Dosto, is thread may aik aur useful indicator discuss karo ga, wo hay parabolic SAR, yeh indicator market trend ko wazeh karnay may bohat madad dayta hay, is ki madad say ap yeh jaan patay hain k jis waqt ap trading kar rahay ho us waqt konsa trend chal raha hay. lakin baaz dafa long time frame may yeh kuch aur bata raha hota hay aur short time frame may kuch aur, to is lye ghabranay ki koi zaroorat nahi, hum is k sath dosray indicators ko mila kar market ko analyze kar saktay hain.
Is picture may jo green dots nazar arahay hain yeh trend ki nishandahi kar rahay hain k is waqt market ka trend kia chal raha hay, lakin jab ap daily may check karay gay to is ka trend mukhtalif hoga, lakin is ka matlab yeh hargiz nahi hay k market lazmi oper ya neechay jaye gi, is ka matlab yeh hay k ap aik idea kar lain, aur us k sath sath moving average bhi ap ko nazar arhi hogi, to yeh aik dosray ki help say hi hum market ko janch patay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим