avoid shortcuts in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1606 Collapse

    forex trading main jo bhi intar hota hai us ki koshish hoti hai zeada sy zaeda earn karna or ye thik bhi hai but iss main paisa kmany ka koi short cut nahi hai hamain issy pahly learn karna chahye phir earn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1607 Collapse

      Ye sahi hai ke ap ko forex mein har entry long term pe rakni chai tab ja ke ap yaha se earn kar sakthe ho aur apni amount ko dugna bana sakte ho lekhan kayal rahi ke wor short cut ka rasta na ho
      • #1608 Collapse

        forex trading main shortcut say avoid karna chahiey en say hum aik do dafa to profit earn kar lain gay but hamesha en say profit earn karna bohat mushkil ho jaye ga so humay aisay nahi karna chahiey
        • #1609 Collapse

          humay forex trading main short cut ko avoid karan chahiey kyun keh agar hum shortcut lgaye gay to market main theak say earn nahi kar sakty so humay ulta loss bhi ho sakta hay humay mehnat karni chahiey
          • #1610 Collapse

            g hain hum nay market main kaam ko is tara say nahi krna hai k bad mai is say hum ko koi loss ho money ka or time b is mian hum nay waist kai hai khud ka laikin is say kaam ko hum nay safety k sath krna hota hai
            I LOVE PAK FORUM
            • #1611 Collapse

              short cut say kaam ko krna kafi zada nuksan vala kaam hota hai kun k mumkin hai k koi b trader is market say earn krna kafi zada is ko time lagta hai or hum nay ye kaam ko safety k sath krna lami khud ki ik routine ko bana lain
              • #1612 Collapse

                forex ki market ki trading mazak nahi hoti hai is me kabhi bhi aap shortcuts na talash karen kiun ke yeh market proper learners he use kar sakte hain agar aap ne earnings karni hain to is business ko learn karen or hardworking ke sath he is me kaam karen .
                • #1613 Collapse

                  forex ki market me lamzi hi hai kay ap trade ko long ter say soch kay hi karaty ktyu kay is business me currency ki movemnet bohat hi fast hoti hai is liay earning kabhi juldi say mil jati hai aur kabh apko wait bi karna hota hai dono hi surat me pa focus rehay
                  • #1614 Collapse

                    apki baat sahi hay agar hum forex trading main shortcut say earning karna chahty hay to es trha hum esmain ziada earn nahi kar paye gay aur humay esmain theak say trading ko learn karna chahiey
                    • #1615 Collapse

                      apki baat sahi hay agar hum shortcut lgaye gay trading main to es chakar main hum earn karnay ki bijaye loss karen gay aur humay aisay lalach nahi karna chahiey tabhi achi earning kar sakty hay
                      • #1616 Collapse

                        zindagi k kisi b field ma kamyab honay k liy mehnat aik lazmi factor hy jis ko follow krty huye ap kamyab ho kskty ho or forex ma b yehi rule apply hota hy k agr ap mehnat kro gy to himanayb rho gy or agr shortcut lgany ki koshish kro gy to loss hi muqaddar bny ga.
                        • #1617 Collapse

                          Forex trading me hum shortcut use nhi kar sakty.Agar tu hum yaha per apni normal trading karen tu better hai.Shortcut say traders ko big losses bhi ho sakty hai.Proper trading karny say hi trading me success milti hai.
                             
                          • #1618 Collapse

                            forex trading main agar hum short cut use karty huwya trading main profit earn karna chahty hay to ye humara short cut hamesha nahi chly ga so humay sahi say trading karni chahiey
                            • #1619 Collapse

                              yes forex main shorts cuts ki gunjaayish nahee hai aisa karne se ham ko loss bhi face karne par sakte hain is liye forex ko properly learn karne pe tawajja dain aor demo pe practice kare taa k aap ache trader ban sake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1620 Collapse

                                G han forex trading aik esa business hay jahan apnay knowledge aur experience ki base pay business kiya jata hay aur ye chezeen demo account pay work kar kay gain ki jaten hain is business main shortcut bilkul nahi chaltay kiun kay esi soorat e haal main mistake k chances bohat ziayada ho jatay hain aur loss face karna par sakta hay lehaza main bhi yehi kahoun ga k shortcut approach ki bajaye strategy bana k trading ki jay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X