Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?
    Assalam o Alaikum dear members technical analysis beshak kafi hard hy lakin agar accurate study ky baad trading mein use kiya jaye tou trader acha benefit hasil kar sakta hy. Members apka experience kya kehta hy Ichimoku Cloud indicator ky bary mein ye kis tarah ka indicator hy or kya ye helpful hy profitable trading ky liye.
    Click image for larger version

Name:	IchimokuCloud.png
Views:	17
Size:	29.4 کلوبائٹ
ID:	12469478
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
    Assalam o Alaikum dear members technical analysis beshak kafi hard hy lakin agar accurate study ky baad trading mein use kiya jaye tou trader acha benefit hasil kar sakta hy. Members apka experience kya kehta hy Ichimoku Cloud indicator ky bary mein ye kis tarah ka indicator hy or kya ye helpful hy profitable trading ky liye.
    [ATTACH=CONFIG]20092[/ATTACH]
    yes dear is Ka pora name Ichimoku Kinko Hyo aur ye basically forex me aik technical indicator Hy jis ki madad sy Ham guage of trading candle ko identify kr skty hen moreover ye basic momentum of running trend me aik best way of trading hota Hy ye basically forex me signals generate krny Kay leay use hony Wala best technical indicator Hy is Indicator say bohat madad milti hai aur future trading mai apni positions open aur close kernay ka sahi waqt pata chalta hai. Indicators MT4 trading terminal pay available hotay hain laikin traders kay liye zaruri nahi hota kay woh indicators ko use karain ya nahi karain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Forex traders ko indicators say faida hota hai ya nahi hota laikin indiactors ko achi Tarah seekhna bohat zaruri hai kiyu kay Behar haal indicators traders ko help bohat milti hai kiyu kay indicators ko Kab kisi selected chart pay indicator ko apply kia Jata hai tou uss indicator ki graphic presentation chart pay show ho raha hota hai jiss say traders ko apni trade ka andaza aur idea mill Jata hai. Indiactors bhi basically market ki previous movements ko daikh kay he future trading kay ideas miltay hain indicator use karny se ye faida ho jata hai k ap ais market mai aus ko dekh k trade kar skaty hai ais market mai ap agar kisi indicator ko use karty hai to aus se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais se ap ais market mai achi trades laga skaty hai ap ko ais market mai jo indicator use karna hai aus k bary mai ap ko ye pata ho k ye indicator kon se time mai acha kaam karta hai aor ais ki setting kaisi rakhy gay jis se hum ko ais mai kafi zayda faida ho jaye ga ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai faida hota hai ais k liay ap ko indicators ka pata hona chaye
    منسلک شدہ فائلیں
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
      Assalam o Alaikum dear members technical analysis beshak kafi hard hy lakin agar accurate study ky baad trading mein use kiya jaye tou trader acha benefit hasil kar sakta hy. Members apka experience kya kehta hy Ichimoku Cloud indicator ky bary mein ye kis tarah ka indicator hy or kya ye helpful hy profitable trading ky liye.
      [ATTACH=CONFIG]20092[/ATTACH]
      Assalam Walekum dear member aapane bahut informative Sawal poochha Hai their jitne bhi Ham indicator Forex trading ke andar use karte hain vah Sab Hamen market price chart ke andar entry or exit point ko a Qureshi Ke Sath batate Hain jismein Har currency bear her indicator ka Apna specific use hota hai jo Hamen yah signal Deta Hai aapane Jis indicator ke bare mein Hamare Sath Apna knowledge share Kiya Hai vah indicator Bhi Ek bahut important indicator Hai Jisko Ham already find it signals ki Qureshi ko check Karte Hain ke vah ki friend ki moment ISI direction Mein Hogi aur ham market price ki Sahi direction Mein treat Laga rahe hain ya nahin Tujhe indicator Hamen Apne for future trend kiye Qureshi ke bare mein information deta hai isliye Agar Ham is ka Sahi istemal karen to hamare trade analysis Masjid strong aur ek orat ho sakte hain isliye Hamen Iske Upar Sahi practice karni chahie aur Jyada Se Jyada isko live chat ke andar sikhana chahie aur apne senior members ke sath bhi Iske bare mein Apna knowledge share karna chahie aur Iske related jitni bhi online videos Hai vah bhi dekhni chahie tha ki Ham isko Sahi tarike Se Samjhe aur apne real account ke andar Ek Achcha profit kamane ke liye isko use kar sake.
      • #4 Collapse

