stoploss k bgher forex trading kuch b nahi ha sway loss k
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    Treading mai kamyabi ki aik bhari waja stop loss hai stoploss ka eatamal hmy kisi b bhary nuqsan sy bacha sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      ha g aap ki bat tek ha jo log apne trad ma stop loss ko ues nhe karty ha ow is ma loss he our stop loss sa umn ko loss ko kam karnay ma madat milte ha our is ko har trad ma ues karna cahay expert apne har trad ma stop loss ko ues karty ha
      • #663 Collapse

        Stop loss use na karne se aap apna Jyada Bada loss kar sakte hain isliye Zyada bade log Se bachne Ke Liye traders stop loss ko use karte hain Hum Apne face ko kam kar lete hain bardast kar sakte hain apni Hum stop loss limit Lagate Hai Is Tarah Se Hum Jada nuksan sakte hain aur ek safe trading kar sakte hain
        • #664 Collapse

          aap tek kahty ha kay trading ma jo log stop loss ko ues nhe karty ha ow is ma loss he karty ha our hum ko apne har trad kay liay is ma stop loss ko ues karna cahay ya hum ko loss ko kam karnay ma madat karte ha our hum ko is ma be knowlged hone cahay
          • #665 Collapse

            Bilkul g forex trading main ziada aarsa tak trading krny k liy hamesha hmko stop loss aur take profit lazmi lagana chahiy aur forex trading main kamyab traders aisa hi krty hain is liy unky account wash ni hoty
            • #666 Collapse

              Jab tak apko pta na ho k apna loss stop kesy kren tou es trading ka koi faida nh hy ap planning es hisab sy kren k apko kam sy kam loss ho jo kbhe kbhe ho ta k apki investment save rahey
              • #667 Collapse

                is forex main stop loss aur take profit use kar k hi hum is main loss say bach skaty hain so hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main trend ko use karny main bi asani ho saky gi aur market main trend ko use kar k hi hum achi trade karein gay aur trend ko mind main rakh k hi hum run karein gay aur market main earn karein gay
                • #668 Collapse

                  Han g bhai jan ap thek keh rahay hain trading main kam krty hoy stop loss bohat zroori hai q k is main kam kr k traders ko sara account khatam nahi hota
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #669 Collapse

                    Har trader kay liye lazmi hai ke woh apni loss ke limit zaroor mind mai rakh kar trading karin aur iss kay liye best hai ke traders jab apni trading start karin tu sath he trading mai stop loss ka istaimal zaroor karin . stop loss ke waja say in ko limit say ziada loss nai ho ga.
                       
                    • #670 Collapse

                      stop loss lga k hi hum is forex main loss say bach sakty hain aur market main trade karny k liye hard work krani ho gi ta k loss kam ho saky gay aur loss ho jaye tou sabr say kam lena ho ga ta k loss kam ho saky gay aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur market main trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur earn karein gay
                      • #671 Collapse

                        Yes zaruri hy bhe aur nahi bhe kyo k ho sakta hy ap stop loss lagaen aur market us taraf jaye hi na ye tou hum apni taraf sy aik ehtiyar hoti hy k agar loss ho tou auto py trade close ho jati hy
                        • #672 Collapse

                          dear forex trading kert hou hammy stoploss ka istamal kerna chaiyie kiu k ager hameri trade k durran ager koi news aa jiyie tuo market ikk he direction ma he move ker jaati hai hai or ager hamm na stoploss na isstamal kerry tuoo hamm ko zaida loss ho sahkta hai orr ager hamm istamal kery ga tuo zaida loss sa bach jaiyie ga..
                          • #673 Collapse

                            G bilkul ye forex trading ki basics main shamil hai jise hum risk management bhi kehte hain agr hum apni strategy k mutabiq stop loss place kr den to hum brey loss se bach skte hain nhi to bahot se logo ke account bhi wash ho jate hain
                            • #674 Collapse

                              Nai bhia jo bry bry trader hy un ko to is ki itni khas zarorat nai parhti hy kio k is k bina bhi who ia my kam kr k lesy kama rhy hy kio knun konia k bary my market ka sahi idoa hota hy jo choty trader hoty hy un ko is ki zaroeat hoti hy
                              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                Stoploss trading k liye bahot hi important tool hai forex trading hamen stoploss k bagair bilkul bhi ni krni chahiye, ham baz dafa ye soch kr stoploss use ni krte k market wapas aaye gi lekin market hamare against trend bna chukka hota hai aur wapas ni murta hai aur iss waja se hamara account khali ho jata hai, ya jab news aati hai aur hamara stoploss ni hota to hamen kafi ziada loss k chances hote hain so hamen stoploss lagana bahot hi zaruri hota hai.
                                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X