Forex Is hard working business.Not Shortcut Method of earning.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    g bikul forex is hardworking businees niot shorcut method of earni g ,shorcut sa ap kbe b kameyb nae ho saktyh jtne zaida hardwork krn ag utna faida ha ga
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      yar ye humpe drepend karta hai hum ese hard samjhe ya esy wse mera kehna hai ke ye bht hard work hai ku ke agar hume ese sahi se trade krte hain tu hme kafi jaldi bht earn hoga lkin agar hume ne koi mistke ki tu ose kafi loss b ho skta hai...
      • #198 Collapse

        is business ko establish kerny k liye proper working or experience ki zarurat hoti hai is liye hamein chahye k forex ko apni daily routine mein shamil ker lain takay hum is say profit earn ker sakain or apny future ko bright ker sakain internet ki dunya mein earning ka yeh best way hai jo k bht profitable hai
        • #199 Collapse

          g han ye aik international business hay is ko itna easy lane ya is ko paison ki masheen kehna durast nahi hoga kyun ke ye aik risky market hay aur is main jitna profit hay wotna hi risk bhi hay
             
          • #200 Collapse

            I think my dear friend forex trading is a large online business in the world is mein money earn kar nay ka koi shortcut nahi hai is mein hum complete learning aur knowledge se hi profit earn kar sakte hai other wise nahi kar sakte forex trading mein money earn kar ke liye acha experience aur knowledge hasil kar bhot zaroori hai..
            • #201 Collapse

              yes friends it is the right that the forex is the hard earning business at the fisrt but not overall the forex is the too much hard business i think the forex is just the hard or the tough business for the new one until they do not learn the forex
                 
              • #202 Collapse

                G han aap ny bilkul thek kaha ju log ye samjhty hian k wo apny luck or apni zahanat sy es ma kamyab hujaingy tu wo ghalat samjhty hain. es business ma koi shortcut nhe hy. js sy aap apni earning ko increase kr sakhen. mari nazr ma Forex trading easy bhe hy or hard bhe. easy eysy k aap es ma apni marzi sy trade krty hu apni khud ki strategy ko base bna kr trading ma earning gain kr rahy huty hu. or hard work aysy k ye sb krny sy pehly aap esy achi tarha sy sekhty hu or demo account pr kafi practice krny k bad he real investment kr k apna khud ka business start krty hu. or apni wo sari mistake ju aap ny demo pr ki hain un ko mind ma rakh kr trade krty hu or 1 successful trader ban'ny k liy ye sari hardworking buht he zaruri hy. warna losses he hungy aap es ma.
                • #203 Collapse

                  ap ne thek kaha hai k forex men hamain hardworking kerni hoti hai jis se ham kamyab ho sekty hain or is men koi bhi shortcut methoud nahi hai jis se ham qiuckly rich ban seken is ley jo leg zyada hardwork kerty hain wohi is market men trading ker k profit kamaty hain or kamyab hoty hain
                     
                  • #204 Collapse

                    Forex aik business hey aur is main koi shortcut nahin hey but agar hum is business ko achit rha se learn kar lete hain to phir hum is business main bohot hi kam arsa main bohot hi jaldi rich ban saktey hain.
                       
                    • #205 Collapse

                      yes i agree to you is business may successful honay kay liay hard work or most experience bohat zrori hay kio ager ap samjhtay hain kay ap kam time may ziada earn krain or short cut method ko panein to aisa ghalt ha is may apko long term work krna ho ga.
                       
                      • #206 Collapse

                        Forex is hardworking.no mathad of shortcut
                        agr forex ko deeply dekha ja to isko sekhny me puri
                        life lag jati h.so aisa kehna beja na ho ga
                        ky yeh hard work
                        nai hai.yeh hardwork hai but sekhny me krny me bht aasan h
                        but hota tbi h jb
                        ktch sekha hua ho.ainwen to kuch ni ho
                        skta jnb.do hard work in forex.
                        • #207 Collapse

                          jee haa forex hard working business hey laikin un key lye hey jin ki knowledge kam hoti hey or un traders key lye tho khass kar ye businesss mahaz aik enjoyment hey jin ki strong knowledge hey wo is business sey kaafi khush rehtey hey.. or jin ki knowledge nahi hey unko struggle karna parhey gaa..
                          • #208 Collapse

                            jee haan bilkul theek keh rahay hain aap. log isay shortcut income kamanay ki gajah samajh kar atay hain lakin jab experience ki shortage ki wajah se loss ho jata hai to phir kehtay hain ke ye acha business nahi hai. aur phir bhag jatay hain. agar wo iss ko proper field ki tarah samajh kar kaam karein to results kafi different ho saktay hain.
                            • #209 Collapse

                              yaa forex is for hard worker and skilled person. if u dont have skill or if u dont want to do hard work u will loss. u have to focus on ur trade.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                ma ap ki baat sae agree krta hun k forex hard working businass ha lakin jab ap is mae thori si practice or lagan kr k kam kry gae tu phr phr koi kam hard nhi rehta bhut asan or ap ka favrat ban jata ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X