salam, meharbani kar k aap forum intezamia bonus dainy ka tariqa pehly jaisa kar dein. humein kuch nae mil raha. kabhi 06 doller bonus ata hai to kabhi sirf 1$ poory maheeny ki mehnat ka.
meharbani kar k rehnumai kar dein k kaisy bonus ziada mil skta hai.
apki bari meharbani hogi.
meharbani kar k rehnumai kar dein k kaisy bonus ziada mil skta hai.
apki bari meharbani hogi.