forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1051 Collapse

    dear friends forex treading mein loss bohut aham hai q ke loss se hi hum experience hasil karty hai or next time hum treading mein wohi mistake avoid karty hai or profit hasil kar lety hai easily
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1052 Collapse

      Forex trading me loss ki bht zyada importance hoti ha kyun k ye aik asa business ha jis me hmen jb loss ho tu hmen apny loss se experince hasil karna chahye tb hi hm is business me success hasil kar sakty hain or loss k waqt hmen ghabrana nahi chahye balky sbr se kam laina chahye
      • #1053 Collapse

        g han bilkul kisi bhi business mai jahan faida ho ta hai wahan loss bhi hota hai isy hi business kehty hain forex trading mai bhi loss ki ek aham importance hain islam mai business ya trading begair loss or profit sy nhi ho skti.
        • #1054 Collapse

          jee bhai jaan aap ki baat theek hai but loss hota ku hai es ki kya waja hai merey khyaal sey apni investment k hisaab sey bari lot size lagana ya emotional ho jana ya market ko analyze na karna trend ko na samajhna signals na pakarna to bhai jaan apni en ghaltiyon ko theek karna ho ga humein ...
          • #1055 Collapse

            salm bhai jan main to samjta ho0o k bhot hi zada importance ha trading main loss ki jitba log mistake or loss sy sihkty ha or koi chiz nai un ko0o sihkny k liy is liy loss ki bhot importance ha ...
            • #1056 Collapse

              Dear forex mai profit b hy aur loss b hy ye tu ap pe depend karta hy na k ap es business se sirf profit lena chahte ho ya loss karna chahte ho ya loss karna chahte ho...
              • #1057 Collapse

                dear agar to humf orex main loss karty ha toh umain is main earning kary to humain chhay kay hum is main proper way sy kaam kary to theak hoga is main loss ko sekho
                • #1058 Collapse

                  dear g han forex k business mein loss ko bohat zyada importance hasel hen aur ager ham apni loss ki mistakes ko learn karen gay to phir hamen zaroor ek acha trend aur knowledge mil sake ga
                  • #1059 Collapse

                    Forex trading me loss ki bht zyada importance hoti ha kyun k ye aik asa business ha jis se hmen apny loss se experince hasil karna chahy kyun k agr hm is business me loss se experince hasil karty hain tu hm profit ki taraf ja sakty hain ..
                    • #1060 Collapse

                      jee jee janaab aap ki baat bilkulntheek hai mera bhee maan'na hai kay loss ki ghalation ki forex trading mein bohot bohot importance hai hamain iss say sabak laina chahiye or aainda wo ghalati nahin karni chahiye
                      • #1061 Collapse

                        loss toh hota he jab hamko samaj nahi hoti or iski yhi importance ho skati he ke jab ham loss karte hen toh phir hamko apni galti ka ahsaas ho jata he ke ham ne kia galti ki he or kis waja se ki istrah ham usko phir theek bhe kar skate hen istrah loss se hamko learn karne ka moqa milta he
                        • #1062 Collapse

                          assalamu aylakum dear friend forex trading me loss ke importance boht zyada he boht se member ye puchte he ke loss kaha jate he forex mea jeyse benifit milta ha use tarha loss bhe hota ha aur us waqt ap is ko control bhe nhe kar sakte ha
                          • #1063 Collapse

                            lack of ability to predict is something that comes with experience more than anything else. So it is not really a problem for newbies however still it can be counted as a major problem. Because if you don't know what is going to happen then ho can you start the trade. But even if you don't have the great ability yourself but still as a trader you can take the help of different tools and resources available to overcome this problem. This mistake can be very easily corrected using proper tools and techniques.
                             
                            • #1064 Collapse

                              Loss is an important thing in Forex trading because it is the only thing that gives us a chance to learn more things about Forex trading, and then we get more experience in Forex trading market.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1065 Collapse

                                loss hota hai kai logon ko hota hai aur loss is waja se hota hai ki ap mistakes karte hain aur trade gahalat side per lagate hain ap is ko pehle sekehn phir is main work karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X