jaati hai magar iske liye aapko business account open karvana padta hai iski kuchh terms and conditions hoti hai jinko aapane maintain karna hota hai iske bad aap apni amount kisi bhi other bank mein send karte hain to aapko is per Koi extra charges nahin Dene padte agar aap is Bank mein apna account open karva rahe hain to aapko apne liye account ki type ho select karni hogi Jo aapke liye best ho agar aap Koi business karte Hain to aap ke liye business account sabse best option hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ya review &quot;Muslim Commercial Bank &quot; par mabni ha..

                      mcb bank pakistan ka sub say bara hay karany ke oshis karany caya o loog bi acha kam karyn gy whzaroor kmayab hon gy loog acha m ni karty un ka liaya kmaybi hasailkaran bohata mushkil ho jya ga humy koshios karany chiaya ka mumble mehnt sy kam jary rakayan punch mumble ehnt sy ka karaty hayy to zaroor kmaabi9 hasailkarty hayn gy or jab mumble mehnt sy kam ni karayn gy to humaray liaya kmayabi hasail karan bohata hi9 mushkil ho jay ga is losy koshsi karayn ka zayada sy zayada ounding sy ba kam karayn ta kah umble bi caah abonuskor kmayabi9 haail kara sakayan . G han jitne Jyada acchi
                      • #12 Collapse

                        Re: Ya review &quot;Muslim Commercial Bank &quot; par mabni ha..

                        Yes dear aapane bahut hi important information Apne review Mein Hamare Sath share Ki Hai no doubt Muslim commercial bank Pakistan ka ek bahut hi old aur famous Bank hai jismein aap apna account open kar ke different facilities Hasil kar sakte hain. Muslim Commercial Bank ki branches Pakistan ke almost maximum cities mein situated Hai Pakistan mein Muslim Commercial Bank ka head office Lahore Mein situated hai agar aap is Bank ke sath Apna account open karna chahte hain to aapko bahut hi easy process follow karna Hota Hai Jab aap Muslim Commercial Bank ke sath Apna account open kar lete hain to aapko bahut Sare advantages aur benefits hasil ho rahe Hote Hain.

                        Dear jab aap Muslim Commercial Bank ke sath Apna account open kar lete hain to aap is bank se different facilities Hasil kar sakte hain aapko is bank se checkbook aur aur ATM card ki facilities milati Hai Jisko aap Different cities Mein jakar istemal karte ho yah apni banking transactions complete kar sakte hain dear Muslim Commercial Bank ke sath account open karne ke bad aap iski internet banking facilities bhi Hasil kar sakte hain jismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap apne mobile se maximum banking transactions complete karne ki koshish kar sakte hain.

                        Faidy :

                        Dear yah Ek reliable Bank hai Kyunki yah Bank Pakistan mein 1947 se a situated hua tha Jiski vajah se aap is per easily reply kar sakte hain aur jab aap is Bank ke sath Apna account open Karte Hain To aap iski ATM card facility ko utilise karne ke liye Different cities Mein available different branches se apni transaction score complete kar sakte hain.

                        Nuqsan :

                        Dear Muslim Commercial Bank ke sath Jab aapka account hota hai to all the time yah overcrowded hota hai Kyunki yah Ek bahut hi famous Bank hai jis mein some time agar aap Koi transaction karna chahte hain ya aap apna koi problem solve karna chahte hain to aap ko Kafi time Dena Hota Hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ya review &quot;Muslim Commercial Bank &quot; par mabni ha..

                          Assalam walekum Pyare bhai jaan nikal location Mein Muslim comerical Bank medical bankwest Bank hai jisse aap Agar banking business Karte Hain To aapke Islamic banking best operating ki mil sakti hai aur aapko Yahan per automatically trailer mention credit card factory debit card facility and different other log option and business loan Le sakte hain aur iske sath home loan aapko Yahan Se Mil Sakta Hai Pyare bhai jaan member Muslim comerical Bank Pakistan ki lading Bank Hai Jis per aap Sabhi song type of Kaise chal rahi hai lekin Yahan per apni service chhatron banaa Rahe Rahe Hain To trading member aapko market Mein ok 20 se gayan wale karne ke liye different review ko follow karna chahie aur Pakistan products for Mein best banking system deposit karna chahie trading member and CPK Different advantages and looks and agar aap is Mein Apna account open karna chahte hain to aapko Yahan per saving account correct account and other salary account facility Di Jaati Hai

                          Advantage

                          Other banking in sochne se stream MCB Bank mein bhi aapko factory latest Di jaati hai aur yah Ek public kam medical service Bank hai jo ke private sector ka Bank hai ismein government ka koi rule nahin hai aur aapko Yahan per Apna account open karna hai to aapko Yahan per best trading deposit withdrawal facilities Banane Wale kar sakte hain aur trading member MCB main aapko Logon facility Di jaati hai aur Aasan instrument per aapko different product profile kiye Jaate Hain aur next Yahan per aapko Agar Darar online shopping application se install tment per smartphones electronic product purchase karni hai to aapko zero internet rate per 12 installment Mein Kaise Di jaati hai aur Aisi Opera 20 Kaise aur credit card for throwing Nahin Mil sakti aapko MCB bank and other Standard Chartered Bank a strong facility Di Jaati Hai

                          Advantage ke sath Iske nuksan

                          Muslim ko medical Bank under investigation hai aur is per national account tablet car crash Chal Raha Hai Jiski vajah se ismein account open karna risk sabit ho sakta hai other than Kiska interest rates maximum aur aapko Yahan per account ka tractor wale karne ke liye complete Katil professor Falak karna padta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Ya review &quot;Muslim Commercial Bank &quot; par mabni ha..

