Indicators ka proper use
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    you are right ap ne ye bat 100% such kahi hai indicated diffrent tarha ke hote hain ye ak trha ke nai hote ak indicated tread asstet wo mt4 indicated say mil kar banta hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Hum sab ko chaheye kah hum ko jo beh indicatrs milen to un ko hum forex trading may theak tarhan use karen matlab us specifed time frame or specifed currency or metals may q kah ais say ap ko better results milen gay or hum ko ye bat theka hey kah zaida time frame pay he signals ko use karen.
      • #108 Collapse

        Achi sharing hai.main mostly scalping he karta hun or M15 time frame use karta hun.kabhi kabhi to main M5 bhi use kar leeta hun.main bary time frame ko to daikh kar he chalta hun .main aap say agree karta hun.
           
        • #109 Collapse

          aik acha trader trader indicator ka boht acha use krta ha.us sa vo faida othata ha.indicator ap ki tradng ma boht madad krta han.indicator ki madad ssa human sell ya buy krna ma prshani ni hoti..our humari earning assani sa ho jatai ha.
          • #110 Collapse

            Ager hum indicator k indicator k tor pr use karty ah phir tu thek ha lekin ager hum usy pr depend rehty ha tu bilkul thek nai ha phir humy loss k siwa or kuch nai mily ga indicator hamesha sahi nai bataty ha ye sirf ek had tak bataty ha
            • #111 Collapse

              aapnay bhot achi thread kiya hai, mein aap say 100% agree karata hoon meray khial mien indicator ko agar sahi tariqay say use kiya jay tou yeh aap ko 100% signal bhi dayta hai iss cheez ko samjhnay kay liay aap ko iss ka proper knowledge bhi hona chahiay.
              • #112 Collapse

                I have used balnder bond indicator in my view that this is the best indicator but before you use it to learn how you can use it properly.
                 
                • #113 Collapse

                  ji sir meen tu ye repaint walay maamlay meen kafi confuse rehta tha ky ye kyon hota hy, aap ny meri uljhan kafi hud tuk door kur di hy, es ky liye aap ka shukrya ky aap ny buhat hi informative thread peesh kiya hy.
                  • #114 Collapse

                    Members ham trading mainagar chhain to ndicators ko b use kar saktayhan . or in ka use hamainus waqt karna chheya . jab kay ham khod is ko proper trekay say kar saktay hon .
                    • #115 Collapse

                      Mister Aap nay Sahi Kaha nited kingdom indications buhat Saray hain... meray pas ek sign hai Industry Asstnt Wo Mt4 nited kingdom four indications State million Kar bana hai Agar Discussion board nited kingdom moderator ijazat dain Gy Tou Primary Reveal Karoun Ga... Waisay during my look at indications ko bas Dekhnaa chahiyee hameshaa united nations par 100 % yakeen nahin KArnaa Chahiyee marketplace ko Dekhnay nited kingdom liye Pattern outlines Pull Karna Sab State greatest hai.
                      • #116 Collapse

                        idicator jo b use kana ho bas usko pale achi tarha samj le ta kah koi tention na de samjh kar karne se sare indicator he best he
                        • #117 Collapse

                          Indicators important hote hain hum ko in ka proper use kerna ana chahye or hum ko total full depend b indicators per nahi kerna chahye per hum ko in se analysis must kerni hi chahye q k yeh achi analysis kerte hain.
                          • #118 Collapse

                            aj hum meta4 aur meta5 ki turaif karty hai met4 aur meta5 , meta4 basicall programm ko analysis aur is ko repair kartay hai agar is me koi problem indicate ho jay to is ko hail ka daty hai meta 4 single factor ka lay istimal hota hai aur ab meta4 ka indicator ay mil kar bana meta5 forex nay is ko mutrif kar hai ap k lay bather yah hai ap simple traqa trading start kary
                            • #119 Collapse

                              bhai ap ne bilkul theek btaya hai humy time frame ko bhi dekhna chaye humy iss se pata chal jata hai ka market actual movement kis side par hai aur phr humy trading karny main aur indicator se signal ka anadaza lagany main asani hoti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                hmm bhai kyo nahi but ye apko samajhna ana chaiye ki ye indicator sahi work kar raha hai kii nahi to iske liye pahle usko demo mai use karke check kar lijiye ki ye sahi work kar rah hai ki nahi agar ye demo mai sahi work kar raha hai to phir iska use aap real mai asani se kar sakte hai r money earn kar sakte hai bina ksisi tension ke

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X