Trading mein DIL ki mano gy ya DEMAGH (brain) ki suno gy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    bhai em to mind ki he sunon ga kiun ke trading me mujhse jitna ho sake ga me achey se kamane ki karun ga or business dimaghy se kiya jata hai dil se nahi so me dimagh ki he sunon ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      forex koi lovely game nahe he ke app dil ki mano app ne be practical hokar hamesha frsh mind se kama lena he or trading ke dopraan apni trade per concentration rakhni he warna agar app ka dhayan bhatke ga to app ko loss hosakta he
       
      • #678 Collapse

        dear ye koi love work nahi ha jis mein feeling hoti ha is lye is mein dil k sath work kar k ap loss he loss kar sakty ho is lye acha experience or knowledge hona zarori ha jis sy ap kafi achi trading kar sakty ho
        • #679 Collapse

          forex trading my hamesha apko practicaly kam kara hy to apko hard working or dil sy kam karna zarore hy or hamesha demagh ki mano gy,......kbi kbr dil ki b man le jay...........
           
          • #680 Collapse

            forex trading my practicaly trading k liyay eeperience hamesha practically hasil hoti hai, jahan demaghmani jti hai waha dil ki b mani ja skti hai............depend
               
            • #681 Collapse

              forex trading may risk n return depend krta hai ap k decision py k ap dil ki mano ya frsh mind se kama lety ho.....trading k liyay learning matter krti hai
               
              • #682 Collapse

                mery khayal me trading me dimag ki sunani chahiay bal k dimaag ka istmaal sahe karna chahiay , aur dimag ka istmaal b hum tab he kar saktay hain jub humary pas knowledge aur experience hoga , without knowledge aur experience k hum loss he karain gy. dil ki is liay ni maanani chahiay kiun k ye hamysha dimaag ki ulat chalta hai.
                • #683 Collapse

                  sirf dimagh ki suneni chahiye yani sirf logical based trade kerni chahiye kunki teb hi hum ko faida hoga or hum consistent earn kia kerien ge, ager hum trade mein emotions ko ley ayein ge to ho skta he k hum loss ker baithien or is terhan humara account bhi blow ho skta he
                  • #684 Collapse

                    bro jahan tak mera khayal hai is main ap ko dimagh sai kam laina parta hai jab ap is main dil se kam lo gay to ap ko nuqsan bhi ho sakta hai is liye is main humey trading boht hi samajh kar dimagh sai karne parti hai tab hi hum profit earn kar sakte hain bro
                       
                    • #685 Collapse

                      Mary khayal say jo bhi topic hai us k bary me dimag say soche agar apka dil mutmaeen hai to ap trading achi kar sakty hain or agar dill mutmaeen nahi hai to apki trading best nahi ho sakti jaha 50% dimag ki zarurt hai wahi 50% dill ki bhi zarurt hai for trading.
                      • #686 Collapse

                        jahan takk trading ki baat hy to insaan ko dimagh se kaam lena chahiye kun k mery khayal me dimagh dil se behtar hota hy kisi bhi bisnuss me khua vo koi bhi bisnuss ho so aapko best advise hogii k aap bisnuss k mamly me hameesha dil ki na suno bulky dimagh se sooch karr kaam karo kun k isse se aapka mind bhi set hoga aur ap kaafi hadd takk success bhi hasil karo gy
                        • #687 Collapse

                          forex ak onlinebusinessha sab ka liy ha foex ak achbusiness ha sab is akm ko like karta ha ap be is ma boht pisa kam sakta ho sab ko is ma boht pisa ap be kam sakta ho sab is ma boht pisa ap bekam sakt ho sab ka liy haforex ak ach business ha
                          • #688 Collapse

                            hamesha trading karte hove chand baton ka khiyal rakhe is min dil ki kabhi bhi na mane har waqat dimag se kam le koyonke is me dil ka koy kam nai is ley dimag kinmane
                            • #689 Collapse

                              trading me dil wil nhi chalta forex trading me apko experience or knowledge chahye demagh bhi us waqt kam aye ga jab ap ne kuch sikha ho samjha ho ager apka demagh hi khali hai to kia samjh aye ga, forex ko samjhe or is me success howe ku k forex ek wahid hai jis se hum unlimit kama sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                Trsding success is your brain Forex is very easy business and very profitable when you learn very well in the world many trader forex there main business but at first practice demo account then trade real account so do not pressour your brain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X