Forex main timing ki ehmiyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    forex 1 business hai aur isme time ki bohat ehmiyat hai 1 business man agar time per busines nahe kare ga to loss bhe ho sakta hai isliye forex me time ki bohat ehmiyat hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      ji bilkul jo bhi log expert aor professional hute hain wo buhut precise trading karte hain aur had din trading nahie karte, ap ko proper news aur analysis kay mutebiq chalna parta hai kiu kay few pips bhai agar uper nechy ho jayn tu ap kay loss ki waja ban sakte hain.
      • #138 Collapse

        forex me timing bhot he zyada ahmiyat rakta hai ku k... pakistan mein sham 4 bje se 8 bje tak market bohat up and down hoti hai.... tu lehaza humain chahiye k jaab market up ho us waqt hum sell kare aor jaab down ho us waqt purchase....
        • #139 Collapse

          Forex main timing ki bht ehmiat hy, jab hm Forex ko daily time dain gy to hm acha learn kr skty hen or ziada sy ziada sy practice karen to hm achi trading kr stky hen, but trading k lie time limit zarori hy, har waqt trades nai lgani, bal k jab market normal ho tab trading krni hy is sy hm daily achi income kama skty hen.
          • #140 Collapse

            forex me time ke ehmiat esly hy q k agar hum achy time pe trade k ley na saky toh shayd hum se buhat achy opportunists miss hoskty hay. esly full time me best timing find out krna bhe success ke ek way and reason hy..
            • #141 Collapse

              bilkul asal me ya karobaar hi timimng pe inhesaar kartaa ha baaz auqaat aap sahi waqat pe sahi faisalaa kar k acha kamaa lete ho aur baaz dafa aap ek ghalat time pe kiye hue fisale se nuqsaan b uthatey ho to ye sab kuch hi hum tujarbe se haasil kartey hain
              • #142 Collapse

                dear main aap ko bata chaloon k kissi bhi kaam main time ki buhat ehmiat hoti hai jiss k paas time ki ehmiyat nahi wo kabhi bhi kamyab nahi ho sakta hai kion k time aik zaroori cheez hoti hai har kam main. forex main bhi time ki pabandi zaroori hai.
                Azadar Morai
                • #143 Collapse

                  ,y dear forex mein 24 hours market buy sell hoti rahti hai forex 24 hours hi profitable hoti hai agar koi acha trader ho to woh 24 hours mein kisi bhi time trade kar kay daily acha profit earn kar leta hai his a good bussiness
                  • #144 Collapse

                    yes forex mai time boht ehm role play karta h,hamain market k ups and down ko daikhty hoay invest karna chaheay,right time par right faisla laina boht important h
                     
                    • #145 Collapse

                      In forex there no fixed time for work, we can do the trade anytime of the day and also we can work all the time that forex is open 24 hours a day, also we can do forex work from our houses, so forex is the best for timing then other businesses.
                      • #146 Collapse

                        han ji forex trading ke business main time ko bht zayda important hai kyoun ke her pair ki different timing hoti hai in sabi timing ko note karna hota hai then jab ap is baat ko samjh lete hain ke kis time per konsa pair close aur open hota hai tab ap os pair main easily profit bana sakte hain
                        • #147 Collapse

                          Yar forex mai timing ki bohat important hai yani ap jitna time do gai apko utna he learn karna ko mela ga. yani ap jitna zayada time day sakty ho wo do or phar kuch arsay bad apko khud he feel hoga ka as compare to starting ap time kam daity ho or earning zayada karty ho so beat way is maximum time spend karo forex trading work mai.
                          • #148 Collapse

                            Forex k business mein time ki bhut ziada importance hai kyun k aik acha trader hai time table per act karta hai aur apni trading k time table per wo trading karta hai . forex mein agar hum acha time mein trading karta hai aur acha time mein exit ho jata hai tu hum bhut ziada earning kar skta hain iss liya time ko bhut respect karni chaya.
                             
                            • #149 Collapse

                              Dear friend forex trading mein timing ki bohat ziyada ahmiyat hoti hai kiyunke agar hum kisi aisey waqt mein trade kertay hein jab side by ka trend chal raha hota hai tou hum loss bhi ker jatey hein.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                forex trading mai kam ki aur timing ki boohat ahmiat hai app trading karte waqt apni keemat time ki hi le rahe hote hain baki to app ki hard workin hoti hai jo app ne kam ko seekhne mai lagai hai ager app kam ko seekh gay ehain to ache trader bansakte hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X