Assalam o Alaikum! Dear seniors and juniors Mein avsar members ke sath indicators ka Forex trading main use per Apna knowledge share karta hun ummid hai kya aap sab members ko isase fayda Hasil Hoga dear Forex trading ke andar indicators metatrader 4 Mein helping tools Ki Tarah available Hote Hain Jo Hamen forex market ki taraf se available Hote Hain intools ke andar trader ko Jyada se Kyon rakhne aur apne account ko se Kyon rakhte Hue Kamyab trading karne ke liye different indicators Diye hote hain indicators ko trader Apne market price chart ke andar place Karta Hai Jiski vajah se market ke andar usko different signals Milte Hain aur indicators ko trader Apne technical analysis Main Jab vah market price chart ko read kar raha hota hai to usmein trade entry audit exit ko paint karne ke liye indicators ka istemal Karta Hai Har indicator ki apni Kuchh specification hai jo Harsh conditions ke andar utilise karne se bahut jyada fayda Hasil Kiya Ja sakta hai hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим