Demark ya "DEM"Indicator kia hea aur is ki Stratigy shair krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demark ya "DEM"Indicator kia hea aur is ki Stratigy shair krain
    Dear Forex members DeMarker ya "DEM" indicator oscillator family ka ek technical indicator member hai"DEM"indicator recently price action ko closed price say relate karta hai aur trader is ko use karty hean overbought aur oversold conditions ko determined karny k liy
    Click image for larger version

Name:	resizedimage600450-meta4l.png
Views:	2
Size:	63.5 کلوبائٹ
ID:	12469693
    Demark ko ek oscillator k toar pr classified Kiya jata hai aur is mein resulting values"1" say 0 k darmiyaan fluctuate karti Hain aur is indicator mein kuch variants "100" day -"100" scals rakhty hean aur is indicator mein "0.30" aur "0.70" ky darmiyaan typically lines draw ki jati hean as warning signals k
    Last edited by ; 05-10-2020, 12:54 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demark ya &quot;DEM&quot;Indicator kia hea aur is ki Stratigy shair krain

    dear DeMarker aik Forex me MT4 py mojod aik indicator hy ya aik trading tool hay jo trader apnay trading kay tarika kar main use kerta hay. jab market kisi direction ki taraf move kerti hay to wo kuch move kernay kay bad thora reverse move to DeMarker indicator tool use kia jata hay aur is ki madad say entry li jati hay aur stop loss mutayyan kia jata hay hy jis ka monthly time frame is lye use kia tha kyo keh logo ko pata chalay k montly time frame may bhi analysis ho sakti hay, aur hum agar is chart par thora ghor karain gay to market nay kaafi arsay say 1 to 100 ko break nahi kia, aur har dafa ko touch kar k reverse hui hay, it means k wha par strong resistance hay aur ziada tar buyers exhaust ho jatay hain, agar ap aj ki recently performance k hisab say dekhain to market again down ho gai hay agar baat ki jay pips ki to hisab ki to wo bilkul theek hay trha calculated hi skty hen lekin jaldi ki wja say aik idea k tor par may nay unko idea diya hay, readers ko chahiyay keh wo strong resistance ko nazar may rakhain aur jitna un ka capital hay us hisab say stop loss lagain fibo staratgey ak achi starategy ha agar humry pas is ka relate knowledge hai tu hum is sa asni sa apni tardes kar sakty hain kun ke iss ain humy asani sa pata chal jata ha k kis level par buy karnah hai aur kiss level par sell aur take profit aur stop loss ko bhi hum fibo levels par set kar sakty hain DeMarker hota hay, jab k aik tool DeMarker expension bhi hay, flactuation may ap market ka return check kartay ho jab k expension may ap market ki continuous movement dekhtay ho. Yani aik simat market ki movement, DeMarker sirf aik dotted line wala hota hay jab k expension may do dotted lines hoti hain DeMarker fan sirf do ya teen candles k faslay par lagta hay, yani agar ap candles ka fasla barhatay jao gay to fibo apni jagha say bohat door chala jaye ga, jab keh sirf swing low ya swing high say neechay ya oper ki 2 candle ko chor kar third par DeMarker ki trending lines draw karnay say sahi result anay ki umeed hoti hyClick image for larger version

Name:	images (16) (8).png
Views:	1
Size:	34.8 کلوبائٹ
ID:	12333870
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Demark ya &quot;DEM&quot;Indicator kia hea aur is ki Stratigy shair krain

