Re: Sawal " market facillitaion index indicator " in forex trading.??
Market Facilitation Index Indicator Market mein aapky analysis ko strong kar skta hai. Yeh aap ko market ki movement speed aur volatility ky bary mein informations deta hai aur aap is se andaza laga sktay hain ky kia yeh situation aap ki trade entries ky liye achi hain ya nahin.Is trha achy indicators aapko helo karty hain. MFI indicator bhi technical analysis mein aapko help out krta hai aur market ky trend ki information deta hai ky market kis lihaz se move kar rhi hai aur short terms mein apko market ki movement ky bry mein information deta hai.
Yeh indicator aap use kar skty hain aur aap ko yeh price aur volume ky drmian mein relation bana kar batata hai ky kia current situation of market trading ky liye best sabit hogi ya nahin.Aur aap current situation mein market mrinnagar trsde lagayen to market kia volatility show kar rhi hai. Agr volatility kam ho to trend mein slow movement ho rhi hai aur us waqt trade ka lagana munasib nahin hota.Aur woh aapko zeada confirmation nahin deta. Apko is indicator ka good use ana chahye aur practice karny se aap iski proper learning kr skty hain aur market mein iska use apjy liye aam bna skty hain.
MFI aap ko market mein achy entry points find out karny mein help karta hai aur yeh aap ko Trend ki yeh information nahin deta ky market Bullish trend mein move kar rhi hai ya Bearish trend mein.Jab kyvolatility aur price me any wali smaller changes aur short term informations deta hai jis ko use kar ky aap apni analysis ko strong bna skty hain. Lihaza Technical analysis ky sath sath is indicator ko use kar ky signals hasil kiye ja sktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим