kia forex islam me halal he haram.......
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    Asalam o alaikum... brother forex islam me halal hai kyyun kay isme hum soud nhe lete balkay apni mehnat kay pese lete hain. hum jitni mehnat karte hain hamen wo bonus milta hai aur ye koi gallat kam nhe ha
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      dear ma es ka perfect answer nai dy sakhta ho kiun k na tu ma koi allam ho or na he mujaijy ziada islamic knowledge hai lakin ma itna lazmi bolo ga k es ma success k liya hard working zarori hai or mehnat sy ki hoi earning halal hoti ha
       
      • #438 Collapse

        Bhai jaan yaha agar koi mufti ya kisi aalim ne bhi join kia howa hai to wo hume is baare me bata dain me is baare me kuch bhi nahi keh sakta kiyo ke ye islam ka mamla hai agar mujh se koi galti ho gayi to meri pakar ho jaye gi......
        • #439 Collapse

          forex aik bht acha bussiness hai is se easily learning hoti hai or mehnat kr ke earn krte hain is liye ye haram nhe hai blky halal hai.
             
          • #440 Collapse

            assalam o alikum dear forex islam ma 100% halal ha kyo ka ham is par apne mahnat say posting karta ha or ham ko apni mahnat ka sila he is ma milta ha to ab nam kah sakta ha ka forex islam ma halal ha
            • #441 Collapse

              forex ka business islam ki roo se bilkul halaal hota hy, q ke aisa business jis me sirf profit ho or wo bhi fixed ho wo business halaal ni ho sakta bulke haram hota hy, is ke bar aks aisa business jis me profit and loss dono mojood hon wo halaal hy
              • #442 Collapse

                Bahee forex is halal business, forex me haram wali kon cee bat hy, forex ko tijarat krna kehty hyn, tijarat hamary nabi (saw) ny be kee thee, trading me hum apna mind muse krty hyn na ke koi short cut way use krty hyn, trading me loss be hota hy aor profit be, so trading is halal.
                 
                • #443 Collapse

                  g han dear ye sab islam mein jaiz ha kiyon k abhi forex mein bhe achi earning ki ja sakti ha muslim k lye islam mein swap free account bna kar islamic account use kar k kafi achi trading kar sakty hain
                  • #444 Collapse

                    Bhai har wo Kaam halaal hai jo Kisi ko takleef pohanchaye baghair kisi ka nuksaan kiyee baghair mehnat or emandari Say kiyaa jaye ab Main Koi mufti Tou nahin jo Fatway doun K ye halal hai ye haraam,Being A muslim mujhe is baat par Fakhar hai k Main nay pyaray nabi (P.B.U.H) k passandedaa Tareen paishay yani k Tijarat (Trading) ko Apnayaa hai
                    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                    • #445 Collapse

                      bhai jan jahn tk me is business ky bary me janti hon to bhai jan me is bary me t yehi khna chon gi ky ye ik business ha or islam me business karny say to mana nahi kiya ha or ye to ik halal business ha log is ko join kar ky is say faida utha rahy han
                      • #446 Collapse

                        sir itna tu nahi pata magar mai aapko itna bataon k forex trading ek business hain jis mai profit b hain or loss b or islam mai business karna haram nahi hain is liye forex trading haram nahi hain
                           
                        • #447 Collapse

                          Mujhe yeh baat confirm nahi hai k forex mein earning karna hallah hai ya haram kyun k alag alag logoon k alag concepts hote hain, kuch logoon ne aise fatwe share kiye hain jis mein forex ko haram qaraar diya gaya hai and kuch logoon ne aise fatwe dye hain jis se forex ko halaal qaraar diya gaya hai is lye mein confirm nahi hoon k forex halaal hai ya haram.
                          • #448 Collapse

                            forex trading ko join karnay ka main reason to sirif achi earning hi hay kun kay ye aik best business hay aur log business ko join hi is leye kartay hain takay khoob kama saken .Earning is the main reason of start trading for mine, i think mostly peoples can start trading for earning we have need to learn Forex completely we have need to do hard practice on Demo account also For success.
                            • #449 Collapse

                              is main haram honay wali to koi bat hay hi nahi kun kay agar dekha jaey to trading ka matlab hota hay tijarat or tijarat to karna wasay bhi sunnat hay is liay ye aik hallal business hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                well thora tuff question hai ye to koi mufti hi bata sakta hai k forex bussiness Islam mai haalal hai ya haraam mgr mera point ofview ye hai k is mai bhi mehnat or loss profit dono hai or koi galat bath bhi nai is liye haalal lgta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X