Patience(saber) zururi hey forex trading may kia..?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    patience life ki har stage par bohat zayada zarori hai without patience app trade mai loss kar jatay hoo app aur phir apko khud apnay app par gusa ata hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      g han trading me agar hum sabar se trading karein gay to humein bohat ziada profit hasil ho sakta hai or sabar humary liye bohat ziada zaroori hai. Agar humein trading me loss ho raha hota hai to humein himmat nhi harni chahiye or sabar se kam lena chahiye or apny loss ko pura karny k liye mehnat karni chahiye. Beshak sabar ka phal meetha hota hai.
      • #258 Collapse

        haan forex trading business main saber ek main factor hai jo trader saber nahi karta hai wo hamesha forex trading business main loss ka samna karna parta hai like new trader wo sabar karna nahi jantay unhain sabar say kaam lena chahiya
        • #259 Collapse

          Forex main patience ki buhat zaroori ha, jab loss hota ha tb sabar ki buhat zaroorat hoti ha, waisy tu sabar har kamm main acha hota ha but Forex business man sabar say he bonus banta ha, or agar hum greed ya emotion say kaam lyty hain tu loss ko face karn aparta ha, is liye sabar say kaam lyty hoye trade karni chahye.
          • #260 Collapse

            Dear friend forex trading main aap sb ko chaye ke aap sab log apna saber ko bohut he zada use kerain ager aap sab log saber kho dain gay touyeh aesa he hai ke aap sa logon nay apna money kho dia. kyoun ke saaber khonay say insan lalchi hojata hain na.
               
            • #261 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan5454 پيغام ديکھيے
              Forex trading may kia saber karna zururi hey akser trader patience ka muzahira nahe kartay jis say loss ho jata hey.
              Patience Ki Forex Trading Main Buhaat bari ehmiyaat hai... Sabar or bardasht Say he Kaam letay huye aap ek behtreen forex Trader ban Saktay hain...Waqai Aap Ki baat drust hai K buhat Saray traders loss Kartay hain us ki bunyadi Waja jald bazi or Sabar or bardasht say Kam na lena hota hai
               
              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
              • #262 Collapse

                yes dear you know that greed is cruse.es liye hmein trading krte waqt over trading se avoid krna chahiye aur hmesha saber o tahamal se kam lena chahiye isi mein profit earn krne ki kamyabi hy
                • #263 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan5454 پيغام ديکھيے
                  Forex trading may kia saber karna zururi hey akser trader patience ka muzahira nahe kartay jis say loss ho jata hey.
                  Brother, sabar karna to har cheez may zaroori hay, lakin agar ap say sabar nahi hota to phir us ka nuksaan he milta hay, lakin kuch jaghay aisi hoti hain keh jaha par ap ko sabar nahi karna chahiyay, jaisa keh agar ap road ko cross kartay huay bech may ho aur tez raftar car a rhi ho to sbar na karo, jaldi say road cross kar lo, aisay may sabar ap ko qabar tak lay ja sakta hay, kia samjhay? :D
                  • #264 Collapse

                    yes my dear i am saying some thing about this pakistan forex trading busines men hamen patience hona zaruri hai kiun kay hum agar saber ur tehmul say kaam nahen lan gay to nuksaan ho sakta ha
                    • #265 Collapse

                      Bilkul forex trading ka key point ha sabar(Patience). Agr aik shakh sabar se kam nai le sakta tu probably usy bohot bara loss ho sakta ha because sabar na kerna or lalach ma aa jana hi loss ka sabab banta ha
                      • #266 Collapse

                        forex trading me patience bohat zarori hai is ke beghar ap kouch nahi kr saktey patience he ap ko profit honey ke chance hai jal bazi karey gey to loss he ho ga.is ley patance ko apni zindagi me lazmi rakhey..
                         
                        • #267 Collapse

                          Without patience we can't imagine to collect profit in forex trading.We cannot take patience when we loss in trade but we should to keep it.So patience is like a key and it's must for all trader.
                           
                          • #268 Collapse

                            Salam Friends, I Think for becoming a successful forex trader you shoul know the following factors;
                            1 Have control on your emotions,
                            2 Have patience of low profit,
                            3 Trade with confidence and determination.
                            4 Avoid greed
                             
                            • #269 Collapse

                              it is a very important factor in any business aur phir forex tau kafi mushkil ha i thnk ye time mangta hai aur aaj kal log itnay free nahy hoatay k wo kuch zada dyr ek jaga beth kr koi kaam kr layn es liay agr hum ko forex mai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Every trader must have some important content patience is one of the most. Forex is very risky and most profitable online business. Every trader can trade with low capital. Patience is most important for gaining a lot of profit from Forex trade.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X