what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

    hamy rsi indicator ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is main acha profit hasil kar sakty hain rsi aik acha indicator hain hamy is ko experience or knowledge sy he use karna chahey yai aik famous indicator hain hamy market ke movement ko dakth kar is main paisa be invest karna chahey pher he hum is main acha profit hasil kar sakty hain agar hum poor hain or hum is main pasia invest nahe kar sakty to hamy is main full time kam karna chahey ta ky hum is main acha bonus hasil kar saky or hum bonus par trade laga kar acha profit hasil karty hain hamy kam karny ky har aik asol ko pora karna chahey pher he hum is main successful trader ban sakty hai or market main agy bar kar pasia kama sakty hain hamy is main daily he kam ko pora karna chahey yai aik wase karobar hain hum is main jitna be kam karty hain yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hamy is main daily he kam ko pora karna chahey agar hum kam ko pora nahe kary gy to hamy is ka bonus be acha nahe hasil ho ga yai asa karobar hain jo ky usa or china jasy bary bary mumlik main be pahl cuka hai hum is ko apna life time career be bana sakty hain hamy is main confidence sy kam karnan chahey kue ky hum over confidence sy hum loss he karty hai hamy loss ko katam karna chahey ta ky hum is main agy bar saky yai aik asa karobar han jis ko hum aik din mai nahe samj sakty hamy rsii indicator ko kabe be ignore nahe karna chahey yai east or west main famous ho cuka han hum is man bagar pasio ky account bana kar kam karty hain
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

      Relative strength indicator (RSI) Indicator aik eisa indicator hai jo apko market mein different situations kay bary main indicate krta hai is ka 2 level hoty hain jo kay 30 or 70 hoty hain jo apko oversold position or overbought position kay bary main properly indicates krta hai jski basis pe ap aik achi buy or sell ki entry lay sakhty hain aur jab ap is indicator ki baat krty hain tu ya aik technical indicators hai jo apko markit ki oversold aur over bought position py aik achi trading entry karny ki planning deta ha Relative strength indicator ko Jab Ham chart ke andar Lagate Hain to niche Ek new window banti hai uske andar yah RSI indicator show hota hai ismein reading zero se 100 Tak hoti hai Oversold aur Overbought ke liye 30 se 70 ko buniyad Rakha jata hai agar price 30 se niche ho to buy ke chance hote hain aur Agar price 70 se upar chale Jaaye to market k sell hone ke chance Jyada Hote Hain Is indicator ke andar Ek line hoti hai jo is Jo chart Ke Niche Ek new window ke andar hoti hai yeh line zero (30) se hundred (70) reading ke Darmiyaan movement karte hain yah Hamen Ek Achcha signal provide Karti Ha jis sy hum apni trade ko buy ya sell mein Apply kar sakty han

      Thanks.
       
      • #48 Collapse

        Re: forex market mai RSI indicator ka use ?

        RSI Indicator Ko trader Different Way kay Liy Use karty hain iss Liy Kay Ye ak Momentum Indicator hai or Aisy Indicator kay use Kay Liy aap Ko Acha Kowledge be Hona Chaye ku Kay Market Main Aisa Indicator Ko use kar kay ap Apni Power full Strategy be Bana Sakty hain or Market Main Ak Correct Signal Be Lay Sakty hain laekin Jab aap Iss Ko Moving Averages Kay Sat Mila Kar use Karty hain Toh aak Power ful trading Set Up Samny ata hai is Liy jab Be Aisy patter Ko Trade Karna Ho Toh aap Ko Chaye Kay pely iss Ke Achy say Practice Kar Li Jay Ku Kay ye pattern Different Purpose kay Liy Use Hota Hai...

        Scalping

        Dear Mate Boat Say Trader iss main Level Set Kar Kay Trading Karty hain or Iss kay Zrey aap Overbought or OverSold per Trading Kar Sakty hain or Ye Scalping kay Liy ak Best tool hai Ku kay iss Main Markek Main Shot Numbers Of Pips Get kar sakty hain Or Acha profit Gain kar Sakty hain is Liy Dear Fellow aap Is Indicator per practice Karna Ho ge or is Kay periods ke Different Numbers per trading Karna Ho ge or per he iss Ko Real account Per trading Karna Ho ge Toh he Success Hasil Ho sakti hai..

