Dostor zigzag aik aisa indicator hay jo ap ko trading may madad dayta hay aur yeh ap k meta trader 4 may already available hay, lakin yeh normal indicators may nahi hota, yeh ap ko custom indicator k folder may sab say last may milay ga, jaisa k neechay ki picture may dikhaya gaya hay.
Is indicator ko laga kar ap ko kuch is tarha ki picture nazar aye gi, jaisa keh may nay Eur/usd par lagaya hua hay.
Picture may bhi kuch details likhi hain mulahiza kar lijay ga, aik baat aur batana chahta ho, wo yeh hay keh zigzag ki madad say ap market ka resistance aur support bhi nikal saktay hain, chahay to big time frame par ya phir M15 par, jaisa keh may nay oper wali picture may dikhaya hay.
Jaha say zigzag return hota hay whi market ka support ya resistance point hota hay. agar ap big time frame may check karo gay to ziada acha pata chal jaye ga.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим