Have patience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    bhai jan ap ne sahi kaha k hamein trading mein sabar o tahammal se kaam krna chahiye sbar hi se ham trading mein kamyaabi hasil kr sakte hain jb k woh traders jo apna patience kho dete hai or lalach kr jate hain woh loss kr dete hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      Forex main app ko sabar se kam ko karna ho ga jab app ko loss ho aur app trade ko closed mat kare balke app ko is man wait karna ho ga aur app ki jo bhi demo per practice thi account ko wash hune se safe karne ki wo use karni ho ge .
       
      • #258 Collapse

        g han bhai ham men agr jeet ka jazba he to ham iss jazby ko kaim rakh ker dil lga ker kaam kerty hen hamen iss men buhat sa profit ho sakta he agr hamary jazby sachy hon ham iss men lalach k bagher mehnat kren gy iss lie hamen aik acha trader bnny lk lie hard work krna chahiye taa k ham ko hamari manzil mil jy
        • #259 Collapse

          very nice post
          ap na bilkul sahee kaha hai..forex ma hamisha wohw kamyab hoa hai jis na is ma hard work kia or lalach nae ke q ke lalach har business or trade ko taba kardete hai is...forex ma hamaree pas agar acha experiance ho jo ham achi earning kar saktee hain
          Forex
          • #260 Collapse

            g han practice make a man perfect as u know so practice ky sath thora samjan bi zarori hy ky ap kiya kar rahy ho or kis jaga kam kar rahy ho
            • #261 Collapse

              yes patient attitude is must in forex. because in haste you shall loose. try to understand that thing you don't get single rupee more if it is not written for you.so be relax,have patience and work hard.
              • #262 Collapse

                Assalam o alaikum.. Yes yes its really important to have patience. Business issues may bohat emotional nai hona chahye apko profit and loss domo situations may bht patience ki zarorat hoti hy takay ap apne business may stable raho.
                • #263 Collapse

                  ji han bilkul forex me jald bazi ki aur low patience walo ki koi jagah ni hai q k jo patience ni rakhtay unhain loss hi hota hai q k jald bazi me galat deceision lai laitay hain bina kch sochay samjhay aur bina planing kiye isilye forex me patience lazmi hai achi earning k lye warna loss hojata hai......
                  • #264 Collapse

                    jee bilkul main samajhta hon k forex main greed aur low jazbati logon k lya buhat problems hoti hai yah dono chezain problems aur success main barriers ko invite karti hai lahaza main samajhta hon k is sa bacha jay aur acha trader ki tarhan is sa dour rah jay
                    • #265 Collapse

                      Yes brother aap ke baat theek hay k low patience aur lalich karny waly traders k liay forex forum may koi jga nahe is liay un ko is forum par apna time zaya nahe karna chaiya agr aap nay profit hasil karna hay to aap ko patience aur sabar say kaam karna chaiya aur kabhi bhe greed nahe karni chaiya
                      • #266 Collapse

                        humein sabar se kam karna chahiye or agar loss ho jaye to apny ap ko kosny ki bijiye apna weak point find kar k us ko strong karna chahiye or us galti se sabaq hasil karna chahiye........forex may trade karty hain to hamy greed ko avoid kar kay patience say work karna chahiye ta kay ham easily success hasil kar saky gay..
                        • #267 Collapse

                          Once we develop good characteristic we will be able to have good attitude which is very much important in forex trading business, because emotional control is also of great importance in forex trading. Besides learning the strategies and other basic things we have to learn about forex, we must learn to listen to advice and tips from other traders that have more experience and from websites with tutorials about forex.
                             
                          • #268 Collapse

                            ji haan meray paas tou patience hai aur mein apni tarding mein patience ko zaroor use kerta hoon iss tarah se mein baray loss se bach jata hoon aur acha profit hasil ker leita hoon.
                            • #269 Collapse

                              us shaks ka trading kar nay ka koi haq hi nai or na hi koi wo kar sakta hai jis ke pas patience nai hai. mere pas khud sabr karnay ki salahiat nai thi or main confused hojata tha lekin ab main koi entry loss main jai to sabr se kaam leta hun chahe entry jitni b loss main jai or sath aksar hedging b karta hun tak k kuch to recover hosake.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                patience is very important to learn forex trading . without having a good patience we can not gain profit from forex trading . work properly in forex trading patience is very important .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X