Asaan si strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    The easiest Forex trading business as well as the biggest success in the strategy to achieve the right to get your presentation skills as well as experience in conjunction with training on their tasks. You should flourish in the demo, you must only Bill can be smart in the original Bill.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      Brother, Eur/usd ki baat to may maan layta ho, lakin Usd/Cad ko dekha hay ap nay? wo to support ko touch hi nahi kar raha, wo pair to musalsal bull hi chal raha hay, aur kaafi peak par pohanch chuka hay.
      • #228 Collapse

        bhai apki bat bi thk he likn trading tu koi aam bussnbis nhi he is me tu hamen kafi loss bhi ho sakhta he likn ager ham trading ki knowedg rakhy=te hen tu is trh krne se ham trading me kafi profit bhi earn kr sakhte hen qk trading ke profit able busnis he
        • #229 Collapse

          wah g wah kia simple strategy batai ahi aap nain is pr amal ki kosish karain gain umeed hai posiitive result aain gian..... Bohat sukria share krnay ka aap ka .....
           
          • #230 Collapse

            dear main strategy to hai. but i think is main risk kafi ho ga. lekin ap mujy is ka ye bata sakte ho. 10 trade main se ap kay is strategy main kitne TP , Or kitne SL hit howe hen.or sath main ye be bata do . kay ager hum scalping karte hen. to kiya www.instaforex.com hum scalping allow karta hai.
            • #231 Collapse

              Forex ke aik asan si strategy yeh hai k jb b aap jis b pair ke trading kro aap check krlo k aapka currency ka jo pair hai un pairs ke jo countries hain unke economy kis trf jayege ainda aany valy dino mai. Agar economy up jaye to aapko us say profit hoga otherwise lose
              • #232 Collapse

                my dear i think App ki is strategy ko har koi nahi kar sakta hay aur market app ke kene per nahi open aur closed huti hay pr app ko is ki proper money management ke sat kam kare app ko per day prfoit hi ho ga aur app ko koi bhi shortcut strategy nahi laga pare ge main is ko bhi koi elam anhhi kahta hoon forex trading ka kuch acha post do jo kis ko achi sooch de yeh aik kam hay aur kam ka koi tariqa huta hay .well job
                • #233 Collapse

                  main na ap ki post ko study kayea hain muje ap ki post bohat achi lagi hain msin is stratgey ko demo main used karo agay agar is startegy sa msin earn karne laga to main is ko pher real account main used karo gaya
                  • #234 Collapse

                    Newbies ko fhly market ke kch basic smjni chahey baqe small lot use krky unko long term pe jana chahey oor market ko khoob watch krna chahey, so es se unko market ke condition ke pta chal jyga..
                    • #235 Collapse

                      sir asan si strategy ya ha kay agar ap chtay ha kay apko loss kam to sir ap jab bhi trading start krtay ha to ap hamasha los risk rakna chahiye qk agar ham jatna ziada low risk raktay ha to hamay hi profit hota ha qk ziada risk raktay ha to hamay loss bhi ho sakta ha islay haamy aista aista ziada risk bhi lena chahiye
                      • #236 Collapse

                        Yes you can open his trades on candle stick patterns, but you should be more cautious of getting more knowledge on how to be perfect with forex trading and to put your plans
                        • #237 Collapse

                          thanks dear k ap ny hum logon k 7 ye bohat important information share ki hai ap ne yahn bohat logon ki madad ki madad ki hai thanks 4 this Allah paak apko iska azar dyga
                          • #238 Collapse

                            thanks alot sir aap ne buhat hi achi startegy batai hai. is se mujhay buhat knowledge mila hai. mein apni future trade mein zaror isay apnaun ga aur aik ache level ki trade perform kar sakon ga. hamain sab members ko chahiye k jis k pass jo acha knowledge ho vo share kar lay.
                            • #239 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                              Dosto ap ko aik asaan si strategy batata ho, umeed hay keh ap ko pasand aye gi, ksi bhi low volatile pair ko choose kar lain, aur search kar k us ka pivot point, us ka daily ka resistance aur support maloom kar lain, thora reviews parhain aur thora analysis, usi pair ka, ksi aur pair ka na parhna. ;)

                              Us k baad ap apnay meta trader may us pair k chart ko kholo aur horizontal line ki madad say us price par line banao jo resistance ki ho aur jo support ki ho, Ap ko teen support ki prices milay gi aur teen resistance ki, ap nay agar short term karna hay to first nearest price ko layna, ab ap k pass range agai hay, aik support aur dosri resistance ki, current market ko dekho keh resistance say kitna kareeb hay ya support say kitna kareeb hay, agar market mid may ho yani support aur resistance k mid may, to phir short term karo, ksi bhi taraf, aur agar ksi aik k kareeb ho to us sorat may scalping. Lakin scalping bhi kam say kam 5 pips ki karna.

                              Misal k tor par, agar support k kareeb hay to sell ki scalping karna, aur agar resistance k kareeb hay to buy ki. Yeh aik simple strategy hay, in dono boundaries k darmyan trade karnay ki.
                              bhai jan ap ny achi malomat di hn lekin ye new trader k lioye thora sa mushkil hy q k wo is k bary mn itni khas malomat nahi hoti
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                G han friend ap ny aik achi post kya hai thank you very much yeh aik achi asaan or profitable stretegy hai isy agar hum follow karty hain to hum zaroor successful ho skty hain. Mai ap ko appreciate karta hon k ap ny aik acha knowledge share kya hai hum sy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X