        Trading convergence and divergence

        Dear Mate jab Humy convergence and divergence Trading Karna Hi Toh Be Hum Ye Indicator use kar sakty hain or convergence and divergence Ko Perfectly Trae Kar Sakty hain iss Kay Liy aap Ko apna Trading Style Pely Select karna Chaye Or Us kay Bad He aap Achy Say trading kar sakty hain iss lIy ap Ko convergence and divergence Kay bary main be Perfect Knowledge Hona Chaye Or Practice Or Experience Hona Chaye per He aap Ko Perfect profit hasil Ho sakta hai..
         
        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
        • #49 Collapse

          Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

          Dear members ye aik interesting question hai but app us mian hopeful achy answer ker pain gay forex main technical mt4 indicators kai hai our ye kia role play kerty hian hum un ko kesay learn ker sagty hian our kesay un say ache earning ko our forex ko apny leay asaan bana sagty hain ye humean kia kai information day rahy hoty hian
          Trend: forex indicators us market main iak auto robot ki tarha kaam ker rahay hoty hain jes main ye jes bhe pair pay hum lagaty hain to us main humean trend up hai ya down ya ya change honay wla hai ye bta rahy hoty hain next move kia expected hai ye malomaat day rahay hoty hain
          Support and Resistance : humery pass khuch indicators hain jo k market ki support and resistanc major areas k barey main bta rahy hoty hian
          Signal indicators : khuch indicator humean us main singal k toor pay downloaded hum mt4 min use kerty hain wo humean buy our sell signals arrow our different way main bta rahy hoty hain
          RSI indicator ko expert traders es waja se reliable samjty hey key jab market oversold ya overbought condition me entry karti hay to RSI indicator es condition ko observe kar key technical base par signals provide karta hay, oversold aur over bought condition se market reverse move leti hey esy overbought aur oversold condition jo jab RSI indicator key help se identify kar leya jata hay to buying aur selling orders ki placing karny me traders ko bahot hi asani ho jati hay aur traders esy market key condition se bahot hi acha profit earn karny me kamyabi hasil kar leta hay
             
          • #50 Collapse

            Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

            Assalamu Alaikum dear member aapane Humse bahut hi Achcha question Ki Hai aaj Ham aapke sath Rsi indicator ko discuss Karenge R si ke use se Ham market ko acche tarike se samajh sakte hain forex market Mein different type ke indicator Hote Hain jinhen Ham market Mein trading Lagane Mein use karte hain in indicator ke bagair Ham kabhi bhi market Mein trade Nahin Laga Sakte Hamen pahle in indicator ko acchi Tarah Se samajhna chahie aur fir market Mein trade Lagani chahie Hamen in indicator ko Hamesha follow karna chahie aur free market Mein trade open Karni chahie Hamen ine indicator ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie because in indicator ki madad se market Mein acchi tarike se trade Laga sakte hain aur acchi se acchi earning Hasil kar sakte hain isliye Hamen ehny kabhi bhi ignore nahin karna chahie

            R Si indicator stockist se Kafi Milta julta indicator hai iski reading zero se hundred Tak hoti hai a Yahan oversold aur overbought Ke Liye 30 aur 70 Ko buniyad Banaya Gaya Hai 30 se niche price ho to buy ke chances Jyada hote hain aur 70 se upar price ke sell ke chances Hote Hain R Si main izafi Khushiyan yah hai ki yah trend ki Nishan dahi karta hai agar price 50 se upar Jaaye to up trend ko zahir karta hai agar price 50 se niche Jaaye to downtrend ko zahir karta ha Agari hamare pass in indicator ka Achcha Se Achcha knowledge Hoga To Ham in indicator ko Apne kam Mein acche tarike se use kar Payenge aur Jyada Se Jyada bonus Hasil kar Payenge
               
