forex ko smjna ak din ka kam nahi ha dosto arsa lag jata ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
    forex trading me bohat se log kam kr rahe hen or baz ko to is me kam krte hue 5 5 saal ho gay hen but abi tk un ko forex ki smj nahi ai forex me kam krte hue mje 2 saal ho gay hen but me hud abi tk perfact nahi keh skta hud ko ap kia kehte hen forex me kai ap hud ko perfact smjte ho?
    yes dear you are right forex aik daray hy is k lye hm ko boht zada knowledge ki zarort hote hy jab hi hm forex ko samjh skty hain aur easily is k sath kaam kar skty hain tu before start trading kub sari knowledge gain karain aur us k bad forex main trade karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      mjhay jb meray barhay bhai nay forex k barhay me btaya tha to me samjha k ye kaam to bhot he asan hai me to isay ek he din me seekh kar earning start kar don galekn nahi.
      • #93 Collapse

        ye baat to bilkul sahi hai ap ki forex trading ka business aik aisa kaam hai jis koi bhi trader aik din ke ander nhi samjh sakta is business ko samjhne ke liye proper training ki zrorat hoti hai is liye trader ko sab se pehle is ki trainging hasil krni chahiye.
        • #94 Collapse

          Sirf forex he nhi ap koi bhe field le lain kisi bhe business ko join kar lain long term planning hoti hai es ki basics ko samjna he bohat time mangta hai aur es mein expert hona to bohat dur ki bat hai.
          • #95 Collapse

            G ap na theak kha ha forex itna easy kam be nai ha this ko hum 2 din ma he smj ja ga forex ko smjna k lia ap ko kam sy kam be 5 month demo par kam karna ho ga phr he ja kar ap ko forex trading k bary ma kuch knowledge hasil ho ga or ap forex trading kar skyta ha forex trading ma agar ap success ho jata ha to ap ko koi or kam karna ki be zarorat nai para gi.
            • #96 Collapse

              bilkul bhai apne theak hi kaha hai forex trade business ko samazna koye eak din ka baath nehi hai is me apko zada se zad wakat deke kam karne se app dhere dhere is business ko samaj sakte hai....
              • #97 Collapse

                Dear you are right . Years are required to under the forex trading. Very many people thing they know the forex very well but this is not right in the forex very fast changes has been made and you should keep keen eye on it for the better and successful life in the forex trading . Forex is not a day understanding it required years to understand for calling a good trading activities you should learn every day in the fores
                • #98 Collapse

                  ye depend krta hai k ap forex ko kis tareeke sai samajh rai ho itna bi mushkil work ni hai ye bs risky hai thora sa agar ap si trading seekh gai to phr to ap k liye masla hi ni
                   
                  • #99 Collapse

                    Forex ek bara business hai jiss ko samjhny k liye ek monthh bhi boht kaam hai aur iss business ko jo shakh mukamal sakh gaya wohi banda iss amin kamiyab hai . Forex ek best business hai .
                    • #100 Collapse

                      ji ha mare dost forex ko samajna bohot he muskil kam hay.logo ko saal o saal lagjate hay esko samaj na me.Forex par bohot tare kayce work keya jata hay jo log work karte hay o log koye 1 ya 2 work ke bare may jante hay.
                      • #101 Collapse

                        bhai forex ma pori life koi bnda fuly smjh nai skta bcz hr year kuch na kuch new inter ho jata ha.sekhny waly sari life lga dyty hn .hard work jari rakhy kuch arsy tk kmany k kabl ho jay gy
                        • #102 Collapse

                          Life changing opportunity provide karta hai Forex hamein, abb yeh hamari mehnat aur knowledge per depend karta hai kee kaya hum apni knowledge aur experience see ess opportunity see faida utatee hian yaa nahein
                          • #103 Collapse

                            Yes i agree with all of you members.forex ka procedure easy zaror hai magar is main successful honay kay aik time ki zarorat hoti hai .kion kay is market main ups and downs hotay rahtay hain .kamyab honay kay liey zarori hai kay is main experience hona chahiey aur experience kay liey time lagta hai.
                            • #104 Collapse

                              bro you are absolutly right kay forex ko samjhna aaik din ka kam nai hai is ko samjhnay main arsa lag jata hai is ko samjh nay kay liye ap ko bht time spend krna parta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                hum forex ko ek din mein nhe smgan sakt hein dosto hum ko bhot zayed time cheny hot hein forex tarding ko smgan ka liye pher hum is ko smgan sakt hein hum ko forex ko smgan kar goin karn gy to hum ko faid he faid ho gy hum ko forex pher zayed se zayed time deny cheny hum ko faid ho gy .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X