Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    In chezo ke kese bhi business main koe ahmeyat nae dani chaheya ku kay yea tamam chezain loss ke taraf lay jati haan na kay profit ke taraf lay jati haan. ye wo tammam feelings hai jo kam ko tabah o barbad kardeti hai. toh in sab say bachna hoga kiun ke ye sab achi chezen nahi hai . toh please control your negetive.best of luck with your trading......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      bilkul sahi kaha apna aur jin chezoon ka apnay zikar kiya Greed,Emotion aur low Patience yeh sab agar hum karaingay to hum theek tarha se Trading nahi kar sakaingey hum apnay saray decision greed aur emotions ko mind main rakh kay kar rahay hongay to humay loss hi hoga aur kabhi hum successful Trader nahi ban sakaingey.
      • #768 Collapse

        haan g aik lalachi banda kabi bi khas toor par forex mein achi earning ni kar sakta isay chayie kay agar wo achi earning karna chath atu wo khud thori apnay andar bardast ki himat dalay
        • #769 Collapse

          yar dost apny business main kesa lalach jb k hum khud trading krty hain hamra pesa hamara buy and sale hota hy to phir kesi greed bs apny emotions ka kuch karen......................
          • #770 Collapse

            g bhai ap ney bilkul sahi kaha hai k lalchi insan or sabar na karny wala kbhi bhi forex trading main kamyab nhai ho sakta or hamen kamyan hony k liye sabar se kam lena parta hai q k ic main loss bhi ho sakta hai agar ham ney sabar na kiya to ham business main agay nahi barh sakty.
             
            • #771 Collapse

              dear brother...!insaan ko koshish karni chiay kay zada hawis na kare zada lalach na kare.paisa to cheez hi aisy hy kay is say acha bhala insaan bhii lalach mai ajae...
              • #772 Collapse

                G janab is business me lalach is business ki mot hae, issi tarha agar ap apne emotions control ni karte to fir ap ka Allah hi hafiz hae, ap kabi b trading me success hasil ni kar sakte keun k ap knowledge or patience ke sath trading karein ge fir ap kamyab hon ge is tarha na to ap lot size ghalt lein ge or na ap trade loss me close karein ge tab hi ap kamyab honge.
                • #773 Collapse

                  Ap ki observation buht he achi hy, Q'k normally huta ye ha k log exitement ma aa kr trading k basic rules ko bhol jaty hain or jald az jald handsome earning k chakkar ma apni amount sy hath dho bedthy hain, jb k aysa huna nhe chahy Q'k trading ka basic rule he ye hy k aap apny oper control rakhty huy or market trend ko achi tarha samjh kr trading karen warna losses k khatrat barh jaty hain.
                  • #774 Collapse

                    dost meray khyal main app nay jin cheeson ki nishandahi ki ha main un sab say hundard percent agree karta hon kyun ki yahi wo cheesain hain jo forex bussiness main maximum logon ki nikami ki waja banti hain aur un ki waja say log iss field main kamyab nahi ho saktay
                    • #775 Collapse

                      Friend aap nee achi baat kee hai Forex trading knowledge aur experience kaa business hai aur ess mein agar app koo success get karni hai too phir ap koo apni knowledge koo enhance karna hoo ga aur pehlee candlestick pattern koo study karna hoo ga phir app apnay emotions, greed factor koo control kar sakty hain
                      • #776 Collapse

                        g g dear ap ki bat bilkul theek hai aur mera b ye he khayal hai k forex main greed sy bachna chahiye aur emotions py control karna chahiye. tb he hum achy trader ban sakty hain. q k forex aik business hai is main jaldbazi nahi karni chahiye.
                        • #777 Collapse

                          Forex ek boht mushkil business he or ager is business mein kemana he to hum ko lalch per control kerna ho ga kunki yeh easy business nehi hey, is mein ager hum greedy hon ge to kafi loss kerien ge or ho skta he k hum apna account hi ura dien is liye hard work boht important he
                           
                          • #778 Collapse

                            Greed is harmful for trading.i agree with you.its like a virus.when you trade in Forex you need to be careful.don't try over trade.try to keep control on your emotion,greed and low patience
                            • #779 Collapse

                              g brother ..forex trading main zarori hai ke aap lalach se bachen ye zaror aap ko loss dilwati hai..aur ziada knowledge gain karen aur jaldi ke chakr main ghalat decisions na len soch samjh kar trade karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                Thank you for guaidance brother, ye baat bilkul theek he ke hum lalach, emotion aur emotions ko control ker ke forex ke business me kamyab ho sakte hen. agar inn baaton ka khas kyal rakha jae to hum yaqeenan behter trading ker saken ge.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X