        Re: Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

        Dear forex friend ichimoku cloud indicator ho ya moving average indicator ho kisi bhi indicator ko profitable hum ne apni learning aur apny experience se he bnana hota hai no doubt indicators humein market Mein enter hone KY liye ache signals provide krty hain lekin dear hum Un signals ko usi condition Mein follow krny mein Kamyab ho sakty hain aur ache success hasil kr sakty hain jab hmare pass indicators see relevant acha knowledge aur complete information ho ge humein pata ho GA ky yeh indicator kis tarha istemal kr sakty hain aur is ko kaise hum indicate kr sakty hain KY yeh humein kis cheez ki entry dy raha hai
        Is liye humein chaheye KY jo bhi indicator istemal kren pehle us ko ache tarha se seekh Lyn ichimoku cloud indicator bohat behtreen lagging indicators mein se hai aur ye slow market ky about signal provide krta Hai par is ky signals ko hum bgher kisi dar ky follow kr sakty hain aur acha result Hasil krny mein Kamyab ho sakty hain in mein loss hone KY aur signals ky galat hone KY chances bohat Kam hoty hain is liye humein is indicator ky according trading kr KY acha faida hasil krny ki koshish krni chaheye
        • #5 Collapse

          Re: Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

          ji members kya hal hai aapke ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge aur apna Kam bahut acche se karne se hi hamen kamyabi hasil hoti hai aaj syndicators ke bare mein baat ki gai hai vah indicated bahut jyada important hote hain aur vah indicators isliye important hote Hain ki vah hamari trading mein bahut jyada helpful hote hain ya ek bahut important indicator hai is indicator ko market mein analyse karna bahut jyada mushkil ho jata hai kyunki indicator bahut jyada chhote hote hain aur hamen bahut mushkil se najar aate Hain isliye hamen in indicators ko analyse karne mein bahut jyada mushkil hoti hai yah indicator samay trading mein bahut jyada important hote hain is indicators ko madad se Ham apne trading open kar sakte hain aur usmein kam hai abhi bhi hasil kar sakte hain ki indicator samay market ki movement ke bare mein bahut batate hain aur yah indicated market ki movement bahut chhote se lekar upar Tak batate Hain indicators bahut mushkil se najar aate Hain aur yah indicator samay liye bahut jaruri hote hain market mein bahut se indicators hai aur har indicators ka ek apna roll aur apne liye important hai ISI tarah se yah indicator ji bahut jyada important hai aur iske bhi trading mein bahut jyada amrol hai isliye hamen chahie ki ham har har har integrated ko acche se analyse Karen is indicated ko bhi acche se naraz karne ke bad hi apni trading ke liye isko select Karen kisi bhi indicator kaun bhala is karne ke liye jaruri hai ki Ham usko acche se acche se experience it karne or experiencing karne ke liye Jodi hai ki Ham apne kam ko foka sokar Karen
          • #6 Collapse

            Re: Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

            Friends , indicators ka bahut achcha use Kiya ja sakta hai aur indicators ka use karke Ham bahut acchi trading bhi kar sakte hain aur is tarah se bahut acchi earning bhi kar sakte hain to Ham sab ko chahe ke Ham sab jyada se jyada indicators ka use Kiya Karen Taki Ham ek acche aur kamyab trader Ban sake aur is tarah se Ham acchi earning kar sake Indicators se help li ja sakti hai lekin traders ko indicators pe fully depend nhi krna chahiye lekin kuch achy indicators bhi hein jaisy RSI aur VSA inko use krny ka tarika ana chahiye indicators ko use kr k traders profit hasil kr sakty hein.Mera khayal hay k indicator ko istemal karna sikhana chahie aur RSI indicator bhi jo aapko accha profit de raha ho vahi use karna chahie aur bahut achcha indicator hai iske sath bollinger band ka istemal karke achcha profit Le sakte hain aur sath mein parabolic aur ichimoku indicator jiska crossover aur clouds ke sath date karke profit Le sakte hain lekin unka experience bhi hona chahie ki kaise in per work karke profit milega....
            • #7 Collapse

