زائرین کے پیغامات
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Brother, ap nay bollinger bands ko bohat acha define kia, ap mazeed us may addition karain, jaisa keh bollinger bands may kis crossover par kia hota hay, market k breakout ko bollinger bands may kis tarha dekha jaye, bollinger bands may trend ka pata kaisay chalay ga wagaira. Sath may us k parameters k baray may bhe add karain agar kar saktay hain to, upper channel aur lower channel k darmyan kitna fasla hona chahiyay, aur center line say kitna fasla hona chahiyay, jab yeh lines bilkul squeeze ho jati hain aik dosray k bilkul nazdeek ajati hain to kia hota hay, aur jab aik dosray say bohat door hoti hain to is ka kia matlab hota hay, falling market may bollinger ka behavior kia hota hay aur rising market may kia hota hay? wagaira wagaira. Waisay ap nay acha define kia BB ko.

اب آن لائن

Working...
X