stoploss k bgher forex trading kuch b nahi ha sway loss k
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Dear jahan tak mujhy pata hai to forex main posting ki koi bhi limt nahi hoti aap jitna chahye post kar sakty hain . Wo aap p depand karta hai k aap kitna post karty ho . Aik bat ka zarror khayal rakhain k aap ka post 2 line ka hona chahye 2 sy zyada ka bhaly ho kam na ho
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      bhai ji agr to aap ko trading ka experience hai to mera khyal hai kay agr aap stop loss ka option nahi bhi use karty to bhi koi msla nahi hai .agr new ho trading main to phr aap ko stop loss use kar lena chahye .
      • #108 Collapse

        yes dear stop loss ke begair forex trading me hum kuch earn nai kar sakte siwa loss ke is liye hume stop loss karna chaiye hume trading ki paractice karni chaiye is ko learn karna chaiye jis hume knowledge or experiance hasil ho ga phir hum easily loss se bach sake ge
        • #109 Collapse

          may dear brother agar acha trader bana hai brother tu a p ko pata ho ga k market k kuc hi nahi chalta hai brother agar ap nay success hona hai tu ap ko yeh b pata ho ga k agar may jis point say buy our sell kar raha ho is k stop loss our target kiya ho ga our kis point say market change ho gi tu ap laga do or nahi laga koi farq nahi hai agar ja rahy ho baher tu mat use karo stop los
             
          • #110 Collapse

            Aisy bat to nai he keh forex trading hum stop loss ke baghair nahin kar sktey hain but agar hum stop loss rakhety hain to uska yeh faida hota he keh agar kisi bhi time market hamarey against chali bhi jati hey to hamen us main ziada loss nahin hota hey.
             
            • #111 Collapse

              forex trading main agar app log is main bina stop loss or take profit k trading karo gy tu is main app logo ko loss si koye be nahee bacha saktha hain or agar app is main trade k duraan app is main stop loss or take profit ko use karty ho tu is main app log kisi be bari target ko hit kar sakty ho or is main app log kisi be bari loss si is mai bach sakty ho
               
              • #112 Collapse

                no dearr i do not think so i think that you should not use stop loss in forex trading i think that forx trade si a very very risky trading and we lal need to pay attenttion in gain ing more and more capitla form forx trade so tthat we all will earrn more and more cpaitla form forex trade and we all will gain money form forx trade mor an dmorre from forex trading bsiensss
                • #113 Collapse

                  nahi men ny kabhi bhi stop loss use nai kiya han take profit zaroor use karen q k stop loss app ko jitna loss deta he itni to app ki straight trading bhi nai deti, stop loss men jub pair app k agaist neechy ya uper chala jata he to stp loss ki waja sy trade close ho jati he but app ko loss must ho jata he agar app stop loss use na karen bulky long term ki taraf ja k patience rakhen or wait karen to pair wapis app k take profit ki taraf zaroor aye ga, meri 3 lots isi tarha phans gai then men ny 2 week wait kia or profit ho gya,
                  • #114 Collapse

                    ASSALAM O ALEIKUM hmmm apki baat sahi hai k stop loss bht zarori hai forex mein ye apko bare loss se bachata hai wese to apko hr loss se abchaega lkn agr ALLAH na kare apko chota loss hojae to itna masla nh stop loss lagana bht zada zarori hai agr ap forex mein kamyab hona chate ho to
                    • #115 Collapse

                      stop loss k begair agar hum trading karyn to us say hum ko bohat ziyada loss b ho sakta hey kiu k forex market main aap unlimited profit earn kar sakty hen or dusri taraf aap ka sara capital loss b ho sakta hey..
                      • #116 Collapse

                        Dear ap ki baat thek hy but stop loss fast market mai aur daily ap k account fresh karne k liye zarorii hy...
                        ap ko chahiye k ap ko stoploss k sath kam karne ki adat honi chahiye ta k es mai ap ko acha faida ho ga aur es mai ap ko aage jane ka muqa mile ga....
                        • #117 Collapse

                          yes brother forex me stop loss bhoot important hota hai forex aik acha work hai is liye hame forex me stop loss lazmi use kerna chaye ager hum yeh sub use ni kre gain to hame forex me bhoot hi bara loss ho shakta hai stop loss bhoot hi important hota hai
                          • #118 Collapse

                            G han bhai kabhi bhi stop loss lagaye baghair koi bhi trade na karen,aur hamesha proper stop loss ke sath hi trade karen kiunke stop loss ke baghair lagayi hui trade apko ziyada tar loss ki taraf hi lekar jati hai.
                            • #119 Collapse

                              may dear brother yeh zarori nahi hai agar ap stop loss use nahi kartay ho but ap ko pata hi k stop loss use karna hai is point par brother tu ap success ho saktay ho brother agara p ko pata hi nahi hai stop loss kis point par use karna ha brother tu may b ap success ho sako brother success liyeh yeh bahot ziyda profitable point hotay hai ap ko market ki change ka pata hota hai
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                yes you say right my brother I agree with you ji mera b yahi mana hain k jab b hum trade karey toh hummein chayeh k hum stoploss zarur use karey ta k hum jo lose karty hain wi zydaa na hoo aur stoploss ek important tool hain forex main iska istemal zaruur karna chayhen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X