Patience(saber) zururi hey forex trading may kia..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Forex marketplace mein patience rakhna parta hay, planning sy working krni hoti hay, forex ek risky business hay aur ankhen khol k business trading ki jati hay otherwise aap ko loss ho sakta hay. So keep hardworking and eyes on.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      G han dears, pakistan forex forum men sabr boht important ha,hamen har kam sabar say karna cahie ,jab ham har kam sabr say krengy to ALLAH pak us men barkat ata farmai ga,agr ham har kise say gussa krengy ya har kise say zid krengy to ham kabhe bhe,forex ya kahen or pe kamyab nhn ho paingy.
      • #408 Collapse

        pyare dost aap ko mashwara deta hoon kay jab aap nay koi order liya ho or wo loss mein phas gaya ho to aap ko chahiye kay aap us mein or balance invest kar day or phir us order ko profit mein anay tak wait kary aap ka acocunt kabi nahi urega...
        • #409 Collapse

          bhai trading ka dosra naam samajh le ke patience hai ap patience se trading ko improve krte hai, ap is baat se andaza laga sakhte hai ke jb ap koi trade open krte hai tu ap ko wo trade long run tak lagi rahne deni hoti hai kyo ke ap us ko profit mein close krna chahte hai is ley ap ko patience se kaam lena hota hai otherwise agr ap jaldi mein hai tu ap apni trade ko khud bi close kr sakhte hai lekin is se ap ko har baar losses hi honge
          • #410 Collapse

            yes sabar bot zaruri hay forex trading ma ager ap sabar sa kam nahin lain gay to ap emotion ma galat trade laga dain gay jis sa ap k sara balance loss ma jay sakta hay.
            • #411 Collapse

              g han buhat ziada zarroi hai sabar trading main main ne aisy logon ko daikha hai jo sabar nahi krty or iss bemar ki waja se buhat ziada loss krva lety hain hatta k apni capital amount ko bhi loss kr jaty hain
                 
              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
              • #412 Collapse

                yaar patience to bohat important hote ha forex market mn trading ka leya kiyn kah market ki movement aese hote ha kah app ka leya bohat sare time pr trade krna mushkil ho jata ha to is ka leya humein bare patience ka sath bethna hota ha kah jab sahi time ayega tab hi trade open krna ha wrna loss bhi ho skta ha /
                • #413 Collapse

                  patience is very important to get success in the forex business. a trader cannot get success in the forex business if he do not have the patience to wait for profit in the forex business for a long time.
                     
                  • #414 Collapse

                    gii haa bhaioo forex trade mee sabbar karrna bohat zarrori hee keoo ka sabbvar kaa phall metha hotta hee kuch loog forrex trade me sabbar naee rakhte orr woo loose karr jatte hee iss lae forexx tradde mee sabar karrna bohat zarrori hee
                    • #415 Collapse

                      yes mere kiyal sa forex main sabar ka hona bohut zarori hain.forex main ap jitna ziada sabar karaga utna ap k liye behtar hoga aur utna acha ap forex main earn karoga.forex trading aram aram sa step by step trading karo...
                      • #416 Collapse

                        g bro forex trading m patience boht zarrori hn is m patience ko control ni kry gy tu humy loss ky siwa kosh ni mila ga .jb ap trading kr rhy hoty hn tb ap ko profit ho rha hota hn tu ap ky under greedy ajti hn or patience bi in chzeo ko control krna boht zarori hn
                           
                        • #417 Collapse

                          g bilkul sabar bhot zorori hota h her chez may or forex trading amy b ap ko sabar say kaaam karna hota, ap nay apnay loss pay q aky ap apan loss recover kar sakty hain next day, inshAllah
                          • #418 Collapse

                            G han sabar to bohat hi ziyada zaroori hai forex trading mein agar apke andar sabar nahi hai to ap kabhi bhi forex mein kamiyab nahi hosakte aur apna capital baar baar loss karwate rahenge,trading karte hue apko apne emotions pe control rakhna hota hai aur cool and calm reh kar trading karni hoti hai.
                            • #419 Collapse

                              jab koi bhi business start karty hen to us mein ap ko sabr k daman pakry rehny hota hy to is mein bhi aisa hi hy k ap ko sabr k sath trading karna hoti hy then hi ap earning karty hen is mein ap ko fresh mind k sath kam karna hota hy aur apny emotions ko control mein rakhna hota hy tab hi ap is mein kamyab ho sakty hen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                jee han bilkul sabar ek bohat important chez hai har kaam k liyeh jaldbazi mein bohat ghlat faisley hojatey hain sabar sey jo kaam leta hai uska kaam achaa hi hota hai hamesha AUR ALLAH TALA b sabar karney walon k sath hi hota hai
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X