mobile trading, preffered or not?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    ji hai apse right keh rahe hai lekin mobli pe internet acha is liye nh chalta q k wo mobli hai or mobli computer jisa nh ban sakta or mobli hamri zarorat hai is liye hum mobli rekhte hai us k bager hamara aj kal k dor me mobli ki zarorat hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      trade app kisi b device par kar saktay ho chahey app k pass mobile ho ya computer app trade donu par kar saktay ho
      • #558 Collapse

        ya mob wala kam b ha hai you are right but hum mobile se itni past posting nh kar sakte jo hum es computer se kar rahe hain haan mobile se hum majbori mein kar sakte hain just agarfghf
        • #559 Collapse

          Dhaka dear wasy to mobile ma posting krna acha ka ku ka hum aram sa jaha be bhat ka work kara ga ashane sa kr skta ha but dear hum as ma posting ke limit ka nahi pata na arg hum as ka andaza ho ja ka jo hum post kr raha ha wo 2 lines ka ha to hum as ma posting kr skta ha.
          • #560 Collapse

            ha mobile s ebe trading bohat achi ho jati hai mai be mobile se he us ekeya hai es ka fida ye hai k es mai ap ne har time regular rehna hota hai aur market k sath attach h ona hota hai
            • #561 Collapse

              asslamu alaaikum bhai g bat ye hai k mobile trading emergency k liye hoti hai q k ap kabhi bahir aye ho ya kabhi light chali jaye ya koi aur masla bana jaye ya phir net na chale tab ap us se trading kare
              • #562 Collapse

                ji haan mobile ka aik acha option hai you are right but hum mobile se itni past posting nh kar sakte jo hum es computer se kar rahe hain haan mobile se hum majbori mein kar sakte hain just agar hum kahien chale jate hain to phr hum mobile se kar sakte hain posting...
                • #563 Collapse

                  bhai g wae tu ham computer par trading kr te han lakin mobile par trading krne ka ak fida ye he ke ap mobile par kisi bi jagh se trading kr sakte han.mobile par trading ka nuksanye ye he ka mobile par indicater nahe ata he jis se or be mushkil hote he.
                  • #564 Collapse

                    meray khayal say aap ko mobile say trading nahi karni chaiye lekin agar aap kay pas koi acha mobile hay jis may 3g enable hay to aap us set say trading kar saktay ho kyu kay 3g say net fast chalta hay.
                    • #565 Collapse

                      Dear mobile trading maray khyal say bohat best hay becasue hum kehian say bhee apnay mobile say trading kar saktay hain traveling main hon ya kehian aor, but PC say trading kay liay kisi place per setting karna hoti hay,
                      • #566 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                        brothers waisy tu mobile py trading aik buhut acha option hai ap jaha kahi bhi hu ap trading kar sakte hain laikin masla yeh hai kay mobile par internet slow huta hai aur ap ki trade execute hune mai time laiti hai tu ap ko problem huta hai aur trade exact price par open nahi huti, tu mobielt rading karni chaiye ya nahi
                        mara bhai baat ya ha..............ap mobile pa trading aram sa kr sakta hai mobile pa he ku ap apna tab pa apna pc pa or laptop pa b kr sakta hai..........per is ka zaida fida nhe hai q ke is per easily forum send nhe ho skta q ke mobile per net ki speed ki bhe problem ho skte hai.
                        • #567 Collapse

                          trading aik acha option hai kyun kay iss kay through hum kahin bhi apni trade open kar sakty trading nahe karney chahye q k ap ke baat teak hai aik to internet speed slow hotey hai
                          • #568 Collapse

                            dear forex k business mein ham jesa samjen easy to ham wese he kam kar sakte hen aur ham mobile per ager easy samjte hen to mobile per b trading ker sakte hen aur hum aek acha trend le sakte hen
                            • #569 Collapse

                              well jnab , ap en jo thread kara ehin tu mein iss k baray emin yeh kahoon gee k bai mobile pe tradng ap kar saktay ho magar wahan apko mushkil ho sakty hein due to small screen , baki mein yeh kahoon gee k bai pc is best
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                                brothers waisy tu mobile py trading aik buhut acha option hai ap jaha kahi bhi hu ap trading kar sakte hain laikin masla yeh hai kay mobile par internet slow huta hai aur ap ki trade execute hune mai time laiti hai tu ap ko problem huta hai aur trade exact price par open nahi huti, tu mobielt rading karni chaiye ya nahi
                                brother you and me know about this its take time to trading you use coumpter and laptop when you are in the out of the side you use mobile to 3g it is good for all of us u have no broblam

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X