              Re: Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

              Ichimoku cloud multiple technical analysis ma use hota hai kiu k es ma bhot sary indicators use hoty hain. Ye candlestick chart par trading tool k tor par use hota hai or es ka main purpose ye hota hai k market ma support or resistance levels ko find kiya jae. Ye forcasting tool k tor par b use hota hai. Bhot sy trader esko market k trend ko predict karny ma use karty hain. Secondly esko market k momentum ko b find karny ma use kiya jata hai.

              Working or ichimoku cloud system.

              Ye system data ko display karny k lae leading or lagging indicator ka combination use karta hai. Or eska chart 5 lines par mushtamil hota hai.

              1. Es sytem ma ik conversion line hoti hai or ye 9 period moving average par mabni hoti hai.

              2. Secondly es ma ik base line hoti hai jo 26 moving average periods par mabni hoti hai.

              3.Leading span jo k moving average hoti hai conversion line ki or base line ki.

              4. Esk elawa ik leading span b hota hai jo 52 moving average periods paelr mabni hota hai en ma sy 26 periods ko future projection ma use kiya jata hai.

              5. Lagging span jo k current period ki closing price par mabni hota hai. Es system ko hamy other techniques k sath combine k better results k lae use karna chahe.

              Closing thoughts.

              Ye chart new trader k lae bhot helpful hota hai kiu k es ma market ki bhot sari information hoti hai. Traders ko chahe k wo pehle simple indicator ko use karyn or phr ichimoku cloud pattern ki taraf ayn. Kiu simple indicator ko use kayn bena esko understand kar pana bhot mushkil hota hai. Dakhny ma chart bhot busy or complex nazar ata hai. But ik bar ichimoku ki setting ko use karna ah jae to ye system samajny ma kuch dair ni lagti . Traders ko chahe k wo esko implement karny sy pehle eski practice karyn.
              • #8 Collapse

                Re: Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

                Ji ye aik bahut he dilchasp aur bila shuba trading kay liye helpful technical indicator hay. Jis say hamain trading main achi earning ho sakti hay. Q keh yeh indicator hamain support aur resistance level ka batata hay jis say hamain price spread and volume ka pata chal jata hay. Jab keh iskay sath in addition, ye hamain trend ki direction ka batata hay aur iskay momentum ki bhi indication daita hay.

                Ichimoku cloud ki calculations chart per bhi ho jati hay jab keh isko manually bhi calculate kia ja sakta hay. Iski calculation kay liye conversion and base line ko set karna hota hay jab keh dusra component Ichimoku cloud hota hay. Ager cloud price say uper ho to ye up trend jab keh current price say nichy hony per down trend ki indication daita hay.

                Asal main ye all in one indicator hay jo hamain support and resiatance levels, trend ki direction aur momentum ka bhi batata hay. Jab keh aik trader ko trading say pehly in he cheezon ka pata chalana hota hay.

                Ichimoku cloud ki ager ham theek tarah say calculation kar kay isko chart per plot kar lain to is say hamain day trading main bahut achi earning ho sakti ahy. Albata is main hamain apni trade ki safety kay liye fundamental analysis ka lazmi istemal karna chahiye. Q keh ye indicator bhi hamain past price action and performance per mazeed trading signal daita hay. Jiskay liye hamain trade start karny main us waqat diqat hoti hay jab tak hamain koi strong signal na mil jaue.
                • #9 Collapse

                  Re: Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

                  Aaj ham ichimoku cloud indicator ke bare mein discussion karne ja rahe hain ya Forex ki market Mein Ek bahut hi helpful indicator sabit hota hai aur yah market Mein bahut se traders ichimoku cloud indicator Ke jariya se market ko acchi Tarah Se samajh Lete Hain ichimoku cloud indicator Ek basic indicator hai ichimoku cloud indicator Hamen sport or resistance related Tamam informations provide Karte Hain Ham sport or resistance ko ine se bahut acche tarike se understand kar sakte hain