      Denmark ky bahot sary indicators hain ky agar ham forex market main successful trade kerna chahty hain tou hamain Denmark ky her indicator ko forex market main trading ky liay apply kerny per achi trading ham ker sakty hain Denmark ky forex market ky related bahot sary indicators hain jin main GDP constant price indicator GDP per capita rate gross national product aur gross fix capital formation waghera shamil hain then hamain agar in main sy koi bhi indicator ko forex market main trading ky liay apply ker lety hain tou hamain market main profit hasil hony ki percentage increase ho jati hai jabky agar ham tamam dem indicators sy help ly ker trade open kerty hain tou aesi trade main risk factor bahot zyada decrease ho jata hai jabky ham forex main trade open ker ky bahot achi earning bhi ker sakty hain aur ham bahot bary loss sy bhi bach jaty hain jab dem indicator sy hamain bahot sari information collectively mil rehi hoti hai tou same time main ham dem indicator ki achi indication milny per jab trade open kerty hain tou hamain bahot achi earning hasil ho jati hai demark indicator other indicators sy differnet isliay bhi hai ky maximum trading indicators forex market ki technical movement ki base per market ki movement ki indication provide kerty hain jabky demark indicator forex market ki fundamentals ko measure ker raha hota hai hamain agar forex market main successful trade kerna hoti hai tou hamain market ky both technical aur fundamental analysis kerna hoty hain technical analysis tou ham market ky chart ko open ker ky bhi ker lety hain lekin fundamental analysis ky liay hamain news ky sath sath other sources ko consider kerna perta hai jis main sy demark indicator bhi best fundamental indicator hai
      • #4 Collapse

        Re: Demark ya &quot;DEM&quot;Indicator kia hea aur is ki Stratigy shair krain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
        Dear Forex members DeMarker ya "DEM" indicator oscillator family ka ek technical indicator member hai"DEM"indicator recently price action ko closed price say relate karta hai aur trader is ko use karty hean overbought aur oversold conditions ko determined karny k liy
        [ATTACH=CONFIG]21212[/ATTACH]
        Demark ko ek oscillator k toar pr classified Kiya jata hai aur is mein resulting values"1" say 0 k darmiyaan fluctuate karti Hain aur is indicator mein kuch variants "100" day -"100" scals rakhty hean aur is indicator mein "0.30" aur "0.70" ky darmiyaan typically lines draw ki jati hean as warning signals k
        G dear DEM indicator a8k kafi acha indicator hai forex trading mai kamyab wo he hotye hain jo es mai acha kam kartye hain mahnet kartye hain aur bad mai faida laitye hain tu in cheezon pay ager acha kam kiya jata hai tu ap es mai kamyabi har tarha say patye hain tu ap ka kam hai kay ap nay ager acha kam karna hai tu us kaliye zaroori hai kay ap es mai acha kam karain ap es mai mahnet kay sath aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu waisye bhi trading mi kuch cheezain kafi important hai aur un pay kam karna bhi zaroori hota hai ager ap es tarz say kam kartye hain kay ap es mai acha kam tu kartye hain per ap es mai indicator pay acha kam nhi kartye hain tu ap es mai nakam hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain mahnet karain ta kay bad mai ap kaliye asajiy ban jati hai aur ap ka kam asan ho jata hai tu bat whan pay a jati hai kay mahnet kay sath achi learning tu ap apni base banani hai tu us kaliye tu kafi zaroori hai kay ap es mai achi mahnet aur achi lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab hamesha ho jatye hian aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu mahnet kartye rhain aur indicators pay ap acha kam kar saktye haijn aur ap es kay hisab say achi stergety bana kay kam kartye hain tu ap es mai kamyab he kamyab hai tu hamesha mind set bans kay kam karain ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain ta kay bad mai ap kay kam mai masla nhi banta hai aur ap es mai acha kamkartye howye kamyab hamesha ho jatye hain tu mahnet aur lagan kay sath acha kam karna kafi zaroori hai us kay bina kamyabo hasil karna na mumken hai aur na he ap es mai kamyab ho patye haiñ tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath achi staergety mai acha kam kartye hain tu ap hamesha he kamyab rhatye hain aur ap ka kam kafi asan ho jata hai
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Demark ya &quot;DEM&quot;Indicator kia hea aur is ki Stratigy shair krain

