Asaan si strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    my best friend apne bhut hi achi thread ki hai man ap ki thread sy agree karta hu my friend apne jo strategy btai hai bhut hi achi hai man is pe amal kroga or is stragey ko follow karo ga or apne friends ko bhi batao ga k wo is pe amal kary i like pakistan forum
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      dear mgahy ap ki strstegy ki samagh hi nai ku k abnhi tak many treading hi nai ki just posting ki jb treding karou gi to tb samagh main aey ga stertgy kaesy batai ha apny
      • #273 Collapse

        Dear aap ki post best hay quen kay may eur / usd or kabi kabar usd / cad ko use karlay ta hone dono pears best hane qune kay low ups and down hotay hane.
        • #274 Collapse

          Market main achi strategy ka hona lazmi hai aur hum in strategy ko dekh kar kafi profit kar sakte hain. Pivot points are good for us. Support and resistance aik achi strategy hai aur is ki badolat hum kafi profit kar sakte hain.
          • #275 Collapse

            men ne khud hi ek staratagies bani hoi hay agr woh kam ker jie to theek hay ni to men or koi bhi bhi stratgies ko use ni klerta hon is men samjhta hon k hum ko sub se pehle apni hi rahnumai kerni chie hay
            • #276 Collapse

              Forex trading main apney tade laganay key leya or is say profit hasil karnay kayleya aik bohat asan or simple strategy ya ha kay ap apney tade kayleya aikpair chose karain or is main apney trade lagainor jab is main ap ko profit milay ato is ko close kar kay aik or new trade laga dan .
              • #277 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                Dosto ap ko aik asaan si strategy batata ho, umeed hay keh ap ko pasand aye gi, ksi bhi low volatile pair ko choose kar lain, aur search kar k us ka pivot point, us ka daily ka resistance aur support maloom kar lain, thora reviews parhain aur thora analysis, usi pair ka, ksi aur pair ka na parhna. ;)

                Us k baad ap apnay meta trader may us pair k chart ko kholo aur horizontal line ki madad say us price par line banao jo resistance ki ho aur jo support ki ho, Ap ko teen support ki prices milay gi aur teen resistance ki, ap nay agar short term karna hay to first nearest price ko layna, ab ap k pass range agai hay, aik support aur dosri resistance ki, current market ko dekho keh resistance say kitna kareeb hay ya support say kitna kareeb hay, agar market mid may ho yani support aur resistance k mid may, to phir short term karo, ksi bhi taraf, aur agar ksi aik k kareeb ho to us sorat may scalping. Lakin scalping bhi kam say kam 5 pips ki karna.

                Misal k tor par, agar support k kareeb hay to sell ki scalping karna, aur agar resistance k kareeb hay to buy ki. Yeh aik simple strategy hay, in dono boundaries k darmyan trade karnay ki.

                sir ap ki mehrbani jo ap ny muj jaisy new joiner ko ye sb btya ha lakin sir me tou itna nai janta k ye halal ha ya hram ha aur me ye b pochna chahta hn k is ma me humy investment krna zorori hota ha k nai aur kia is ma koe tips etc. bhi mil jati ha ka nai jis sa humy ye pta chal sakay k price raise ho rahi ha ya low.
                • #278 Collapse

                  Application ki is actually technique ko har koi fish nahi kar sakta existen aur marketplace application ke kene for each nahi open up aur shut huti existen public relations application ko is actually ki correct cash administration ke sitting kam kare application ko daily prfoit hello ho ga aur application ko koi fish bhi shortcut technique nahi laga pare ge primary is actually ko bhi koi fish elam anhhi kahta hoon forex currency trading ka kuch acha publish perform jo kis ko achi sooch de yeh aik kam existen aur kam ka koi fish tariqa huta existen.
                  • #279 Collapse

                    Brother, I will open one more collection regarding fractals method, because collection I will explain every thing related to fractal method, don't let yourself be worried, nevertheless this specific collection varies via fractals, I have stated a simple way of completely new traders. In Urdu language.
                    • #280 Collapse

                      yes ap ki startegy ko main study to kayea hain but main is ko samaj nahi payea ho main is ko note kar layea main is strategy ko demo account main used karo ga aur is ko samjyne ka kusesh karo ga aagr muje is startegy ko samaj a gai to main is ko pher real main be used karo ga
                      • #281 Collapse

                        Thank you dost ap ne jo bt shair ki ha is se knowledge me izafa hoa mazid ham forex treading ko easy kar skty hein aur achy profit se faida utha skty hein
                        • #282 Collapse

                          that is really simple and that is really workable my friend and i think with him we will earn more and more income my friend and that is to important for us that we will do any think my friend and that is to important for us my friend
                          • #283 Collapse

                            g ha g janb,,,is main koi bhi asn nahi hay startef=gy jnab,,,sary k sary hi pokhi hain janb...app ko shyad na lagti ho jnab,.,.,lekin mujhy lagti hain janb
                            • #284 Collapse

                              G apne sahi kaha asan si strategy wohi hoti ha jo ap khod hi banata ho and khod hi es sa profit earn karta ho jo strategy ap na mention ki ha muja to lagta ha ya kafi tough ha muja to ya easy nhi lagj but it may bi possible ap ka lia ya bhut acha rahai ga is main
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                Intraday trading kay liye aap ne achi strategy share ki hai hum se keh first of daily pivots, resistance aur support levels ko check kia jaey aur market jis price kay qareeb ho to us kism ki trade lagai jaey aur pips ikhathy kie jain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X