forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    bhai ji forex treadeing me loss ki bohat ahmieat hy ham jab tak kisi bhi kam men loss nahin karen gy to hamin is ki ahmieat ka ilm nahin hoo ga is liy hamin los p los karny ki bajay los ko kam kar kuy profit ki taraf aana chahiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Loss ki importance to he is mein to koi or opnion ho nai sakti kiu kay agar ap ko loss hota he to ap ko tension hoti he kay mugy loss kiu hua, or is se ap apni ghaltion ko theak karny ki kohsish karty hein jis se ap ko anay waly dino mein trading me profit lenay mein asani hoti he.
       
      • #138 Collapse

        Decline can be an elmeent of organziation. we should instead find out by way of decline. we should instead xome axross each of ou rthe key reason why ingolving decline along with remedy your falls sort of. And then we'll be good results throuhgout currency trading organization.
        • #139 Collapse

          forex trading mai loss ki bohat aihmiat hai jab tak kisi ko loss na ho wo sekhta hi nahi forex trading se hat ker bhi jo kam ho sab se pehle success nahi milti first of all us ko harna hi parta hai us ke baad wo seekhta haiaur aik acha khilardi ban jata hai
          • #140 Collapse

            ge haforex ak oline businss ha jas san kamo ma loss hjo jan ha is ma be ho jat ha is ma ap ko kamkarn ha to is ma p ko traing karnho ge demo account ma sab is kam ko boht pasnd kart ha otr is ma pat time kam kar ka pisa kamt ha
             
            • #141 Collapse

              forex trading ho ya koi or business loss loss hi hota but loss ko positiv lya jaye or as sekha jaye tu loss profit main tabdeel ho jata ha q inssan bary loss say buch jata ha is forexx trading main loss ki boat bari haseat ha agr is say sekha jaye to
              • #142 Collapse

                je loose tu hota he hai par us se kuch na kuch sekhna be lazmi chaiye tamam bhayioon agar ap successful hona chatay hain ye formula sub trader use kartay hain loose se experience get kartay hain
                   
                • #143 Collapse

                  loss ik business ka hissa hai.agar aap koi bhi trade open karty hain to iss main loss ka darr to hoota hai.aap ki strategy kitni bhi achi ho aap ko 100% result nahin day gi.iss liey loss say bachny kay liey stop loss ka use bhi zaroori hai.
                  • #144 Collapse

                    me jb naya naya is kaam me aya tha to jb mjhay loss hota tha to me sirf ghusay hota tha khud pay lekin bad me me nay apni mistakes say sabak sekhna shuru kar dya jiss waja say mjhay ye best teacher laga.
                    • #145 Collapse

                      forex trading mai loss ki bohat ziada ahmiat hai forex trading aik mushkil kam hai jis mai ap ne trade deni hoti hai jis ke liye app ke pass basic forex knowledge hona bohat zarori hota hia ager app kuch nahi jante to apke liye nuqsaan deh hoga
                      • #146 Collapse

                        forex trading mein loss be hota hai iss baat ka pta hona chahy apne honey wale loss ki waja ssy hum bohot sy faida be hasil karte hai aur next time hum wo mistake nai karte hai so hum ko loss honey par dil mein nai rakhana chahy :)
                        • #147 Collapse

                          Dear loss bhai aik juzw hai business ka . Business main humain loss or proft hota rahta hai. Loss sy humari investment bhi khatam hoti jati hai. Magar losses sy hamain seakhny ko bhi buhat kuch milta hai ager hum apny losses p dhyal dain hum en sy seakh sakty hain. Or loss sy buch sakty hain.
                          Azadar Morai
                          • #148 Collapse

                            well in my opinion there is great role of loss in trade sometimes we get success because we loss and we get a lot of knowledge about our work because when we loss we know that if we do that we can loss so we dont repeat that mistake again and again and for me loss is important to earn
                             
                            • #149 Collapse

                              g haan aisa to hota hay q k aagar ham loss nehi karen gay to ham ko kaam ki khamion ka aur apni ghaltion ka pata nehi chal sakay ga. is liye loss hamaray liye bohot si aasaniyan paida kar deta hay.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Loss ek controlable thing ha ap es ko control kar saktay hain ap loss ko stop loss apply klar ka bi control kar saktay hain aur es ko different currencies main trade open kar ka bi control kar saktay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X