          Je han. Forex ny hamari help k lae bhot sary indicators ko hamary use karny k lae mt4 trading platform ma available kar deya hai. Jo trader enki achi practice karta hai or enki base par result hasil karny ma kamyab ho jaty hain. But agr ap forex ma indicators ko use karna ni ata to ye apki performance par bhot effect dalta hai. Ye indicator trader ki her tarha sy help karty hain. Es sy na serf wo market ma achi entery hasil kar paty hain but eski base par he stop loss or take profit ko b set kiya ja sakta hai. Es topic ma ham demark indicator ko discuss karyngy.
          Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201005-083828_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	97.7 کلوبائٹ
ID:	12333877


          Demark indicator. Demark indicator ko DeM b kaha jata hai. Ye market ma current session ki high or low price ko compare karta hai or es base par market k future ko predict karta hai. Ye indicator es method ko use kar k market ki direction k bary ma signal to deta he hai but esk sath sath ye over bought or over sold states kl b show karta hai.

          Using the demark indicator. Bhot sary famous indicators ki tarha ye indicator b mt4 ma oscillatot waly section ma already provide kar deya giya hai. Trader esko just ik click sy use kar sakty hain. Default value k tor par ham es indicator ma 14 value ko set kar sakty hain.

          Demaker indicator trading strategy. Es strategy ko market ma trend reversal ki confirmation or new trend ki confirmation k lae use kiya jata hai. Ye indicator over bought or over sold state ko show karta hai but trend reversal k bary ma ye etna strong signal provide ni karta. Ye indicator overbought ka jb signal deta hai to eska matlab hai k market ma buyinv pressurr hai or jb ye over sold ko show kar rha hu to eska matlab hai market selling pressure ma hai.
          • #6 Collapse

            Re: DeMarker ya &quot;DEM&quot;Indicator kia hea aur is ki Stratigy shair krain

            Demark oscillator aik technical indicator hay jo keh kisi bhi security main use ho sakta hay. Is indicators say ham security kay overbought and oversold ko judge kar sakty hain. Ye indicator do lines yani bands say hamain market ki movement ka batata rehta hay, jo keh tops and bottoms kay sath chalti rehti hay in main current high aur previous close kay sath ban'ny wala farq hamain trend kay momentum aur direction ki indication daita hay. Jab keh hamain DEM indicator kay through kisi bhi time frames main help mil sakta hay, agarcheh isko day trading kay liye effective khial kia jata hay laikin traders isko kisi bhi time frames main trading kay liye help laity huye achi earning kar sakty hain.

            Iski calculation manually ki jati hay jis say hamain current high ko previous high say compare karna hota hay jis main hamain 14 periods use karny hoty hain aur numerator aur denominators per inko use karna hota hay. Aur iskay bad ham numerator ko denominator per divide kar kay demarker ko find kar laity hain.

            DEM indicator main ham trading itni effective nai kar sakty. Kyun keh ye indicator hamain reversal main trading ka signal daita hay jo hamain overbought aur oversold kay through milty hain laikin ye RSI ki tarah asal main overbought and oversold nai hoty balkeh ye Higher high and lower low hoty hain. Is liye yahan trader ka experience kaam ata hay. Yani hamain ye daikhna hota hay keh overbought kitni dair tak raha hay. Jab keh iski overbought position main kitni movement hui, is say ham overbought ka andaza laga sakty hain, similarly ham oversold ko bhi analyse kar laity hain. Air is kay bad he ham is indicator ki help say trend reversal main order place karty hain
            • #7 Collapse