                  Ichimoku indicator japaniyon ka ijat Karda indicator hai ichimoku cloud indicator ko Ham short Mein eki mako ko Kahate Hain ichimoku cloud indicator ki thi type hoti hain jo ki market mein bahut jyada importance rakhte Hain Inko samajhna Tamam traders ke liye bahut jyada Jaruri Hota Hai kiJin sen tenkansen Chiku span yah sab ichimoku indicator ki types hai

                  Kijiun sen ismein blue colour ki line hoti hai agar prices line se upar ho to price ke upar Jaane Ke chances hote hain aur Agar price is line se niche ja rahi ho to price niche Jaane Ke chances Hote Hain tenkansen ismein red colour ki line hoti hai agar yah line Upar ya niche ho to market trend Mein move karna Shuru kar deti hai aur Agar yah line Sidhi move kar rahi ho yani left right ho to use Waqt market sideway move kar rahi hoti hai

                  Chiku span ke andar green colour ki line hoti hai aur Agar market Mein yah line price Ke Upar Se yah niche Cross Karen use Waqt market sell ke signals deti hai aur Agar market Mein yah price niche se upar cross karen to use Waqt yah market Hamen buy ke a signal deti hai to use Waqt traders ko chahiye ke market ke signal ko acchi Tarah Se dekhte rahain taki market mein signal de rahi hai un signals ke hisab se hi Hamen market tred Lagani chahie Agar Ham market Kochi trans understand karna chahte hain aur Market Mein acchi driving karna chahte hain to uske liye Hamen ichimoku indicator ki Tamam types ko acchi Tarah Se study kar lena chahie Kyunki Unki Humse Ham market ki movement ko acchi Tarah Se understand kar sakte hain aur uske hisab se market Mein Laga sakte hain per apni trade se acchi earning Haasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

                    dear member trading se related ek bahut hi achcha indicator hai aur iske bare mein members ko maloom hona chahie ki agar koi member is ko acchi tarah Se apni trading mein istemal karega to iski vajah se members ko bahut acche results mil payenge aur indicators ki help lekar members ko apne trading bahut acchi tarah Se continue karna hoti hai aur agar kisi member ko indicators ke bare mein acchi tarah Se maloom nahin hai to unko acchi tarah Se apne information ko improve kar lena chahie jab members indicator se related apni learning ko acchi tarah Se improve kar lete hain to is tarah Se unko bahut acchi help mein jaati hai aur vah apni trading ko continue kar padhte Hain indicators ka istemal kis liye important hai ki yah market ko analyse karne mein bahut acchi help le rahe hote hain aur jab market ko acchi tarah Se analyse kar liya jata hai tu is tarah Se trading ko acchi tarah Se planning kiye ja sakta hai agar trade acchi tarah plan ho jayegi to members ko iski vajah se acche results aaenge aur agar koi member regular earning karna chahta hai to vah bhi acchi tarah Se alankar bhi kar sakta hai ki jab vah indicators ka istemal apni trading mein bahut acchi tarah Se karega aur jab members ke pass indicator se related bahut acchi learning hogi to is tarah Se Koi bhi member har type ke indicator ko bahut acchi tarah Se apni trading mein istemal karega aur iski vajah se acche results hasil karta jaega members ko apni trading se related practice ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Jo log practice ko chitra continue karte hain unko har taraf se indicators ke bare mein maloom ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

