A useful indicator for scalping

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    A useful indicator for scalping
    mai yahaan aap ko scalper strategy share ker raha hoon jahan aap jjn scalper indicator k zariey aik acha profit earn ker sakty ho, yahan aap ko bas kerna kia hai
    1. aap 15 minute ka chart open karen.
    2. ab chart per jjn indicator open karen.
    3. indicator aap ko 3 point show kry ga
    a. jahan se aap ne sell ya Buy ka order open kerna hai
    b. jahan ap ne take profit lagana hai
    c. jahan aap ne Stop Loss lagana hai.
    4. jab market oper se neechy order open kerny waly point ko cross kery ga to aap ne Sell kerna hai
    5. jab market neechy se oper order open kerny waly point ko cross kery ga to aap ne Buy kerna hai
    ye indicator aap ko google search se baa asaani mil sakta hai ager kisi ko nahi milta to usy mai share ker doon ga. mazeed Rahnmaai k liy aap ko pic share ker raha hoon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    but dear i think k ye indicator mt4 main aik to available nahe hy our second scalping ager hum log small accounts k oper karein gay to pher us say humea huge loss ho jaey ga our humean koi khas earning nahe ho ge our recovery kerna possible nahe ho ga
    • #3 Collapse

      gee bhai ap ne jo jj indicators ke information de he sahih he aur hmein apne trading mein is ko istemal kr ke es mein apne trading se faida hasil krna chahe aur hmein apne trding mein indictors mein sahih experience ho trading ache ho ge
      • #4 Collapse

        mashallah bahi ap nay boht helpfull chez share ki hai is say boht sary logon ko boht faida ho skta hai mai sab sy pehly is ko demp account per use krun ga aur pher main isko real account per use krun ga, is liye main kehta hun k indicators trading ki back bone hoty hain
        • #5 Collapse

          Thanks dear ap ki mehant ha ap n itna work kea par mary khayal m hum long term m trading karni chae ha scalping m lagy rehe to hum apna he loss karwany gy is lay learning Kearny or ache trading Kearny
          Be safe .its a dangerous market out there...:D
          • #6 Collapse

            aap ki strategy achi hai is ko try karoo gi pehle demo pe phir hi real pe apply karoo gi meri baaqi forum members se bhi request hai k wo koi bhi strategy pehle demo pe try kare phir real account main
            • #7 Collapse

              That's very great bro , bht helpful chez share ki a ap ne yahan is se boht sare logon ko bht sare faeda ho skta ha, men isko sab sephle dome account pe practice krounga then iska pora experience karne k badd is ko men ral account pe apply karounga,
              • #8 Collapse

                V.v thank ful to you brother its a really amazing thing for new user i will try it and will apply your instructions and i hope it will work positivly and will gain profit according to you
                • #9 Collapse

                  Boss may b app ki strategy ache ho par mujhey to us ki koi khas samjh nahe aie hai main appny new traders ko ye mashwara doun ga k scalping na karein becaz us say choty account jald zero ho jaty hain
                  • #10 Collapse

                    dear mai ne forex se related koi b indicator mai ne abi tak use nhn kiya es liye mai ap ko bat don k es business ko ache tahra se kam kar skte ho lehza ap seekh aur smjh k kam karo aur acha enjoy kar skte ho soo ap faida b acha hasil kar skte ho aur acha kam kar skte ho....
                    • #11 Collapse

                      ap ka thread bohat acha hai. mery khayal say hum es indicator ko use kr ky short term trade kr sakty hai. hum daily bhe scalping kr sakty hai aur market mai regular earning bhe kr sakty hai.
                      • #12 Collapse

                        buhat hi be rahame insaan hu aap kisi ka faida nhi dekh saktay aap n jo indicator ki defination aur mention di hai aap uss ka naame tu batoo aur hum ussay google per kahan search krain aur kia name likhain batana bhai.
                        • #13 Collapse

                          Re: A useful indicator for scalping

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mrfx پيغام ديکھيے
                          ap ka thread bohat acha hai. mery khayal say hum es indicator ko use kr ky short term trade kr sakty hai. hum daily bhe scalping kr sakty hai aur market mai regular earning bhe kr sakty hai.
                          Dear Trading main Scalping hoti he short term mai hai lekin sab se main cheez hoti hai ap ka time frame. Time frame jitn ap kam rahko gy ap ko zaida clear hogi k ap ny kaisy trade karni hai or ap ki trading skills mai sub se khas cheez scalping hai. or us k leye b kafi learning ki zarorat hoti hai.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: A useful indicator for scalping

                            Scalping ke liye parabolic indicator bahut best hai kyunki parabolic main jab bhi h1 time frame mein ya 30 minute mein parabolic upar Allah neeche lagata hai aur candles jab parabola Kota chikati Hain uss waqt scalping karna bahut accha hai aur scalping mein achha profit kaise kiya ja sakta hai parabola per 30minute aur h1 mein acchi scalping ho sakti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: A useful indicator for scalping

                              Ap nay jo stragty biyan ki ha wo bhi achi ho gi me try kru gi lekin me aik aur stragty use kr rahi hun scalping k leay aur us say acha profit mil jata ha. Straty bahut simple ha ap 15 minute ka chart open kr k RSI ko daikhin agr RSI 75 say ziyada ha to sell ki trade lga dain aur agr 25 say nechay ha to buy ki trade lga dain.ic say acha profit mil jata ha.
                              Kinza789 Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X