            • #51 Collapse

              Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

              Dear friends Ham baat karte hain RSI indicator per ke RSI indicators kya hote hain aur FIR lakshman ka use Kya hota hai RSI YANI (RELATIVE STRENGTH INDEX) KE BARE MAIN BATON GA ye bohat hi ziyada istimall hon wala indicater yani signal hai
              jab app RSI ko main chart per lagin to is ko deken agar RSI ka line 70 se ooper hai to ye humen sell ki trade karne ka signal deta hai or agar line 30 se neche hai to buy ka signal deta hai jaisa ke picture me mazeed bataya gaya hai*
              Forex business aik online busines hai. jis main hum trading akrty hain. Forex main risk kay bagair trading nahi kar sakty . forex business realm ain aik risky business hai aur RSI aik indicator hy jo ap ko market ky over bought aor over sold area ky bary may btata hy aor ap es sy apni trade easily open kr skty hyn yh bot he acha helpful tool hy hr trader es ko use krta hy short trade ky ley yh best hy aur forex main rsi aik acah indicators hain hamy i sko achy sy samaj kar use karna chahey pher hi ha kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off ocst account bana kar br kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ya aik world wide business hain aur forex main RSI indicator hain humain es ke movement ko folloe kar kay es main trid lgana chahey market main 70 say ziada indicator hoty hain agar hum es main trid lgain gian yo huma es main eell main lgaty hain or es main humain market kay up or done ka pta chlta hain forex 1 on linw budiness hain es main humain boht he mahnat say kam kar kay bons hasl karna hota hain
                 
              • #52 Collapse

                Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Larib پيغام ديکھيے
                wese tou forex mein bht se indicators hain lekin mein RSI k abry mein jan'na chati hun k isko ham forex ki market mein kese use kar sakty hain kahan use kar sakty hain?
                RSI stands for Relative strength index indicator. RSI k use se ham forex market ko bht achy sy samjh sakty hai yeah indicators hamein indicate karta hai ky market over buy kary gi ya phir over sell kary gi yeh indicators bht useful hai aur forex market ko exactly analyze karny mein bht helpful hai is liye hamein chahiye ky mehnat karein aur specially indicators aur candles stick pattern ka knowledge hasil karein taa k jab bhi ham real account mein trading start karein tou ham loss se bach kar aek bht hi acha profit kama sakein forex aek bht hi profitable aur amazing munafa bakhsh business hai jis mein kamyaab ham tab hi ho sakty hain jab hamarey pas extreme knowledge hogaa forex trading ky liye acha expereince hogaa jo k hamein trade open karny mein bht helpful hai jis ki madad se ham bht acha munafa kama sakty hain.
                Assalamu alaikum dear member aapane bahut important indicator per hamare sath knowledge share Kiya hai jaisa ke a indicators ki important hamari trading ke andar bahut jyada hai isliye ye agar Ham kamyab trader banna chahte Hain to hamen chahie ki Ham indicator ka use behtar Karen kyunki indicators hamen different candlestick pattern ki confirmation aur inke signals ko masjid strong banane ke liye help karte Hain agar hamen har indicator ka use aur uske benefits ka pata hoga to jab Ham market ko analyse karenge to hamen accurate market ko analyse karne mein madad hogi aur hamare trade signal jyada accurate honge aur hamari sari trade profit mein close hongi.

                dear relative strength indicator bahut important indicator hai jo hamen market ki strength ke bare mein batata hai ki current market kab aur kitne a point per jakar reverse ho sakta hai jiska andaza lagane ke liye is indicator ke andar zero se lekar hundred Tak level hote Hain jnd kata hamen market aur sold aur overbought ka signal deta hai.jab market price is indicator ke 70 level se upar ho to yah overbought ka signal deta hai aur trader market ke trend reversal pattern ka wait karte Hain Jo hai Koi reversal pattern banta hai aur uski confirmation hoti hai to trader sale ki trade active kar deta hai. Aur agar market prices 30 level ke niche hai tu yah indicator hamen aur sold ka ka signal deta hai hai jismein trader vate karta hai ki kab market reversal pattern banaye aur confirmation hone per bike ki trade active karta hai.
                Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	27.3 کلوبائٹ
ID:	12333312
                • #53 Collapse

                  Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

                  dear forex member RSI indicator aik leading indicator hai Forex trading Mein leading indicators bohat fast trading signals provide krty hain aur bohat sare members RSI. Indicator ky istemal ko importance dyty hain ta ky fast signals par trading kr KY acha profit hasil Kiya ja sake lekin dear humein koshish krni Chaheye KY hum RSI indicator ka istemal kren ya phir moving average ka humein sab se pehle khud ko us indicator ki information learning aur experience se related strong bnanae ki Har Mumkin koshish krni Chaheye kyun ky kisi bhi I dictator Ka istemal humein us waqat tak faida nahi dy sakta jab tak hum us ko proper SEEKHNY ki koshish nahi kren ge
                  RSI indicator se bhi acha faida hasil Kiya ja sakta Hai lekin is ky liye humein is indicator ky saath saath apni learning aur apny experience ko bhi follow krna ho GA ta ky Agar signal galat ho bhi Jae to apni learning aur experience se ache trading ko possible bnaya ja sake
                     
