mobile trading, preffered or not?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    brother mobile trading to is liay di gai hy kah agar app traveling main hn ya app ko emergnecy kahi jana par gya ho too app mobile par sahi trah sy trading kar sakty hain or apny lgai hui trde ko diakh bhi salyty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      dear freind mery khayal mai mobile say trading karna achi nahi hain as compared to computer.......koin kay mobile mai wo software nahi hain jo computer main hai
      • #408 Collapse

        ye ek bahut hi badiya option hai un logo ke liye jiske pass abhi tak computer ya laptop nahi hota hai par agar aapke pass android ya koi bhi badiya mobule hai to fir aapko computer hi bhi koi zarurat nahi padegi is liye aapko mobile me bhi tradingka software ab milta hai jisse aap koi bhi broker ka forex trding kar sakte hai
        • #409 Collapse

          dear brother posting from mobile is a good option but only in that situation when our approach to our computer is not possible due to any reason otherwise we should follow our computer which is the best source of learning and posting.
          • #410 Collapse

            dear brother assalam o alaikum yr ap forex trading ke business mein mobile par trade kar sakte ho0 ye prefered karta hai lekin mobile par kaam bhot hi slow slow hota hai is liye trading ka kaam computer pr karna ziada behtar hai kiun ke computer apko mobile se achi speed deta hai or kaam karne mein asaani hoti hai apko
            • #411 Collapse

              agar koi trader mobile se trading karta hay to achi bat hay magar wo es bat ka khas khayal raky k net ki speed fast honi chaye, agar net ki speed mobile me slow ho to app kabi b achi trading nahi kar sakty.
              • #412 Collapse

                nahi g bilkul bhi nahi,,, mai si ami jab bhi kam karta hun ,,,tab ayhi humreliy acha hay , hum is mai achy se su ami trading nhi kar skty haynnnn,,,, ku kah hum is mai full apps ni dkh skty ahyn ,
                 
                • #413 Collapse

                  ji han mai ye samjta hon k trading mobile par bhi jaskti hai is mai koi problm nai hai. mgr zada acha hai ap laptop par kare ku k mobile mai net speed ka issue hota hai is lie mobile trading perffered nai ahi.
                  • #414 Collapse

                    i think dear the mobile trading is not the profitable or the preferred for the new traders but the old traders can do it ,because with the mobile you cannot do the analyses the marekt and cannot make the good decision
                       
                    • #415 Collapse

                      bhai trading krny k liye ZYADA SPEED KI ZROORAT NHI HOTI trading k liye taqreeban half mb se bhi kum ki zroorat hoti ha jo k har local netwok ki hoti ha
                      • #416 Collapse

                        g mobile trading se bhi apko acha faida ho sakta hai or ap kisi bhi wakt apni trade ko manage kar sakte ho ye apki bhut help karta hai ye ak best online job hai sab k lea.
                        • #417 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                          brothers waisy tu mobile py trading aik buhut acha option hai ap jaha kahi bhi hu ap trading kar sakte hain laikin masla yeh hai kay mobile par internet slow huta hai aur ap ki trade execute hune mai time laiti hai tu ap ko problem huta hai aur trade exact price par open nahi huti, tu mobielt rading karni chaiye ya nahi
                          bai mobile pr trading bohat best option ha m khud isy use karta ho kiu k mery pas itna time nahi hota ha k har waqt m pc k samny betha rahao is liya m mobile trading b karta ho ye acha option ha
                          • #418 Collapse

                            option tu bohat acha ha laikin har kisi k pas aa bhi smart fne nahi ha aur pakistan main aaj bhi internet bohat hi chawal tareen hai 2 g serice sa page bi bohat low ha .... aur han java mpobile main java script bhi thek nahi hta jis ki wajah sa page ko bar bar reload lkarna hota h
                            • #419 Collapse

                              yar mere khiyal me mobile trading nahi karne chayey koe kay is may aik internet ka e show hota hay k internet speed kam hote hay or dosri yey k mobile par trade krne me bhi bohat preshani hote hay q k mobile or windows kay version me farq zaroor hota hay is lyey apni trade ka risk na lay pc ya laptop par trade kre to bahter hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                dear friends forex tradind aik aisa paltform hai jaha per mobile trading bhe ho sakti hai maslan mobile say login ho kay working ki ja sakti hai sor earning ki ja sakti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X