ADX indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ADX indicator
    Dosto yeh indicator bohat kaam ka hay, is ko hum divergence wala indicator bhi keh saktay hain aur crossover wala bhi, yeh indicator ap ko ap k meta trader may hi available hoga, wha say ap ksi bhi chart par laga saktay ho. Is ko (Average Direction Movement Index) k name say talash karna to mil jaye ga.

    Is ka kaam kia hay? is may teen tarha ki lines hoti hain jo ap ko market ko samajhnay may bohat madad dayti hain, may ap ko us ki picture k sath batata ho.

    Click image for larger version

Name:	ADX window.JPG
Views:	1
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12461303

    Aur neechay dekhain, aik chart par bhi laga hua hay, sab say neechay.

    Click image for larger version

Name:	ADX indicator.JPG
Views:	1
Size:	83.1 کلوبائٹ
ID:	12461304

    ab is may teen lines ap ko nazar arhi hain, aik to average ki line hay, dosri -DI ki hay aur teesri +DI ki, is may hum ko mukhtalif signals miltay hain, jaisa keh agar -DI agar oper jati hay to is ka matlab yeh hay keh bear candle form ho rahi hay, aur agar +DI oper jaye to pata chalta hay keh Bull candle form ho rahi hay, jab keh jo aik full line nazar a rahi hay wo average movement ki line hoti hay. -DI aur +DI ki lines dotted hoti hain, yani desh wali.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    thnx you Sir aap nay eek Buhat Achay indicator K baray Main batay Main nay mt4 Man isay dekh liyaa hai... Acha sir is main hamain value Change Karnay Ki Zarorat tou nahin hai???or dosri Photo Abhi Download nahin ho Rahi magar Main Aj isay orr Zyada Study Kar K Apply Karoun Ga phr aap Ko bataoun Ga k kya fark para.
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
      thnx you Sir aap nay eek Buhat Achay indicator K baray Main batay Main nay mt4 Man isay dekh liyaa hai... Acha sir is main hamain value Change Karnay Ki Zarorat tou nahin hai???or dosri Photo Abhi Download nahin ho Rahi magar Main Aj isay orr Zyada Study Kar K Apply Karoun Ga phr aap Ko bataoun Ga k kya fark para.
      Is ko default input par rehnay do, lakin sirf color change kar lo jo bhi pasand k ho, yani jo wazeh nazar aa sakay, khas tor par -DI aur +DI ka color apni choice k hisab say change kar lo, aur phir is ki observation karo, kaafi kuch pata chal jaye ga is k baray may. Is k elawa trading ki hikmat-e-amali may bhi check karo, is ki strategy banai hay wha par may nay.
         
      • #4 Collapse

        Indicator is more and more helpful for our trade. because forex is so hard and risky business. many kinds of trader use more and more indicator. but i think ADX indicator is more and more helpful for trade and make money.
        • #5 Collapse

          dear g ye bhi ek acha tools bataya hain aap nay . wese dekha jaye to har traders ki apni apni pasand hoti hain kay wo konsa indecatr used karta hain konsa nahi . magar hume phir bhi apni taraf say jo acha tools ho wo users ko pesh kar dena chaiye ye bohot achi bat hain thanx.
          • #6 Collapse

            you have mentioned a good information about adx indicator and this is a custom and default indicator and we can get it on meta 4 trading software and we can get a good market analysis and we can earn good profit and we can get a better idea about market trend then we can trade in a better way and that is very good indicator
            • #7 Collapse

              brother very well explained by you of this indicator. ye humein market ko analyze karnay main achi khasi help kar sakta hai. iss se hum market main enter honay ka sahi waqt jaan saktay hain. it can be useful for us in our trading.
              • #8 Collapse

                me nay aj tak kabhi forex indicators use nai kye hain.is kaam me hame khud pay yakeen hona zrori hai.na k hame indicators pay yakeen karna hota hai.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: wajidali پيغام ديکھيے
                  me nay aj tak kabhi forex indicators use nai kye hain.is kaam me hame khud pay yakeen hona zrori hai.na k hame indicators pay yakeen karna hota hai.
                  Bohat achi baat hay keh ap indicators par yaqeen nahi rakhtay, to ap kis par yaqeen rakhtay hain? market ko analyze kis tarha say kartay hain? ap k may nay dosray comments check kiay hain, jin may apnay kaha hay keh "Bhai may abhi new ho, may kuch bata nahi sakta, may try karo ga to batao ga" wagaira wagaira.
                     
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: christ
                    ma to ADX use karta hoo muja yeh best laga hay simple sa be hay or mt4 ka apna hay lkn hum zada trade indicator ka borsa pa nah sakta kuy ka indicator kisi time pa change ho jata hay lkn mera khyal sa baki mt4 ka incdicator sa ADX kafi best hay ADX ko app phela demo pa use karien agar sahi sa samj ati hay to real pa use karien
                    Brother, ap nay theek kaha keh indicators ziada tar fake signals daytay hain aur hum ko mukammal tor par in par bharosa nahi karna chahiyay, lakin in ki madad say hum market par aik idea to bana saktay hain, market ko analyze to kar saktay hain.
                     
                    • #11 Collapse

                      Indicator will be more and more helpful for your buy and sell. simply because currency trading is indeed challenging as well as hazardous enterprise. many sorts of broker make use of more and more indicator. although i do believe ADX indicator will be more and more helpful for buy and sell as well as make money.
                      • #12 Collapse

                        aap nay eek Buhat Achay indicator K baray Main batay Main nay mt4 Man isay dekh liyaa hai... Acha sir is main hamain value Change Karnay Ki Zarorat tou nahin hai???or dosri Photo Abhi Download nahin ho Rahi magar Main Aj isay orr Zyada Study Kar K Apply Karoun Ga phr aap Ko bataoun Ga k kya fark para. lakin sirf color change kar lo jo bhi pasand k ho, yani jo wazeh nazar aa sakay, khas tor par -DI aur +DI ka color apni choice k hisab say change kar lo
                        • #13 Collapse

                          bahi ji ap n boht achi bat ki hy wese dekha jaye to har traders ki apni apni pasand hoti hain kay wo konsa indecatr used karta hain konsa nahi or main ap ki bat s agree krta hu..
                          • #14 Collapse

                            DX is a good indicator. Thus, I believe these
                            indicators that you have shared they are going to
                            be good as well since their main platform is ADX.
                            However, we need to know how we should use
                            them properly. By having a lot of practice, we
                            should be able to do that.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ray Main batay Main nay mt4 Man isay dekh liyaa hai... Acha sir is main hamain value Change Karnay Ki Zarorat tou nahin hai???or dosri Photo Abhi Download nahin ho Rahi magar Main Aj isay orr Zyada Study Kar K Apply Karoun Ga phr aap Ko bataoun Ga k kya fark para.pni apni pasand hoti hain kay wo konsa indecatr used karta hain konsa nahi . magar hume phir bhi apni taraf say jo acha tools ho wo users ko pesh kar dena chaiye ye bohot achi bat hain thanx.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X