forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    zindaghi me loss ki ya fail honay ki ya phir nakami ki ahmiyath bohth zyada q k naturally jo bhi koi naya kam join kr letha he wo is me loss zaroor katha he oor kehthay ke hr nakami kamyabi ka pehla zena hotha he tho ager hm forex trading me nakamiyo se seekthay jae tho phir tho hm ak din profit karna shoru kr dethy he
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      jab bhi ap ko loss ho us ghalti ko daikh lain aur note kar lain k ap ney wo ghalti dobara nahi dhohrani hai is sey ap ko sabaq milega.
      • #1023 Collapse

        bhai je loss ki bauth importan hai is se humay seekhanay ko milta hai aur jo nahi seekhta us ko aur zayida loss hota hai
         
        • #1024 Collapse

          LOss is often a segment connected with business. my spouse and i need for you to know through loss. when i need to look for OUR your own reason regarding loss IN ADDITION TO solve your current lacks. and then i is usually success in forex business.
          • #1025 Collapse

            dear bht loss hota hai hmy chahiyeh k trading krty hain hmy chahiyeh k zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hain hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnay kry tub e kamysb kr sjty hain or loss bht acha hota agar recover ho jata
            • #1026 Collapse

              loss too har kam ma hota ha kabi zeda hota ha or kabi kam Forex main loss ke causes ko jan'na or samajhna hi aap ko next time iss loss se bacha sakta hai so is ki importance se inkar nahi kiya ja sakta iss liye pehle se apna target set ker k or peoper plan ker k apni trading ka
              • #1027 Collapse

                in the forex tradinf you can make the impotant thing which are they tou need to cntol the emotions and aslo the greeds and so increase yoru knowledge inthe trading.......
                • #1028 Collapse

                  forex trading ho ya koi bhi kam ho loss ki bohat importance hoti hy kyun k insan galti sy hi seekhta hy agar insan sy galti na ho to wo apny ap ko perfect samjhta hy lekin koi perfect nhi hota
                  • #1029 Collapse

                    yeah! brother forex trading ma loss ki importance bhot zyda hai agar apko kisi trade ma loss ho hi jata hai tw ap ko loss hony ki waja sy acha khasa experience ho jaye ga but kuch khony sy hi insan kuch sikhta hai or ta ja k apni manzil ko paata hai
                    • #1030 Collapse

                      forex main loss ki bhi bohat importance hai kun.ka jab hame loss hota hai to bohat sari learning ham loss se kr sakte hain laekin.ham.aesa nahi karte hain.is lie hme zyada se zyada learning apne loss se karni chahie
                      • #1031 Collapse

                        mere khayal man forex main loss apki kamyabi ka phla qadam ha aur ap isi loss ayr mistake sy bht kuch learn krty hn aur next time usi galti sy ap dobara kbi loss ni krty hn
                        • #1032 Collapse

                          There is no any guarantee of earning in other online business where as Forex can guarantee your money back with profit if you manage to work hard. This doesn't mean that earning in Forex is easy, earning has always been difficult here so if you really want to earn by online its better to choose Forex rather others.
                             
                          • #1033 Collapse

                            Forex asal men am business he or business men loss to hota he lekin ap KO bht kuch sekhne KO milta he jis se ap ka experience bhi barhta he.
                            • #1034 Collapse

                              g han u are right hamen loss se kaafi kuch learn hasil karne k liay milta hay loss se hamen apni ghalti ka ahsas hota hay or hamen uss par control kar k easily kamyab ho skte ahin .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                forex trading me apko loss ki bohot zyada importance hai kyuun k jab apko loss hota hy tu apko is baat ka yakeen hota hy k app ne kahan pe mistake ki hy aur app ko ye bhi andaza hota hy k apko kab kesa trade kerna hy aur kis flow me kaaam kerna hy .,.,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X