Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G theek kaha ap nay forex mein lalach or emotion ko cintrol mein rakhna chaye warna yehe hamaray sub say baray nuqsan ki wajha hogi. forex kamyabi kay liye hamay apnay emotion ko control kerna chaye or her trade per soch samaj ker faisla kerna chaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G ha dear ap nay thek kaha hy jo log forex may greedy karte hain apne emotion ko control nahi rakh pate wo kbi bi success nahi ho pate ap ko chahiye kay ap log forex ko apni mehnat say knowledge and experience hasil kar kay phir trade start kare ta kay ap ko acha profit hasil ho sake.
      • #18 Collapse

        g main apki baat say agree hon q k zaida tar log lalch main a k apna sara paisa nuksan kar daity hain lalich kabhi nahi karna chahay is say insan 2 din ki khushi dekh pata hai or umer bhar nuksan yhi misal forex ki hai forex main jald bazi nahi karni chahy na hi laich ...
        • #19 Collapse

          ap nay jo factors bhi mention kiye hain yehi sub reasons bhi hian loss kay ilsye humain chahye kay ap ki post ko follow karain aur fun karain
          • #20 Collapse

            yes you are writh i m agree with you k forex bussiness my in chizon ki koi hisiyat nahin q k yi sab karny sy nuksan to hota faida nahin.
            • #21 Collapse

              gee han rizwan bhai bilkul agar ham lalach say pak emotionless trading karnay ka gur seekh jain tau ham aik achay trader ban saktay hain its possible yeh itna mushkil nahi hai jitna aksar logon nay banaya hua hai aur forex ko badnam kiya hua hai.
              • #22 Collapse

                Yeh bilqul sahi bat hai. Isi se related aik general sawal pochna chahon hon: ap log usually kitne $ per day trade karte hain. Of course yeh fixed nai hota but ap ki average kia hai?
                • #23 Collapse

                  forex may kamyabi k leye zarori hay k ham lalach or emotion ko qaboo may rakhay.aik kamyab trader banne k leye hamay en sab par qaboo rakhna hoga.jitna zyada ham lalach kraingay otna hi zyada hamara risk of loss increase hojata hay.
                  • #24 Collapse

                    bahi aap nay buhat achi bat likhi hai aap nay jo likha hai main sochta hon k main is sa bilkul agree hon aur aap sa yahi kahon ga k waqai Greed aur aap k emotions jo aap ko fast kamany ka lalach dain un sa aap loss utha saktay ho aur yah aap k business k lya khatra hain
                    • #25 Collapse

                      ji bahi app nay bhoot acha sawal kia ha ore may app ki bat sa itafak ker terta hoon insta forex may lalachi admi ka kam nahi ha kyun ka jub wo lalach kera ga to wahin loss ho sakata ha kyun ka is may loss ka zadia chanses hota han..................
                      • #26 Collapse

                        g han ap ne theak kaha mere dost. mn ap ki baat se itefaaq kerta hun. lalach insaan ko kahin ka ni chorti. trading k doraan jb bnda lalach kerta he to wo zyada risk leta he. is tara nuqsaan uthata he
                           
                        • #27 Collapse

                          warna yehe hamaray sub say baray nuqsan ki wajha hogi. forex kamyabi kay liye hamay apnay emotion ko control kerna chaye or her trade per soch samaj ker faisla kerna chaye. wo kbi bi success nahi ho pate ap ko chahiye kay ap log forex ko apni mehnat say knowledge and experience hasil kar kay phir trade start kare ta kay ap ko acha profit hasil ho sake.
                          • #28 Collapse

                            forex main wo hi insaan kamyab hai jo kay apni lalch aur emotions aur patience ko control main rakhay. ais leyee to kehty hain kay forex ka kaam aik to experience mangta hai aur secondly matureness bohat ziada mangta hai. jald bazi aur lalch aur bonus ka khayal humesha trader ko loss main lay jata hai
                            • #29 Collapse

                              je han agar ap trade karty hyn tu lalich nahi karni ur agar ap ny din main 10usd earn kar leay hyn tu woh ayk gin k leay buhat best hyn ur ap ko agly din k leay nbaki kam chor dena chahye.na kah lalich main baqi earning bhi los kar dy ur kuch bhi na mily
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Main reason bhe trader kay loose karnay ki yahin hein. Agr trader apny en problems ko solve kar lay to matlb os se 60% success hasil kai li agr wo in ko solve nai kary ga chahy jitna knowlege ya experience bhe hoga wo kabi b win nai kar pay ga.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X