Indicator ko Humesha us k rules k sath follow karna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Let us in the form of a graph is basically based on the future market value the previous values of market indicators formula is known. This chart shows the graph, and a new window at the bottom of some time works. First of all, they work to learn how to apply. Indicators are useless without knowledge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      Brother, baat asal may yeh hay keh koi bhi indicator perfect market status show nahi karta, aur saray indicator whi show kartay hain jo market already kar chuki hoti hay, aur jo agay ki prediction daytay hain wo average ki bunyad par daytay hain, indicators par dependent na ho, bohat saray aisay indicators hain jo baaz dafa ghalat indication kar rahay hotay hain. aur nuksaaan uthaty hain bohat zada
      • #228 Collapse

        HI,,Indicators are in essence mathematically supplements which often reveal upcoming value regarding market based on the preceding beliefs regarding market such as equity graphs. The item functions for the chart and many time present down below the particular chart in a very brand-new windows.
        • #229 Collapse

          g bilkul me b yahe smjta tha k indicators faida ni dyty lykin ap ke post parh k smj m aya hai k hum isko rules ky mutabik follow he ni kr rahy hoskta hai siley hum loss me rehty hai m yah guzarish krun ga k ap please ak indicators ko mukamal explanation ky sath bta dain taky usy faida hansil kia ja sky
          :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
          • #230 Collapse

            nice question hai bhai g indicator sey bhai g trading may lose be ho sakta hai aur bhai g indicator sey hum achi trading be kar saktay hai lakin mara mashwara hai kay hum ko zayada tar news kay signal par trading karna chay bhai g is may hi hamara faida hai
            • #231 Collapse

              I think that indicators are basically mathematically formulas which tell us future value of market based on the previous values of market in the form of graphs. It works on the graph and some time show below the graph in a new window. To apply first learn how they work. Without knowledge indicators are useless
              • #232 Collapse

                main na kafi indicator ko used kar raha ho but her indicator acha nahi hain koi be market exist dirction ka barye main nahi batyta hain proper market ko smjyne ka laye muje to abi koi aysa indicator nahi mila hain jo her trah sa theak ho bus thora bohat andaza laga kar trade karta ho
                • #233 Collapse

                  yea wrong hoga agar ap forex mai indicator ko Humesha us k rules k sath follow karen gy to apko loss hoga kun k indictor koi human nhi hai.... or hn forex mai indicator use karne k leye bhi apko trad ana chahiye warna ap indcator ager indicator indicate kar raha h abuy ka trend ha to buy karo ager sell ka keh raha ha to sell karo... isi main app ka fayada ha..
                  • #234 Collapse

                    ji hn bhai apki bat bhi thk he trading ko seekhna smjhna bhi kafi mushkil he qk ham trading ki knowedg ager propr treeqe se len tu ham kafi expert bhi ho sakhte hen qk trading koi aam busnis nhi he is em tu hamen profit bhi hota he and kafi loss bhi hota he is liye indicator ko smjh k kam krna hamare hi faide k liye he
                    • #235 Collapse

                      forex trading me bht se rules hen aur hr trader ko unhy follow kr k he trading krni parti hx agr wo esa ni krty to unhy faida ki jga loss uthana parta hx isi trah indicators ko use krne k b kch rules hen hmei unhy follow krna chahye tb he humei is se faida hoga
                      • #236 Collapse

                        forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee
                        • #237 Collapse

                          Forex trading business mai lose ki aik hi bri waja hoti hai . knowledge ka naa ho na . agr aap achy trader bnn na chahty hai . to learning or practice bht hi zaroori hai . or khass kr indicator ka used yh bht hi zaida important hai forex trading ky plate form mai . indicator ka used bhi aik skills hai agr aap sikhh gay . to aap ko bht support minly gi market mai . so mai yhh kaho ga forex ki learning ky sath sath indicator ka used bhi aam kry .
                          • #238 Collapse

                            G haan rizwan bhai mai b aapke baat say mukamal itefaq krta hu k traders yhn bht say kehty hain k indicators ko use krny ka koe faida ni hota to unko yeh pta hona chaiye k indicators ko use krny ka faida tbhe hai jb aap indicators ko us k rules k mutabiq follow karen
                            • #239 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: decentsoft786
                              yes ofcourse if you are trade with indicators the we should be learn that indicator first because there is not any perfect indicator and every indicator should be send allot of fake signal so we should be learn and filter the fake signals.
                              yes her indicator kaam kerny ka tareeqa hota he or hamein us ko learn kerna chaheye keon her indicator buhat sarey signal generate kerta he hamein fake signal ko ingore kerna perta he ney tu hamein buhat loss ho sakta he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                forex mai indicator ko Humesha us k rules k sath follow karen gy indicator k bary main ye nahi kaho ga k app indicator ko 100 % right samaj kar trading karo

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X