Dosto, indicators to bohat saray mil jaye gay ap logo ko, aur us ka use bhi bata diya jaye ga, lakin kuch indicators aisay hotay hain jo signals ko repaint kartay hain, jaisa keh fractals, parabolic SAR, aur aisay hi dosray indicators, to aisay indicators par jab bhi ap analysis kar rahay ho market ko to aik baat dhyan may rakho keh market ko big time frame may bhi lazmi dekho, jaisa keh fractal jab big time frame may banta hay to wo phir repaint kam he hota hay, us say ap ko sahi tarha say signals ko samajhnay may madad milay gi.
Repaint ka matlab yeh hay keh koi indicator aik signal day, aur phir thori dair k baad pichlay signal ko remove kar day aur new signal day.
Chotay time frame may aksar fake signals bhi miltay hain, to bahtar yehi hoga ap sab logo k lye keh ap log big time frame may dekh kar idea laga lain market ka aur us k baad phir ap chota time frame par kaam karain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим