Forex Is hard working business.Not Shortcut Method of earning.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    forex trading me koi kisi kism ka short cut use nahi krna chahy kio k is loss ka samna ho sakta hy is ko bohut carefully handle karna hota hy is me ap hardwork kar k hi agey ja sakty hen ap ko is ka experience hona chahy ta k ap ko shrt cut use hi na karna pary.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      Forex hard work business tu hai hi hard work business na hota tu ap itna profir earn kaise krte ye forex k hard work hone ki waja se hi hai tb hi tu itna profit mill jata. kuch kamane k leye hard work tu krna hi prta hai.
      • #228 Collapse

        yes dear ap nay theak kaha hai aj kal jisay dekho high risk trade dal daita hai bgair anylsis kiyeh or kuch hi time main us ka account wash ho jata hai lehaza sub say appeal hai k forex ko achi tarha samjhy usy sekhain pher real main ap account open karain or profit kamain ...
         
        • #229 Collapse

          g han bilkul ye aik real and hard working businees hai is me koi shak nhe hai or ye aik booht acha businees hai agar ap is me short method use kar rahe hain to ye risky hai apka loss ho sakta hai bhtar hai ke na karen..
          • #230 Collapse

            my dear friend app ny aca sawal kai hy froex ak both achi online job hy or yah ak boht acha business hy na k shortcut is agr app is ko ak achi business k toor par istmaal karin to app ko oht pofit ho gi agr app is ko shortcut istmaal karing gy t app ko loss b ho sakta hy .........
            • #231 Collapse

              bhut sara log kehta hain k forex mein short cut way se bhut kam time mein bhut ziada money ko earn kiya ja skta hain tu main ya kehta ho k ya bulkal aik wrong way hai kyun k forex mein agar hum short cut way choose karta hain tu hum ko loss he ho ga. forex aik legal business hai aur us ko ko legal ki he tara se kam karna chaya.
              • #232 Collapse

                ap ka bara ma muaj yah lagta ha ka agar ahmy aysa kam ko bohot achi lagta ha kyo ka muaj abi tak as ka bara ma p ko batna sakta ho bohot achi lagta ha.
                • #233 Collapse

                  jis taran dosre business hardworking hote hain isi taran forex trading bhi aik hardworking business hay aur is ko itna easy samj kar trading nahi karni chahye kyun agar aap is ko easy lain ge to aap ko loss ho sakta hay.
                     
                  • #234 Collapse

                    sab mehnat pe depend he jahan tak short cut ki bat he jo log short cut apnate hen woh shayed kamyab bhe hote hen but ye forever nai hota balk .hard worker banda zaror kamyab hota he /wese bhe eak arabi me mashor misal he k .. jo bolandi ka talib hota he woh rato ko jagta he .
                    • #235 Collapse

                      mera manna hain earning ki koi shortcut nehi hain apko money earn karne k lia mehnat karne parengeee. apko hard working karni parengi.. skilld person hona parengi. knowledge gather karne parengi..
                       
                      • #236 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                        Members hum Forex ki basic ko nahi theek se samaj patay jis ki waja se hum Forex main fail ho jaty hain.Ager hum achi learning or experience jab hasil kar lety hian tu hum asani se yeh bat samaj jaty hain k Forex ik acha business profitable es leye hain k yeh ik hard working busienss hai jis mai trader apni mehnat se skill,experience and knowledge ko hasil kar k earning karta hai.Yeh short cut method of earning nahi hai k jis mai hum apni luck ya ideas ki base pay earning karain
                        Hope hum yeh samaj jain k hum es main proper mehnat kar k he achi earning kama sakty hain.
                        Happy Posting and Tradings.
                        :cool::cool::cool:
                        g han dear ap nay bilkul theek kaha hai k forex par ham hard work k hi kuch gain kar saktay hain q '' hard work is the key of succes '' kaha gaya hai is short cut methods ko avoide kar k hamen hard work karna chahye
                           
                        • #237 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                          Members hum Forex ki basic ko nahi theek se samaj patay jis ki waja se hum Forex main fail ho jaty hain.Ager hum achi learning or experience jab hasil kar lety hian tu hum asani se yeh bat samaj jaty hain k Forex ik acha business profitable es leye hain k yeh ik hard working busienss hai jis mai trader apni mehnat se skill,experience and knowledge ko hasil kar k earning karta hai.Yeh short cut method of earning nahi hai k jis mai hum apni luck ya ideas ki base pay earning karain
                          Hope hum yeh samaj jain k hum es main proper mehnat kar k he achi earning kama sakty hain.
                          Happy Posting and Tradings.
                          :cool::cool::cool:
                          yes dear ap nay 100% theek kaha hai forex pay ham hard work kar k hi kuch na kuch earn kar saktay hain , q k hard work karnay say ham knoledge gain kartay hain , or hamara experince b barta hai , jab k short cut methods of earning say hamen loss honay chances zyada hotay hain
                             
                          • #238 Collapse

                            yes brother forex trading hard work business hai our who is liyeh k is may agar ap hard work karo gay tu hi success hogay gay na jesay ik exam k liyeh log rat din learning kartay hai our pher ja kar pass hotay hi our pehr job ko dondtay hai our so esay hi yeh b hota hai learning karay gay tu success hotay warna loss
                             
                            • #239 Collapse

                              forex ko jab hum start kartey hain to us time yeh thora hard hota hey hamarey liye aur jab hum is main ahista ahisat learning kartey jatey hain to phir yeh hamarye liye bohot hi smart business ban jata hey.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                g han sahi kaha ap nay. yahan log paisa kamanay atay zaroor hain lekin hum nay dekha hay k jo hard working members nahi hotay wo kuch arsay bad khud hi forum chor jatay hain. is say bachnay k liay hamay is kaam ko behtar tareeqay say seekhna chahiay aur isay enjoy kartay huay karna chahiay. so it needs a bit hard work.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X