                      Dear forex members abhi Ham jis indicator per discuss karenge yah ek bahut aihm indicator hai hi Dear fellows yh forex trading me new technologies hn hy japnies ki invention hy aik acha indicator hy hota hy yeh 4 chezn per mushtamil hota hy tenkinsen,kijunsen,chikou span ,senkou span dear Ichimoku Kinko Hyo basically forex me aik technical indicator Hy jis ki madad sy Ham guage of trading candle ko identify kr skty hen moreover ye basic momentum of running trend me aik best way of trading hota Hy ye basically forex me signals generate krny Kay leay use hony Wala best technical indicator Hy is Indicator say bohat madad milti hai aur future trading mai apni positions open aur close kernay ka sahi waqt pata chalta hai. Indicators MT4 trading terminal pay available hotay hain laikin traders kay liye zaruri nahi hota kay woh indicators ko use karain ya nahi karain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Forex traders ko indicators say faida hota hai ya nahi hota laikin indiactors ko achi Tarah seekhna bohat zaruri hai kiyu kay Behar haal indicators traders ko help bohat milti hai kiyu kay indicators ko Kab kisi selected chart pay indicator ko apply kia Jata hai tou uss indicator ki graphic presentation chart pay show ho raha hota hai jiss say traders ko apni trade ka andaza aur idea mill Jata hai. Indiactors bhi basically market ki previous movements ko daikh kay he future trading kay ideas miltay hain indicator use karny se ye faida ho jata hai k ap ais market mai aus ko dekh k trade kar skaty hai ais market mai ap agar kisi indicator ko use karty hai to aus se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ais se ap ais market mai achi trades laga skaty hai ap ko ais market mai jo indicator use karna hai aus k bary mai ap ko ye pata ho k ye indicator kon se time mai acha kaam karta hai aor ais ki setting kaisi rakhy gay jis se hum ko ais mai kafi zayda faida ho jaye ga ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai faida hota hai ais k liay ap ko indicators ka pata hona chaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

                        Walekum assalam dear aapane bahut hi important topic discussion ke liye select kiya hai no doubt Forex trading co Jab aap carefully study Karte Hain To usmein important role play karne wala Ek bahut hi important factor indicator hota hai indicator Ek proper aur complete study hai jo aapki Forex trading co effective Banane Mein aapki bahut jyada help kar rahi hoti hai agar aap Forex trading Mein kam karte hue study ko ignore karte hain to usmein aapko bahut jyada advantages Nahin Mil Sakte aur aap apni trading ko kabhi bhi profitable Nahin banaa Sakte.

                        Ichimoku Cloud Ek bahut hi important aur famous indicator hai jo aapko market se related maximum profitable indication provide kar raha hota hai dear jab aap market Mein entry Lena Chahte Hain To yah indicator aapke liye bahut jyada help ho sakta hai aur aapko market Mein best entry lene ke liye absolutely perfect information share kar raha hota hai dear agar aap is indicator se a properly utilised Hona Chahte Hain To aapko Aisi related complete learning Hasil karna Hogi aur isko proper input provide karna hoga agar aap is indicator ko istemal karne se pahle is related complete learning Hansi Nahin Karte aur isko proper information Nahin dete to yah indicator aapko kabhi bhi best results produce nahin kar sakta.

                        Bare Jab aap indicator se related proper learning parcel Kahate Hain To sabse pahle aapko demo account per apply karna chahie aur jab aap ki learning strong Ho Jaati Hai To Uske bad aap isko real account per apply karte hue Apne profit ko maximize kar sakte hain Agar aapka ka indicator se related knowledge Achcha hai aur aap use per practical Nahin Karte to yah bhi aapke knowledge ko negatively affect kar sakta hai practically aur learning donon perfect hote hain tab aapko profit ho sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

                          forex k platform par trading k liye jo sab se helpful tool hai wo indiactors ka hai hum indicators ka use trading mein kabhi bhi dney nahi ker sakty kuen k ye bohat he zeada eham hai aur hum is se achi trade ker sakty hain ye hamen market k trend se waqif kervata hai aur humen market ki moment k bary mein bhi btata hai traders ko sirf aur sirf market ki moment ko jan'na hota hai k wo kis direction mein baad mein phir wo easily trade bhi nikal sakty hain indicators ki bohat sari types hain jin mein harmonic indiactor , RSI indicator aur CCA indicator bhi shamil hain hum in k use se aik profit able trade laga sakty hain har trader k liye us indicator ki value bohat zaeada hai jisy wo use ker k trade lagata hai kuen k us k liye us ki ehmiyat zeada hai har koi apny hisab se he indicator ko use kerta hai
                          ichimoku indicator aik aisa indicator hai jo japanese ne benaya hai is ko hum short mein eki mako bhi kehty hain ye cloude indicator ki aik type hai jo market mein bohat he zeada eham hai is ko smajhna traders k liye bohat zeada zaroori hai cloude indicator humen support aur resistance k related all information provide kerta hai aur hum is ko bohat he achy tareeky se understand bhi ker skaty hainis mein blue colur ki line hoti hai aur price agar line se above ho tou price k above hony k chances bohat zeada hoty hain aur agar is line se neechy ja rahi hai tou price k neechy jany k chances bohat zeada hoty hain is liye is mien red colur ki line ki apni he ek quality bhi hai sara darom madar isi par hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

