Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2041 Collapse

    bohat se log forex trading mein atay hein lekin un mein se sirf kuch log success hasil krty hein is ki main reason ye ho skti ha k un k pass sahi skills aur experince na ho jis ki waja se unhein loss face krna prta ha aur wo kuch days mein he apna sara bonus har k wapas chalay jaty hein.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2042 Collapse

      forex ki taraf aj kal kafi log a rahey hein lekin kamyabi is lie un ko nahein milti kun keh wo aik tu knowledge gain nahein kertey aur laluch kertey hein
      • #2043 Collapse

        I agree with you that many peoples daily trade in forex trading market and very little peoples successful in forex trading market because it is very risky market as well as margin of profit is very high in it we can minimize our risk element with better knowledge and techniques.good.......
        • #2044 Collapse

          yh baat true he 100% ke forex ko log boht tezi se or khusi khusi join kar rahe hote hen lakin jab woh work karne lagte hen toh phr kamyaab nahi hote or woh phr forex ko chorne ka soch lete hen or iski bari waja yh be he ke woh market ko learn kie bgair kam karte hen or loss hota he phr
          • #2045 Collapse

            yaar bahi jaan saray ka saary new traders ko stratting main is business ka baray main itni info nai hoti jis ki wja say woo is maon aapna start main sara capital loos kar datay hai un ko chahya kai unhoo nai jo kch learn kiya hai us ko use kar kai trading karain oor greedy mat karain oor full prepare ho kar trading karnay ki koshish karain . oor kabi bi bger planning ka trade mat karain
            • #2046 Collapse

              is ki sab say bari waja hay kay information ka no hona or ager aap without practice koe bhi kaam karain gay to nuksan uthain gay
              • #2047 Collapse

                Dear all pakistan forex forum members Asslamu allikum wa rehmatullahi wa barakatihi janntt halalahu wa dozkh haramahu bhai ne acha keha hai apnay experience kay mutabiq bhai main ap se agree hon magar main to yahi kehon ga kay jo kloi bhi trade main ata hai wo ak dam hi is ka master nahi ban jata usay mehnnt krnay ki zarort hoti hai..........
                • #2048 Collapse

                  Successfull log wahi hotey h jo yaha hardworking or plannings k sth kam krte h
                  • #2049 Collapse

                    Noor shb sub sy bari wajaa Forex m naakaamyaab hony ki kaam ka naa seekhna or apny andaaz sy kaam ka kerna hy is wajaa sy
                    • #2050 Collapse

                      ye bat bulkul thek ha k kuch log forex ko sirf loss ki waja se bhag jate hi kun k un ko malom nhe hota is waja se wo loss ke waja nhi jante bs waja dhondne se koe forex se nhi bhage ga
                      • #2051 Collapse

                        han ye to hy k bohat kam log forex main successful hoty hen kun k unhen is ki sai tarhan sy knowledge nai hoti or wo mistake k bethty hen
                        • #2052 Collapse

                          As a tarder it is very god for you to try and make good analysis when you are in this business so that you will be able to grow your account at all times
                          • #2053 Collapse

                            g dear mary kghyal me to as forex me log as leya kamyab nai hotay hay qk as k bary me learning nai kartay hay or as k baghar he kam ko start kar datay hay to losds ho jatay hay
                               
                            • #2054 Collapse

                              Bht sy logo ko forex k vary mein pta ni hota r air jis kam k vary mein koi knowledge na ho to us mein profit kaisy ho sakta hai . knowledge na Hong ki wja loss hota hai aur log forex chor dairy hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2055 Collapse

                                g han is business ko purey world se log join kar rahey hain aur is main bohot hi ziada log fail ho jatey hain jo lack of knoweldge and experience ki wjha se enter hotey hein woh is main kabhib hi succesful nahin ho saktey hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X