kia ap na forex ko chorna ka kabhe socha ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    bhai jan aisa to nhi soaha khbi kyun k is main profit bhot ha or itni easy earning kaheen nhi hoti aesey itni asani se or kaheen nhi kamea jasakey is liye isko chorney ka socha nhi or filhal koi irada nhi chorney ka kyun k is mai bhi to bhot agey jana hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      Nahi ma ne forex ko chorne ka kabhi nahi socha kyu ke ye esa business ha jis ko ma ne apne dil ma basa lia ha jab tak ma zinda hun tab tak ma is business ko karta rahoo ga or logo ko bhi reffer karoo ga ke is business ko join karen
      • #1278 Collapse

        isko chornay ka sochna bh theek nahi hoga. kyun kay yeh itna easy aur simple hai kay hum isay jab chahain tab karskty hain aur full time nahi to part time kar saktay aur agr humay loss bh hota hai to hum hard working kar kay next time profit bh karsktay hain to isko chorna ya chornay kay baray m sochna bh theek nahi.
        • #1279 Collapse

          me to apni is kam me new aya ho or mujy kam kanry ak mza b a rha ha is ko koi chorny ka koi sochy ga he q easy sa kam ha bus ap ak bar he thora khpty or invest karty ha us k bad ap earning he karty ha mujy ni lgta ak bar is kam me ja jae wapis jany ka nam b ly ga wo
          • #1280 Collapse

            koi be business ho agar os main say ap ko profit mil raha houn to ap kabi be os ko band karnay ka ni socahy gay os kam ko woi log chorny ka sochty hai jin ko is main bhot he zeyada loss hota hai warna to ni....
             
            • #1281 Collapse

              ahse to nahi scho kyun ke is main hammay koi noqsan nahi hai profit zada hai na kam kerne main koi mushkil hoti hai jab time mily hum forex main kam kerte hain is ki waja se hamari life disturb nahi hoti to kyun sochin ge is ko chore ke bare main
              • #1282 Collapse

                main is kam main naya naya houn main nay abi is main say kuch be earn ni kiya hai kun kay main ny abi is ko seekh raha houn kay yeh kasay hota hai agar profit mila to main is ko ni choru ga ni to pher main be kahi aur move kar jahu ga
                   
                • #1283 Collapse

                  profit mily to pher os ko chorny ka koi kasay irada kar sakta hai haa agar ap ko os main bhot he loss hora ho to pher is ko choer dena chahi otherwize is ko chorna bewaqufi say zeyada aur kuch ni hai
                     
                  • #1284 Collapse

                    yeh ek bhot he easy job hai aur is main profit be zeyada hai baki online job kay mukably main so main is baat ko prefer karu ga kay main is ko na choru aur is main kam kar kay os main say profit earn karu//////
                       
                    • #1285 Collapse

                      agar bandy ko profit mil raha ho to wo is ko chorny kay baray main kasay soch sakta hai main to abi is kam main naya naya houn agar mujh to is main profit mila to main to pher os ko kabi ni choru ga.....
                         
                      • #1286 Collapse

                        main is ko kar raha houn main nay abi tak is main say kuch be earn ni kiya hai agar main nay os main say earn karna shuro kar diya to pherr main is ko chornay kay baray mainn kasy soch sakta houn ,,,,,,
                           
                        • #1287 Collapse

                          nahi abhi to join kiya hai abhi tak to nahi socha or shayad aisa sochon g bhi nahi q k is kam ko karne main maza aa rha hai mujhe or knowledge hasil ho rahi hai is kam ki
                           
                          • #1288 Collapse

                            yeh bhot he easy job hai main to abi is kam main naya houn mujhe ni pata kay is mainn kasay kam hota hai laken logo kay comment par kay asa lagta hai kay mainn be is mainn aopni jaga bana lou ga pher kasay is ko koi chory
                               
                            • #1289 Collapse

                              kisi be business ko osi waqat clos keya jata hai jab is main lagataar loss ho raha ho warna business ko akhri had tak chalaya jata hai profit milnay per koi apnay business ko kasay closs kar sakta hai .......
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                Ni brother esa ni hy .main ne esa kbhe ni soacha .aur na he kui smjdar aur aqalmand bnda esa kbhe ker sakta hy .q k ye bht smart buznes hy aur ise krte hue bht maza ata hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X