                            Dear Ham Jab forex market Mein kam karte hain to hamare pass ismein different indicators aur ismein hamare pass different trading tools hote hain Jinka Ham market Mein use Karke trading se profit Hasil kar sakte hain Kyunki yah Ek Aisa business hai jismein Ham Jitna Jyada Soch Samajh Kar kam Karenge aur ham ismein Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam Karenge iska Hamen itna hi jyada fayda ho sakta hai agar Ham indicators ke bare mein acchi Tarah knowledge Hasil Karke kam Karte Hain To Inka Hamen bahut jyada fayda ho sakta hai.

                            Dear Jis indicators ke bare mein Apne question Kiya Hai ichimoku cloud indicator Ek bahut hi Jabardast indicator hai jo ke aapko market ki different conditions ke bare mein observed karta hai aur aapko ismein different conditions market Mein Bata sakta hai Jiska aapko trade Lagane se bahut jyada fayda ho sakta hai is ichimoku indicator Jab Bhi e aap use karte hain to aapko market ki supports aur Market ki resistance ke bare mein aapko indicate karta hai.

                            Ichimoku cloud indicator aapko market ki support aur resistance level ko maintain karta hai aur aap ismein Momentum level bhi dekh sakte hain Jab Bhi market Mein Ham kam Karte Hain To ismein Main Market ki Momentum Ka Pata Chal jata hai isliye Hamen market ki buyers aur Jewellers pressure ka Hamen pata chal jata hai aur Market kis trend Mein movement kar rahi hai aapko ismein pata chal Jata Hai market ke trend ki confirmation bhi aapko is indicator Se Mil Jaati Hai yah performance vah apni market per Hone Wali different averages aur plotinng se aapko chat per show karta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya Ichimoku Cloud indicator helpful hy?

                              Dear Mate Forex Market Main aap Ko Boat say Indicator milty hain or In Sab ko Understand Karnay Main aap Ka Boat Zada Time lag Sakta Hai Or Iss tarah aap ko Sab indicator Ko Trade Karna Boat Tough Ho sakta hai.iss Liy aao Ko Kuch Important Indicator Kay bary main Understanding Hona Boat Zrori hai Or Inn per Practice Hona Boat Zrori Hai .aap Ko Chaye Kay Jin indicators kay Bary main aap Learn karty hain pely un indicator Ko Achy Say Practice karain Or Apna Experience Gain Karein .or Demo per Un ka Use Practically Kaisy karna Hay Wo Practice karein Or Us Kay bad Real Account Per Use karein.Tab He Ap Apni Strategy Create kar sakty hain Or Apni Trading Ko best bana Sakty hain..

                              ICHIMOKU CLOUD INDICATOR

                              Dear Maite Ichimoku Indicator ak Boat He Power full indicator hai or Iss Main Lagging span Say Or Iss Main use Hony Wali Moving Averages Say aap Boat Acha kam Lay Sakty hain or Iss ko Apny Trading Style Kay Hissab Say Editing Kar Kay be use kar sakty hain Or Acha profit Gain karny kay Liy uise kar sakty hain.Ager ap Ichimoku Cloud Ko One Hour Time Frame Per Default Setting per use karty hain Toh Acha Result Hasil Ho sakta Hai.Is Main aao Ko Support Or Resistance Ko Identify Karny main be Boat Help Milti Hai.Lekin aap Ko Chaye kay koi Be Indicator use karny Say pely Apna Analysis kar Liya karein ku kay analysis boat Important Hota hai or Best Analysis Kay bad he ap Apni Strategy Ko Achy say Use kar Sakty hain.
                              Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X