what should be an average lot size?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    always take a minimum loss as much as you can thirs think it depends that how old trader you are may b you have enough experience so with the passage of time loss can be accommadate experiecene must ha us ky bagair kuch ni ho skata
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      dear brother ager hm apni lot ka laver age kam karty han to zayed amove ment par hum boot profit hasil karty han or terh hum apn atarget b pura kar skaty han or loss sy bach sakty han
      • #48 Collapse

        lot size to account kay balance kay hisaab say he hoota hai.agar aap kay pass 500$ tak ki investment hai to phir aa apny account main 1.0 tak ka standard lot use kar sakty hain or is tarah zyaada earning kar sakty hain.
         
        • #49 Collapse

          average lot size ye hi hai ke ap apni equity ke hisab se chalain agr ap ke pas enough equity hai to ap us mein eik acha order laga ke achi kamai kar skte hain warna ap buht zayda loss kar jayen gain
          • #50 Collapse

            lots ka size app k experience py depend karta he, k app kis tarha traidng kraty hen, agar app trading karna chahty hen tokum leverege rakhen or lots size hamesha choti ccy choti rakhen agar app ka capital strong he to app bari lot laga sakty hen,
            • #51 Collapse

              maire khayal main averege lot size 1.00 hai pr ap ko chaiye k ap 0.50 or 0.10 ki hi lot lagain ni to ap ka nuqsan brh sakta hai or loss hi ap ka hoga.
              • #52 Collapse

                Lot size aap kay capital or startegy par dpend karti he ke ap konsi sytartegy use kartay ho, aap ke lye zaroori he ke aap achi se achi strategy or plan ke sath ofex me tradings karen
                • #53 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                  mai jan'na chahta hun kay aksar market ki price buhut zada move kar rahi huti hai laikin ap lot size change karte rehte hain tu ap ko loss bhi hu jata hai tu hamara average lot size kitna huna chaiye?
                  Market jab ap entry le lete hen to us k baad ap lot size change nhi kar sakte, ap ko chahye k volume pehle hi soch samajh k use karen, mera mashwara he ap k liye kk 100$ pe 0.01 se 0.05 tak maximum lot size use karen is se ziada increase mat karen, ye risk free lot size bataa raha hun apko main...
                  • #54 Collapse

                    lot size

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                    mai jan'na chahta hun kay aksar market ki price buhut zada move kar rahi huti hai laikin ap lot size change karte rehte hain tu ap ko loss bhi hu jata hai tu hamara average lot size kitna huna chaiye?
                    hamain average lott size itna rkhna chahe jitna keh hm afforad kr skain aor ziada lots na lagain to bhtr ha wasy investment k mutabq ap kam krin
                    • #55 Collapse

                      mujhy is bary mai koi ilam ni hai is mai abhi posting karta hun mai ny abhi trading strt ni ki hai forex trading business mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain forex trading business tamam online business mai sab sy acha business hai
                      • #56 Collapse

                        dear aik average lot size 0.5 se le ke 0.50 tak hota hai ab yeh apke uper aur apke capital ke uper depend karta hai ke ap kitna lot size apne target ko dekhte howe set karte hain trading main ke hamen loss bhi na ho aur hamara capital bhi save rahe, kiun ke shuru main new traders ko market trend ki movement aur usko analyiz karna nai ata to usse chaye ke woh starting mai kam invest se kam lot size hi lagaye take usko agar kam loss bhi ho to uske pas back up ho apne loss ko recover karne ke liye.
                        • #57 Collapse

                          Yah to ap kay capital par depend karta ha kay ap kitni lot size laga sakty hain aur kis had tak aur sath main ap ka tajurba bhi kaam kary ga aur ap kay andar focus aur yada kaam karny aur aghy barhny ki bh lagan paida ho fi aur ap apni life ko bhi khushal bana sakty hain
                          • #58 Collapse

                            dear mere khayal se lot size trader kay account balance par depend karti hay aur hum asani se forex business me lot size kay sath profit earn kar sakte hain aur forex trading business me lot kay size ki bohat zayada importance hay.
                            • #59 Collapse

                              my dear friend agr ap insta ki market per kam kar raha he to ap k pas kam se kam 200 hundred doller he aur leaverge 1.100 hy to ap ko mare kahyal se .10 ki lot size dana chaye aur aur ap trade karn aur ap k account b safe raha ga aur ap is ma profit lo ga theek se analysis kar k market ka trend dahk kar
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Bhai ye Aap K Expereience par depend Kartaa hai,ap k Analysis par Depend Kartaa hai Sab Say barh Kar ap K Capital par Depend kartaa hai... Agar Ap k pass 200 USD Capital hai tou Aap Ko Average lot size 0.02 ki open Karni Chahiyee usay Chalnaay dain Ahistaa Ahistaa Agar profit earn Karain Gy tou zyada Asaani Rahay Ge orr ye baat apnay Zehan Main Rakhain k kabhi Bhi Apnay Capital par 30 percent say Zyada Ka risk na lain on 1 trade.
                                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X