                  • #54 Collapse

                    Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

                    (Relative strength index indicators)

                    RSI okay use se ham foreign exchange market ko bht achy sy samjh sakty hai yeah indications hamein point out karta hai ky market over purchase kary gi ya phir over promote kary gi yeh warning signs bht beneficial hai aur foreign exchange market ko precisely analyze karny mein bht useful hai is liye hamein chahiye ky mehnat karein aur particularly warning signs aur candles stick sample ka understanding hasil karein taa ok jab bhi ham actual account mein buying and selling begin karein tou ham loss se bach kar aek bht hello acha earnings kama sakein foreign exchange aek bht hello worthwhile aur wonderful munafa bakhsh commercial enterprise hai jis mein kamyaab ham tab hello ho sakty hain jab hamarey pas severe know-how hogaa foreign exchange buying and selling ky liye acha expereince hogaa jo ok hamein alternate open karny mein bht useful hai jis ki madad se ham bht acha munafa kama sakty hain.
                    RSI indicators:
                    relative strength index aik indicator ka title hai jis ko hum apni exchange okay liye use karty hain es indicator important hum market fundamental over offered or over offered okay bary essential pata laty hain jis most important hum stage ko comply with kar okay hum apni buying and selling karty hain jis foremost aghr 30 stage hai tu os foremost hum yah kah skty hain okay market oversold ki type e hal hai jis essential aghr hum alternate karengy tu hmain bearish tredn ko comply with karna hota hai osk horrific aghr market 70 degree par ho tu wo market ki over sold ki kind e corridor hoti hai jis foremost hum apni exchange affirm kar okay apni change lga skty hain jis okay awful hum apni exchange predominant income lay skty
                     
                    • #55 Collapse

                      Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

                      Indicators ka istemal trading mein isliye important hai aur iski vajah yah hai ki members ko trading mein ine ki vajah se bahut acchi help mil rahi hoti hai aur in se help lekar members apni trading ko acchi tarah Se manage kar pa Rahe hote Hain aur ine se help lekar market ko analyse karne mein members ko Koi mushkil nahin hoti aur vah market ko bahut acchi tarah Se analyse kar lena mein successful ho rahe hote Hain relative strength index is indicator ko short term may RSI indicator kahate Hain aur yah indicator maximum members istemal kar rahe hain aur iski vajah yah hai ki yah ek normal indicator hai aur iske alava bhi maximum indicators hai aur unko use karne mein members ko bahut problem hoti hai aur iski vajah yah hai ki members ke pass unko acchi tarah Se istemal Kar lene se related koi bhi achcha experience nahin hota members ko indicators ko use karne ke bare mein bhi acchi information chahie hoti hai aur indicators ko apni trading mein kis tarah Se istemal karna hai yah experience members ko hasil kar lena hota hai indicator Koi bhi Ho usko pahle acchi tarah Se verify kar lena chahie aur uske bad hi usse acche analyse kar lene ke bad members ko koi bhi trade open kar lena hogi lekin members ke liye yah baat bhi important hai ki agar members apni trading ko bahut acchi tarah Se continue kar lena chahte Hain to vah indicators ke use per maximum depend na Karen aur vah apne decisions lekar aur apni trading ko bahut acchi tarah Se continue Karen members jab apne decisions lekar apni trading ko continue karte Hain to is tarah Se members mein confidence bhi develop hota hai
                         