                            muslim commercial bank shortly known as MCB to yeh aik pakistan ka acha bank hae jis ke kafi sare brances hain or taqreeban har city main iske branches hain or yeh aik private bank hae jis ke brances pore contry main ab bat ke jae in ke services ke to yeh bahut he impressive hain ab agar is main account open karate hain to yeh apko aik check book or ATM card bhe dete hain jin se ap pakistan ke kisi bhe MCB branch se apna money withdrawal le sakte ahin to is waja se he to yeh bahut acha hae or is main koi bhe kam karane jate hain to in ke officers apko ache tarah se deal karte hain or MCB bank loan bhe provide karta hae jis se ab faida hasil kar sakte hain apko is main koi business start karna hae ya agricultural loan bhe provide karta hae yeh bank to ap yeh loan le sakte hain or apna khud ka business start kar sakte hain to hamen bhe cahiye ke hum is ko lazmi use kara karen take hum is main se faida hasil kar saken hum is amin jitne zayada mehnat karte to is liye yeh itne oppotunities de raha hae to hamen cahiye ke hum in ke sab facilities se pora pora faida uthaen take hum is amin kuch kar bhe saken hum is main apna account bhe open karwa ke zaroor dekhen yeh bahut he impressive hae
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ya review &quot;Muslim Commercial Bank &quot; par mabni ha..

                              Assalamu Alaikum dear friend Financial institution mein Muslim commercial bank best Bank hai jisse aap agar banking business karte hain to aapko Islamic banking best opportunities mil sakti hain aapko yahan per automatic teller machine credit card facility debit card facility and different other loan options and business loans le sakte ho kar loan le sakte ho home loan aapko yahan se mil sakta hai members Muslim commercial bank Pakistan ka leading Bank hai jis per abhi some type of kaise chal rahe hain lekin yah apni services strong banaa raha hai trading members aapko market mein opportunities Goa wale karne ke liye different reviews ko follow karna chahie aur Pakistan Forex forum mein best banking system adopt karna chahie.
                              trading members MCB ke different advantages and disadvantages agar aap is mein apna account open karna chahte hain to aapko yahan per saving account current account and other salary account facility Di jaati hai. Pakistan ke andar Ham Logon Ne Muslim Commercial Bank ke bare mein bahut Suna Hoga yah Ek Aisa Bank hai Jiske andar ham log apni amount Ko Kisi bhi time deposit Karva sakte hain is Bank ke through Ham logon ko bahut hi opportunities mil rahi hoti hain Ham Logon Ko Kafi acche benefits aur advantages daily basis form a Rahe Hote Hain Je log insurance provide kar rahe Hote Hain Ham Logon Ko Jo ke Hamare liye bahut beneficial hoti hai aur Rishte Ham Logon ki income increase Hona Shuru Ho Jaati Hai iska sabse me disadvantage yah hota hai ki Yahan per aap Logon ki security Kisi kism Ki Nahin Hoti risk of robbery and risk of fraud bahut maximum Hota Hai Jiski wajah se aap Logon Ko surety Nahin Hogi ki aap ki amount Yahan per sev hai ya nahin
                              Advantages:
                              Other banking institution sitaram MCB Bank mein bhi aapko facilities Di jaati Hain ya ek public commercial services Bank hai joki private sector ka Bank hai is mein government ka koi rule Nahin hai aapko yahan per agar apna account open karna hai to aap yahan per best trading deposit withdrawal facilities bhaiya wale kar sakte ho. trading members MCB main aapko loan facility Di jaati hai aur aasan installment per aapko different products provide ki jaati hai. Next yahan per aapko agar daraz online shopping application se installment per smartphones electronics products purchase karni hai to aapko zero interest rate per 12 installments mein chijen Di jaati hai aisi opportunity Kisi aur credit card ke through Nahin mil sakti just aapko MCB u b l bank and other standard chartered Bank ke through a facility Di jaati hai.
                              Muslim commercial bank MCB ke aur bhi bahut Sare advantages hai aap yahan per investment kar sakte ho Pakistan stock exchange ke through business kar sakte ho ya aap ke upar depend karta hai ki aap kaun sa business karna chahte ho.
                              Disadvantages:
                              Muslim commercial bank under investigation hai aur is per national accountability bureau ke cases chal rahe hain jiski vajah se is main account open karna risky sabit ho sakta hai other than iske interest rates maximum hai aapko yahan per account facility wale karne ke liye complicated process falak karna padta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X