Indicator ko Humesha us k rules k sath follow karna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    bilkul ye bat such h k indicator ka expreince hona bhot zarori h or m sochta ho kjesy is ka expreince hoga wo loss nh kar skta khas tor p trading p loss nh kar skta brothers hamy chaye k ham indicator k ruls ko sajhna chay sub sy phely
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      BBilkul ham agar apney trading main indicator use kar rahayhan to hamain is main is kay rules ko b porey tarha follow karna chheya or is key khalaf warzey nhe karney chheya . is say hamain loss b ho sakta ha .
      • #273 Collapse

        g dosto forx me hmay apny exprince or work k sath mind ko istamal kr k forex me trade krna chahey forx tools to just hmari rhnmai krtay he in ko just apni planning or soch k sath forex me work krna chahye
        • #274 Collapse

          indicators ko samjana forex ma kam karna ka lia boot zeda zarori hain agar hum indicators ko learn kar late hian too koi waja nai ha k hum forex sa earning hasle na kar sakain. faraq sirf ya ha k hum ko achi site nai milti hain jin sa hum indicators ko learn kar sakain. agar ap ko achi site milti ha jis ka indicators ka result acha ho too ap ko is par kam karna chaye or indicators ki madad sa hi trade karna chaye ya sab sa best method ha forex ma kam karne ka.
          • #275 Collapse

            g bhai g hum ko indicator ko hamaysha use kay rules kay mutabi hi use karna chay bhai g ya hi best way hai bhai g aur nice way hai bhai g very very nice hai
            • #276 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
              Members bhout se newbie and old trader complains karty hain k indicator se un ko faida nahi hota or woh loss mai reh jaty hain indicator use karny ki waja se.Jab k ager trader indicator ko mukamal un k rules k sath follow karay ga tu woh indicator se market k trend ko behtar samaj sakta hai.or trader time frame ko behtar use kar k long and short term trade kar skata hai.
              i think we should not use to indicators according to the rules i am agree with you brother because we should know about trading if we will be able to do trading then we can use it very easily otherwise we should not use indicators.first we should learn about all functions of indicators then should use it.
              • #277 Collapse

                jee modeator bhai ap nay thk kha hai kisi b indicator ko hume chahye k hamesha he us k rules ko sath use karna chahye pehlay hume chahye k hum us ko seekhen k kesay ye kam karta hai us k bad me hum koi aur kam kare aur us ko samjhe.
                • #278 Collapse

                  yes forex main koi indicator used karye us ko first learn karye indicator ka barye main hum ko achi trah sa pata hona chayea ap kisi be indicator ko used kar laye us rulles ka hisab sa used kary jis rulles sa indicator bana ho pher ap us indicator ki help sa zaroor earn kar payeo gaye
                  • #279 Collapse

                    forex trading me indicatiors ko use krne se boht hi benifit hota he lekin indicatiors ko use krne k kuch rules bhi hein agr in ko follow na kiya jae to to loss bhi ho skta he is liyte pehle indicators ko smjhna chahiye indicatiors se hi humein markete ki ovement ka andaza ho jata he ..
                    • #280 Collapse

                      bhai jee forex mai indicator ko Humesha us k rules k sath follow karen gy to apko loss hoga kun k indictor koi human nhi hai.... or hn forex mai indicator use karne k leye bhi apko trad ana chahiye warna ap indcator bhi use nhi kar sakte thek se???????
                       
                      • #281 Collapse

                        trading karnay kay kay indicators buhat hi achay tools hain indicators kay bena trade karna kafi mushkal hota hay aur forex mein en kay buhat hi ziada ahmeeat hay forex asal kaam hi un ko samjhna aur un ko use kartay howay trade karnay say nafa hota hay.
                        • #282 Collapse

                          nhe my dear friend is k yahni indicators k koi rules nhe hota han ye ap ko information data hain k ab market k moment kaha hai or ab kaha jye gi ok dear friend
                          • #283 Collapse

                            agar ham koi indicators use karin tu hamain us k rule ko bhi follow kara chahiay.is tarah ap siraf aik indicators use na karin.balkay aik k saathsaath 4 ya 5 use karin.aik dhooka day sakta hai.
                             
                            • #284 Collapse

                              bhai jee indicator jis ne bhi bane hote hain wos ne is ka khas tarika istimal diya hota hay agar aap wos taran wose use karo ge aur wos ke sare rules ko folow karo ge to hi aap wos indicator se profit earn kar sakte ho warna to aap ko loss ho sakta hain??????
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                                Members bhout se newbie and old trader complains karty hain k indicator se un ko faida nahi hota or woh loss mai reh jaty hain indicator use karny ki waja se.Jab k ager trader indicator ko mukamal un k rules k sath follow karay ga tu woh indicator se market k trend ko behtar samaj sakta hai.or trader time frame ko behtar use kar k long and short term trade kar skata hai.
                                yes . log indicator ko proper study ni krty or bs jst indicator dkh k apni investment kr dyty hn wo market ka trend ni dkhty situation ni dkhty js indicator py trust kr k invest kr dyty hn ye risky hy indicator k sath khud bi sochna chaheay .agr ap ruless fllow keryn to kbi loss na ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X