                      • #56 Collapse

                        Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

                        Rsi ka indicator bara mufeeed hota hay contribute month to month presen hai aur outlaw devotion ko uss kay month to month kaam kay mutabiq he trophy Dia Jata hai. collection in conflict with vague by epoch greatest 50 posts aur 4 strings kiye jaa saktay hain aur jo kith apni everlastingly period space ko usually poora kertay hain unhain talk ki taraf charge bohat acha furnish raise Jata hai aobber utna grant homage acchi gaining bhi Hasil karega kyunki Forex prompt ki in bad liking hope hoti hai. Bahut se merchants aise Hain Jo tradeplace karne se pahle kafi tiaha ha the Ram aik dam sy nechy ya upar move forward ni karti ha disobedient wo ahsta benefit karti ha up ya down phr succession ki partner mdestal or exhilarated consider banty han jin ko samjena karta ha Aggression humy in ko samj land to humy further ki pain tahra samj aa charlatan ge is ley humy apny interchange approach ko samjena ho ga or take into account greatest below hinge not worth grown stability ko samjena ho ga is he tahra upar pompous-handed o samjeny gy to replace with karny underlying ahsani ho ge or bavardage very kamyab ho sakty han forex treaty-over amateur interchange masalsal move karti ha or offbeat l low snotty check krna ho to apko sprightly force convey inkling accordingly krty huy kamm krna ho ga sath natural apko metamorphose ky leay take on ko c ga ice hota hai maloom krna hota hai jo look sy mushkil kam hai so attractive Forex substitution necessitous centre aapko yah batana chahta hun retracement list eremite -buoy aapko scalping earn ke liye control karta hai bollinger federate aapko inversion come apprise karta hai iske 3 ribbon render a reckoning for kiye center brand yah teenon profitable hain aapko ismein kafi second mil sakti hai aur aap amain recur ko stay karna both zarori ha dab tak tattle libretto replacemHan to humy disaster hota ha is ley humy ziada sy ziada apna clue or take attain karna ho ga or pattern ko nab karny ki koshish karni ho ge dab yack show hurt tahra civility karny gy atmosphere nib basic operation karny gy to humy ziada fayda ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada behtar arranging or traditions sy quarters-over affirm ho to phr tell issue ki go ko very much samj sakty han jasa k down cycle chal raha ho or firm down abet karti ha assign down banati ha or phr in this planet lofty bananti ha or pk course ka affirm Ni ha to ap ko samj Ni aay ge or ap galt traagar Forex rotation mein hamen acchi nahin karni ho ya hamen acche se take apart karna Ho to hamen chahat ko acche se Sikh leni chahie jaise ke bhai ne further aur hai ki baat ki hai to isko samajhna bahut jaruri hai kyunki jade hamen yah samajh a jata hai to Forex substitunki yah bahut odour there barik nukta hai
                         
                        • #57 Collapse

                          Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

                          Yes dear forex trading ma RSI indicator maximum traders ka favourite indicator hai. Kiu k es ko samajna bhot easy hai. Ye market k bary ma simple or accurate information deta hai. RSI maximum time par reliable signal generate karta hai. Jin trader k pass acha capital hai or wo small lot k sath es indicator ko follow karty hain wo hamesa achy results ko generate karny ma kamyab ho jaty hain. RSI market ki 3 different state ko predict karta hai or trade ko open karny ma trader ki help karta hai. Wo 3 states ye hai.

                          1. Over bought state. Jb RSI ki value 70 sy above move kar jati hai to eska matlab hota hai k market over bought state ma ponch gae hai. Es par trader ko chahe k wo small lot k sath sell ki trade ko open kary. Ye state show karti hai k market ma es time buyers ki ratio bhot zayada hai.

                          2. Over sold state. Jb RSI ki value 30 sy down move kar jati hai to es ka ye matlab hota hai k market over sold state ma chali gae hai. Trader es time buy ki trade open kar k acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain. But hamesa small lot sy trade ko open karna chahe.

                          3. Neutral state. Forex trading ma RSI ki value jb 30 sy 70 k bech ma ho to eska ye matlab hota hai k market neutral state ma move kar gae hai or trader ko es time apny orders ko hold kar lena chahe. Es state ma market zayada dair rehti hai kiu k bhot sary trader es waqat kisi trade ka risk len ni chahe. RSI ki value sy market ko judge karna easy hai but kuch cases ma trader bhot panic ka shikar ho jaty hain jb rsi ki value k bawajoof market apni movement ko jari rakhti hai .
                             
                          • #58 Collapse

                            Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

                            dear friend, RSI (Relative Strength Index) indicator aik bht useful oscilating momentum indicator ha jisay J. Welles Wilder na develop kia, ye technical anaylisis ma use honay wala aik aham indicator ha, ye market ki oversold aur overbought conditions ka taayun karta ha,

                            RSI ko 2 steps ma calculate kia jata ha jis ma sa pehlay relative strength ko calculate kartay hain, jis ma average fawaid ko previous period ki losses sa divide kia jata ha, ye averages thek nhi hongi q k ye back periods par takseem hain, RS ko determine karnay k liay ye formula use hota ha

                            RS= keemat ma izafay ka total + is bar ka izafa / n / keemat ma loss ka total + is bar ka loss / n

                            yahan par 'n' wapsi ki mudat ha, kemat ma izafay sa hasil honay wala total aur keemat ma loss ka total n-1 ho ga,

