sabar ka phal metha he hota hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    this is true that sabar ka pal meeta hota hai .q k forex is a business in which tolerance is very important and for that you need to get the special education on the tolerance that why forex need this . because in forex you emotion get arise and you stop trading which give the lose
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      bilkul mein to es baat se 100% agree kartee hoon ke forex mein to saber ka phal waqee meetha hota hai kiun key ager hum ek baar he buhat sa earn kerne ke chker mein high volume ke lot se trade open karengey to humein 80 % loss ke chances hote hain lakin ager hum dheere dheere kaam karengey to hamre loss ke chances sirf 10m% reh jate hai aur still forex mien reh ker kaam kerte rehte hain
      • #708 Collapse

        g haan saber ka phal mitha hi hota hai or forex ki duniya mai ane se pahle hamen saber ka rakhna bht zaruri hota hai qk forex ak risky business hai or loss bhi hosakta hai or profit bhi
        • #709 Collapse

          g haan saber ka phal mitha hi hota hai or forex ki duniya mai ane se pahle hamen saber ka rakhna bht zaruri hota hai qk forex ak risky business hai or loss bhi hosakta hai or profit bhi
          • #710 Collapse

            Haan bhai sabar ka phal metha he hota ha per jo log greed krty hain or normal profit per trade ko close nhe krty unhy just loss he face krna padhta ha.
            • #711 Collapse

              Yes you are right, i agree with you. Sabar ka phal hamesha hi mitha hota hy, isi liye agar hamen trading main kabhi loss bhi hojae to hamen chahye k hum patience sy kaam lain. or mayus na hoon.
                 
              • #712 Collapse

                jee dear jab ap market ami aik achii position pe trade open karte ho tu ap ko cahhiye os k bad ap wait karian tab tak jab tak ap ki wo trade ap ko acha profit na de jaye agar ap jald baqii karian gain tu ap ko loss k elawa kch nhn ho ga,,,
                • #713 Collapse

                  hum ko patience k sath kaam krna chahiya koi jald bazi nhi krni chahiya istrha hamara he nuqsan hai or agr hum patience k sath trade krty hain to market agr hamary mukhlif hai to kisi point py hamary trf b ho gi
                     
                  • #714 Collapse

                    je han forex trading may bhi sabar ka phal metha hota hay kyon kay apko sub say pahlay learning karni hoti hay is kay bad apko trade ki knowledge laina hoti han or apni ability ko trading may stimal kartay hay is tamam process may time lagta hay laikin is sabar azma time kay bad jab ap trading start kartay han to woh aik experienceable trading hoti hay jis say apko achi earning hoti hay
                    • #715 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aries18 پيغام ديکھيے
                      forex trading risky business hain isme profit and loss dono he hota hain.. isliye hume chahye hain k sabar k sath kaam kare juld bazi aur greed se kaam na karen ye loss deti hain...
                      han ji bhai jan is mn ap ko sabar karna chahye aur ap ko chahye k ap is mn wait kar k entry dalen aur jaldbazi mn koi ghalat faisla na kar len
                      jis sy ap ko loss ho
                      • #716 Collapse

                        forex trading mn patince bht hi zroori cheez hy bht sy log srf isi wja sy loss krty hn k wo jald bazi mn r greed mn a k trading krty hn aesa ni krna chaye ap jitna easy aur sabr k sath kaam kro gy apko faida b utna ziada hoga
                        • #717 Collapse

                          o sir g ma tumri es bat sy agree karta ho k sabar ka phal hamesha metha hota hai kiun k dear jab tak tum trading business ma sabar sy kam nai leta ho tu tum es business sy na tu earning kar sakhtye ho or na he kamyab trader ban sakhtye ho.
                          • #718 Collapse

                            G han forex trading business main hamen sabar ky sath trading ko handle karna cahhye ta ky ham forex main acchi trading kar saken .forex trading business main jald bazi karny sa loss ho sakta hai or hmarni trading kharab ho sakti hai .forex trading main loss sa bachny kye lye or profit earn karny ky lye sabr karna bohat zroori hai .
                            • #719 Collapse

                              Jee haan yeh baat hamesha say sahee thed aur aaj bhee sahee hai is ka muzaahira hamein forex trading mein bohat jaga dekhnein ko milta hai,kaee puranein traders aisay hein jo market trend ko dekhtay huay aisee currency buy ker letay hein jo bohat slowly grow ker rahre hoti hai aksarloag aiseee situation avoid kertay hein mager old traders savings kay maksad say aisee currency buy ker letay hein lekin just in matter of days woh currency na sirf stable ho jati hai balkeh uski value bohat barh jati hai.aisay meo jab us ko sell kiya jata hai to woh bohat faida deti hai aur saber kay phal ke tarah hoti hai,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                g forex trade bohat riksy business hain is ki market ko smjyne bohat mushkal hain is main jald bazi karne sa hum ko he loos ho ga is laye bari souch smj kar market ka trend follow kar ka is main trade karye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X