trading main kitna risk lena chaheay??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    Zero percent risk lay kar chalna aik kamyaab trader ki nishani hoti hai. Har kissi ko chahiye ka woh bilkul bhi risk na lay aur apni trading strategy kay mutabic is business ko run kare. Taakay woh aik lambay arsay kay liye kamyab trader bana rahay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: uchiha_fan
      A.O.A trading mai ap ko zyada risk nahi lena chahy kyuke zyada risk ka matlab hai zyada mosibat or zyada mosibat ka matlab hai hai zyada loss is lye ager ap is mai new hai ya zyada purany nahi hai to low risk par kam kary.
      i think ke 50% ka risk lena chaiye kiun ke is business me jab tak hum risk nahi le lety hum ko iss me profit nahi mil sakta hai or forex trading business me risk lene se he insaan kamyab banta hai or koi bhi business kiun na ho risk sab me lena parta hai .
         
      • #378 Collapse

        Kabhi Bhi Apnay capital Par 50 % say Zyada Ka risk nahin lenaa Chahiyee... ye max range hai Specialy for newtraders Stoploss Aap ki Trade par depend Karta hai,Stoploss k baray main Aap Ko forum main Forex ki Taleem walay portion main buhaat usefull information mil Sakti hain.
           
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #379 Collapse

          brother trading risk stop loss aur tske profit yeh sab is pey depend kartha hai k appney forx trading mein kitna paisa invest kiya hai aut appki equity kitni hai aur equity k mutabiq hi app phit risk lein sirf 5 % aur 95% as an back rakhein drwan down k liya yeh phir market k app k trend k against janey k....
          • #380 Collapse

            dear forex business aik risky business ha r is mein ap kabi be risk na le sirf us jaga pay risk le jha pay ap ko pata lagta ha ke ab r koi rasta nai ha ap ke pass r ap ke pass yahe aik rasta ha apne account ko save karne ka is ke alwa ap ko forex mein risk nai lena chaye
             
            • #381 Collapse

              bai forex m risk ha is m ap ko kabi b loss ho sakta ha kabi b profet ho sakta ha is m is tarha ap kabi nahi kh sakty ha k ye trade humy profet dy gy kiu wahi trade loss dy jaty ha market ka yahi hisab ha forex m loss or profet chalta rehta ha
               
              • #382 Collapse

                forex trading is very risky business and you may loose your whole money if you do not learn well from various sources like books online video and much much more sources so learning is key of success in any business of the world
                • #383 Collapse

                  Forex trading main hamen kabhi bhi koi bara risk nahin lena chahiye aur is main always hamen low risk key sath work karna chahiye to hum is main achi trha se successful ho saktey hain.aur barey loss se bhi bach saktey hain.
                     
                  • #384 Collapse

                    mery khayal mai forex trading mai agar hamary pass knowledege or experience hai to hamy risk lainy ki zarorat he ni pary gi trading mai hamy apny knowledege sy trade karni hoti hai agar hamara knowledege kam hai phr trading hamary lia risky sabit ho sakta hai
                    • #385 Collapse

                      Trading me risk every hwere hy oor usi se trader safe rehna chahey. lakin ability, good capital and surety hon toh ziada risk ley sakty hy jis se humy ziada profit bhe melti hy. lakin achy time ka wait krna chahey q k every time risk lena danger hota hy...
                         
                      • #386 Collapse

                        dear merey khayal main har parson k apne upr ya depand karta hai k wo is main kitna risk lyta hai merey mind say to dear hum ko is main samjh kar risk lena chahiye
                        • #387 Collapse

                          I think my dear friend forex trading business hi aik risky business hai is mein ap jab tak risk nahi le gay to us time tak ap is mein earning hasil nahi kar sakte forex trading mein agar ap earning hasil kar na chahte hai to phir ap ko is mein risk lena hi parta hai..
                          • #388 Collapse

                            Bhai ye to hamare knowledge pardepand karta hai ke hum kis tarha tyrading karte hain hume kitna experience hai trading ka hum apne knowledge ke hisaab se hi risk le sakte hain.
                             
                            • #389 Collapse

                              Forex trading main hamen kabhi bhi koi bara risk nahin lena chahiye aur always apne knoweldge aur experience ke mutabiq hi is main work karna chahiye aur iskey mutabiq hi is main risk lena chahiye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                Maray khayak say to hamay trading main risk lena he nhe chahiay kyun k risky trading main aksar loss honay ka chance high rahta han or han agar risk lena he han to i think 20% tak lay saktay han.

                                اب آن لائن

                                avatar Ayeza
                                avatar Ayn
                                avatar Sno
                                avatar Jawadb
                                avatar Yashfa
                                Working...
                                X