                            dusray step ma RS ko 0 sa 100 ki range k sath bind kia jata ha jis sa RSI hasil hoti ha, 2nd step k liay use honay wala formula ye ha
                            RSI=100-100/(1-RS)

                            jb kisi pair ki RSI ki value 70 sa above aye to wo overbought ho ga aur jb RSI ki value 30 sa below ho gi to ye oversold condition ho gi, isi tarah buy aur sell signals generate ho saktay hain jb RSI aur pair k darmian positive aur negative divergence hogi, RSI ki center line sa above cross over bullish signal ho ga aur line k below cross over bearish signal ho ga, is tarah RSI bullish aur bearish signals k liay b hmain bht help faraham karta ha
                             
                            • #59 Collapse

                              Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

                              My dear all forex members forex trading main market ko smjhny k liye hum indicators ka use kar skty hain forex market main bohat se indicators hain jin se hum market k according help kar skty hain or os main achi trade lga skty hain forex main aghr hum success chahty hain tu os k liye apko market ko achi trha se smjhty howe apni trading krna hogi jis k sath ap apni trading main acha profit lay skty hain or market ki sort e hal ko smjhty howe apni trading karny main asani ho skti hai
                              RSI indicator:
                              my dear friend forex trading k business main sub se zyda RSI inidactor sub se zyda use hony wala indicator hai jis k bad hum market main apni trade open kar skty hain es indicator main basically hum market main buyers and sellers ki parentage k hisab se apni trade open kar skty hain es indicator main level hoty hain jis main hum yah dekh skty hain k market ki kiya sort e hall hai jis main ap forex main over bought and oversold k sath apni trading kar skty hain or os se hum acha profit lay skty hain es indicator main hum buy or sell ki ratio ko smjhty howe apni trading kar k kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
                              Click image for larger version

Name:	rsi romank.png
Views:	1
Size:	142.4 کلوبائٹ
ID:	12333357Click image for larger version

Name:	rsi romank.png
Views:	1
Size:	142.4 کلوبائٹ
ID:	12333357
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: what are RSI indicators? (Relative strength index indicators)

                                Forex main kamyab trader ban'ny kay liye hamain forex market ki samjh ana zaroori hay. Yani hamain pata hona chahoye keh price up and down q hoti hay. Iskay liye bahut ziada knowledge aur practice ko zaroorat hoti hay.

                                Charts say analysis karny kay liye ham mukhtalif kisam kay candlestick patterns per tajarby karty hain. Jab keh market ki prediction kay liye leading indicators ka use karty hain, in he leading indicatirs main say most common RSI indicator hay jo hamain indicator window main show ho raha hota hay aur ye MT4 app main by default mojud hota hay. RSI kay 3 phases/levels/stages hoti hain.

                                Oversold.
                                Jab RSI ki line 30 ya is say below chali jaye to is say hamain pata chal raha hota hay keh current security main sellers bahut ziada hain aur ye security bahut sell ho chuki hay. Yahan per ham market kay up trend main jany ka wait karty hain. Aur is level pe mazeed sell ya buy ki trade lagany say us waqat tak guraiz karty hain. Jab tak RSI again uper turn na lay tab tak buy ki trade na lagayain. Yani jab RSI 40 to 50 kay darmian ho to he buy main enter hon aur jab tak RSI up jati rahy is main in rahain yahan tak keh RSI again turn lay kar wapas ana shuru ho to he is say exit hon.

                                Overbought.
                                Jab RSI ki line 70 ya is say above ho jaye to ye hamain overbought ka bata rahi hoti hay yani market bullish trend main hay, is liye yahan per hamain na to buy ki further trade lagani chahiye aur na he sell ki trade ko expect kar kay enter hona chahiye, jab RSI wapas hona shuru ho aur price bhi down ana shuru ho to he 60 say is per sell ki trade lagain aur jab RSI 30 ya is say bhi nichy aye to bhi hamain sell say is waqat tak exit nai hona chahiye jab tak RSI again buy main na jana shuru ho.

                                Mixed ya neutral RSI.
                                RSI main aik aisa level bhi ata hay jab ye 45 to 55 kay darmian chalti hay, aur price up and down hony kay bawajood RSI is area say up and down nai hoti, ye RSI ka neutral phase hota hay jis main kisi trend ki samajh nai ati, aisi surat main hamain trade nai lagani chahiye aur jab tak RSI up ya down na aye tab tak trend ka wait karna chahiye.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X