              Re: Demark ya &quot;DEM&quot;Indicator kia hea aur is ki Stratigy shair krain

              hum indicators ko apni trade mein use kerty hain aur ye humary liye bohat value rakhty hain in se humen market ki moment ka apta chalta hai market mein is ki bohat sari types hai in mein denmark indicator bhi shamil hai aap ne bohat he acha question kiya hai denmark indicators DEM indicator bhi kaha jata hai is ka kaam ye hai k ye market k current session ki high aur low price ko compare kerty hain aur is tarhan ye market k any waly future ko bhi predict kerty hain is trader ko use ker k humen market ki direction ka pata chalta hai aur is k sath sath ye humen over bought aur over sold conditions k bary mein bhi bata deta hai ye indicator bhi baki indicators ki tarhan MT4 waly oscillator k section mein provide ker diya jata hai jo k traders k liye bohat he helpful sabit hota hai
              aur is ko hum hum sirf aur sirf aik click k sath he use ker sakty hain is indicators mein by default k according he is mein 14 values set hoti hain is ko use ker k market mein hum trend reversal aur new trend trend k bary mein janty hain aur ye humen pakii confirmation provide kerta hai ye over bought aur over sold ko tou bohat he achy se show kerta hai lekin ye trend reversal k bary mein itna strong confirmation provide nahi kerta humen chahiye k hum is ko learn ker k market mein use keren taak humen is se faida hasil ho aur hum acha bonus gain ker saken jab ye over bought ko show kerta hai tou market bu ko show kerti hai aur jab ye over sold ko show kerti hai tou is ka matlb selling pressure mein hai
              • #8 Collapse

                Re: Demark ya &quot;DEM&quot;Indicator kia hea aur is ki Stratigy shair krain

                dear friend, Demarker indicator aik technical anaylisis tool ha jis ko Tom Demarker na develop kia, jo buying aur selling areas ma high risk ko identify karta ha, Demarker indicator 2 versions ma hota ha aik ma iski values -100 sa +100 tk bounded hoti hain aur dusray ma 0 sa 1 tk ki values hoti hain, lakin dono ma same asool ho ga, agr current period ki high price previous period ki high sa ziada hon gi to us period ka DeMax variable dono highs ka difference ho ga aur low prices k liay DeMin variable hoga, is tarah Demarker indicator DeMax ka moving average ho ga jis ko DeMax aur DeMin k moving average k sum sa divide karain gay, istarah agr DeMax ki value DeMin sa ziada ho gi to Demarker ki value b ziada ho gi,

                0 sa 1 walay Demarker indicator scale ma jb koi value 0.7 sa above ho gi is ka mtlb ye ho ga k price ki downward moment kareeb ha, isi tarah agr iski values 0.3 sa below jati ha to prices ki upward moment k chances hotay hain, lihaza above 0.7 aur below 0.3 low risk periods ko indicate kartay hain, Demarker indicator sa hmain market ma entry ki information mil sakti ha aur is k ilawa buy ya sell k trend k baray ma b pata chal sakta ha, is sa hmain different time intervals ma trading k liay help mil sakti ha, ye aik acha indicator ha jis sa hm overbought aur oversold conditions k baray ma b information hasil kar saktay hain, lihaza is ko properly use karnay sa hmain acha faida hasil ho sakta ha
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: DeMarker ya &quot;DEM&quot;Indicator kia hea aur is ki Stratigy shair krain

                  Dear friends agar aap forex market Mein indicators ka istemal karte hain to aapko ismein market se acchi trades mil sakti hain Jab Bhi aap Koi indicator use karte hain to Uske bare mein aapke pass knowledge or experience Ka Hona Jaruri hota hai Kyunki indicators ka istemal knowledge ke badhaya Mumkin Nahin Hai Ab agar koi bhi training ke dauran indicator istemal karte hain to aapko Uske levels Ka Pata Hota Hai Uske mutabik aap trade Laga sakte hain Forex trading Mein indicators ka istemal ham log kaise kar sakte hain aap logon ka yah doubt hai kya puchna chah Rahe Hain Ki yah use kaise kiya jata hai dear members Jab Yahan log price action ke analysis karne Lagte Hain matlab Ham Apne technical analysis Karte Hain To Hamen market ki price action ko acche se samajhne ke liye indicators ki jarurat padati Kyunki indicators Aisi chij hoti hai ki vah Hamen market mein aane wali changes ke bare mein Bata Dete Hain Ki market Mein Koi change Hone Wali Hai Agar indicate per Ham use Karen To Hamen inke bare mein Maloom Hona chahie ki yah Kaise kam kar rahe hain Taki aap Logon ki marji Aap Jo Bhi indicator use Karen but aap ko Maloom Hona chahie ki yah Kaise kam karta hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X