what should be an average lot size?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dake bah mare kayle se 100 usd pare ap e0.10 se zyda volum mate use kare insta forex ke broker prare in sahh allah ap ko kabhi loss nahi ho ga ye ha ke kabhi kise trade me wait karn par sakta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      dear friend yi ap pr depend kerta hay kay ager ap new hay aur ap ka experience nahe hay to ap 0.05 may trade laga lay ya 0.02 may ager old hay to wo ap per depend kerta hay
      • #78 Collapse

        my dear firend hame chahye ke hum small lots me trading kare . agar hum big lots lagayenge to hum ko lost hoga har trade me kio ke big lots lagane wala greedy hota hai .aur gready trader kabi earning nahi kar sakte hai . hame chahiye ke hum 01 ka lots 100$ ke hisaab se lagaye
        • #79 Collapse

          dear i think that the more an dmore we all will try to bbe a lot fo expert in forex trade the more an dmore will be the chances for uour profit from forex trade so that we all cab gain more and roe money for forex trade an cn agin much kore money form that that this si the e trading and earning bsuienss and cna gain money fro forex
          • #80 Collapse

            Lot size aap k balance pe depend krta ha ager aap ki investment aur aap ka balance aap ko jtna ijazat dta ha aap lga skte han. per itni bari lot na lagyn k market k thore se movement pe aap ka account danger zone ma chala jye aur wash b ho skta ha so plz be careful.
            • #81 Collapse

              Lot size hamesha 3 cheezon pr depend krta he 1st ye ke ap ka account balance kitna he agar ap ka balance $100 $200 he to ap ko max lot 0.01 to 0.2 ki lot lagani chahiey, 2nd ye ke ap ka fx me tajurba kitna he agar ap beginner he n to ap har giz bari lot na lagaen bal ke chhoti chhoti lot lagaen, 3rd ye market ki surat haal agar strong he aur market baht ziyada up/down nhi hoti to ap bari lot bhi laga sakte hen lekin agar market baht ziyada up/down ho rahi he to phir ap ya to trade hi na karen ya phir chhoti chhoti lot lagaen ta ke agar market ap ke againt me baht ziyada revers bhi ho jae to ap ko ziyada loss na ho.
              • #82 Collapse

                is se un ko trading me bi asaani rahay gi .ore jub aap ka tajurba ziaada ho jaaey tio aap ziaada volum bi use ker sektay han.agar aap ka account chota hai jaise 100$ ka to us py 0.10$ ki lort thek rhti hai ta k agr market aap k oposit bhi jaye to aap ko zyada nuqsaan na ho.
                • #83 Collapse

                  average lot size to hum forex market ko dhak kar hi set kartay ha ya to us time ki marke ki value per depend kar raha hota ha k hum average lot size kia set karan,market jis postion ma ho gi ap average lot size b us sisab sa set kar do
                  • #84 Collapse

                    app k pass ager capital kam hai tou app ko apna lot size bhi kam rakhna chahye hai kam say kam 250$ k account per bhi app nay 0.01 ki lot size rakhni hai is say zada ki nhi lagani hai us mai app ko loss mai achanak account loss bhi ho sakta hai
                    • #85 Collapse

                      gee han i agree with u kay hamesha apney equity ko dekh kar hi lot size lagni chahay kion kay money mangemnet bohat important hain trading main agar money mangemnet kay sath trade nahi karo gay tou app ko lose hi lose ho ga ie kay elawa huch nahi
                      • #86 Collapse

                        DEar agr tu aap k pass kam dollars hain trading k liye tu phir aap small lot size se trading karinanur agr kafi raqam tu phir aap easily bari lot bhi lga sakty hain tu koi problem nhi ho ga.
                        • #87 Collapse

                          properly it depends how we expended and what exactly is your current cash as well as harmony. secondly always take a bare minimum burning just as much as you'll be able to thirs believe it depends in which the way previous broker you might be may w you might have sufficient encounter consequently with all the verse of time burning may be accommadate.
                          • #88 Collapse

                            zayda tar traders ki ye stagey hoti hai ke jese wo koi trade open karte hain 10 cent se aur ab loss main chali jati hai aur zayda loss main chali jati hai tu next trade ab 20 cent se open karte hain ta ke jo trade loss main chal rahi hai wo bhi recover ho jaye
                            • #89 Collapse

                              bhai ji agr to aap trade main new hain or aap ka itna ziada experience nahi hai to aap ko chahye kay aap 0.01 lot size hi slect kare'n kyun kay is main ziada loss nahi hota phr aap apny experience kay mutabik isy brha bhi lain .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                log scalping bhi karty hai to scalping karny k liye mere khayal me agar trader k pass $100 mojood hai to trader ko $0.50 ya $0.75 ki lot lagani chahiyejis yeh phir ziyada se ziyada 0.10 lot mein trading karthey hain low risk money management k tahad aur futures mein jaisay k gold meta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X