Have patience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    g ap k pass ager p[atience hai tu app kamyaaab hain ager nahi hai tu app ko forex utha utha k maray ge yhe wajah hai k 95% log is mai loose hauin q k un mai patience nahi hai or wo lalach mai trade karte hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      yes bro me smjhta ho is par har koi success nhi ho skta agar jo mehnat kry ga or risky work kry ga or jo hard se hard work kry ga wo hi is forum me success hone ke chancess utha skta hai...........
      • #288 Collapse

        have patience rakna hee zaruri hey ki key aap ko p[atience sey hee kaam lena hoga patience naa rakney ki wajas ey aap ko faida nahi hoga tho aap agar patience rakkey gey tho aap ko faida bi hoga or aap loss ki nazar seyh bii bach saktey hey
        • #289 Collapse

          g bro forex trading aik aisa bussiness hy jis mai risk hy is liay kisi ko is mai lalach nai kerni chahye jo lalach zyada kerty hy unhe loss b zayada hota hy is liay jitna profit mily utna ly laina chahye or is mai patience bohat zaruri hy wohi log success hasil kerty hy jo k sabar se kam lety hy
          • #290 Collapse

            Forex trading me traders jitna sabar se kam kare gay utna he profit earn kare gay agar trader lalach kare gay or apny experience se ziada earn karny ka sochy gay to wo kabhi profit earn nhi kar sakty.
            • #291 Collapse

              Trading mei discipline or patience do esy pillar hen jinki value ka nadaza nahe lgaya ja skta hey jitney bhe baray traders hen woh sub patience or disciplined hen kyn k in do cheezon k bagahir woh successful ya big traders bun he nahe skty hen is liye hamen is baray mey ghor kerna chaye.
              • #292 Collapse

                ji haan meray khayal mein jiss k paas ziyada ter saber hota hai woh apni forex tarding ko achi tara se ker leita hai mein bhi iss ko bohat hi like kerta hoon aur profit kma raha hoon.
                • #293 Collapse

                  It has never been easy to be patient, but it's probably harder now than at any time in history. In a world where messages and information can be sent across the world instantly, everything is available with only a few clicks of the mouse. Fortunately, patience is a virtue that can be cultivated and nurtured over time. You will be pleasantly surprised by how relaxation and peace of mind can impact the quality of your life.
                  • #294 Collapse

                    ha forex trading me jab bhi aapkokoi trad karte hai to wo trad kabhi turant nahi aapko profit dene lagata hai par aapko bahut sara time bhi dena pad sakta hai kabh kabhi wo time dino me bhi chala jata hai par apako bahut darne ki bat bilkul nahi hai bas apako waiting karana padega tabhi aapko wo trad aapka hai wo profit me aanewala hota hai
                    • #295 Collapse

                      hello dear jii bilkul sachi bat hai forex trading market mian hamy or app sabh ko sabr rakhna chahye agar koi or bhi kam ha to hamy us mian bhi sabar rakhna chahye sabr say hi kamiyabi hasil hoti ha agar ham sabr na kary gay to ham successfull trder nahi ban sakain ge ...
                      • #296 Collapse

                        sb sa phalay ap ko apni skills pa trust kar a trend folloe kar ka trade open karni hoti aus ka pas ap ko patience sa kam lena hota hai ager market loss mein lo tu phr ap ko apnay emotions contorl mein rakhnay hoty warna ap ki misteks aur over trade sa mazeed loss hota
                        • #297 Collapse

                          G bilkul agar hum forex mei success hasil karna chahty hy to humain greed se rehna hoga....q k greed se hum kabhi b profit nai hasil krsakty ..... greed humain alwaz loss hi deta hy.....n 2ns main thng humain alwazz patience se kam lena chhaye jabhi hum kamyab hosaktay hy....jald bazi ki waja se hum ghlt faisla lay skty hy isliya alwaz humain sabar o tahamul se kam lena chhaye rakay hum profit hasil krsaky.....
                          • #298 Collapse

                            Friends trading main haman tab he success hasil hogey jab ham patience say trade karan gay kyon kay trading main loss b hota haor is ko agar bardashat na keya jaya to trading jarey nhe rakhey ja saktey .
                            • #299 Collapse

                              ji haan forex trading main agar ap ko kamyab hona hai to phir ap ko forex trading ko sabaar ky sath krna hoga tb he ap ko forex trading main kamyabi mil sakti hai forex ko hamesha cool mind kay sath he krna chai hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                meray khyaal say ksii bhi kam main hamain nuksaan jab hta hai jab ham wakt say pehle apna target achieve karnay ki try kartay hain or intizar nahi kartay so hamesha sabar say kam lain kion k sabar ka phal hamesha meetha hta hai
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X